Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazigar/Samajh-Kar-Chand-Jis
samjhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
samjhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai
mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai
samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai
meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai
tere mehandi lage haatho me jab chudi khanakti hai
to is gori kalaai me ye dil banke dhadakti hai
ye dil banke dhadakti hai, ye dil banke dhadakti hai
ye chudi aashiko ko pyar ke nagme sunaati hai
suhani raat ki khaamoshiyo me heer gaati hai
ye chudi heer gaati hai, ye chudi heer gaati hai
zami par jo utar aaya ye wo jannat ka nagma hai
samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai
meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai
mere mehbub jaisa is zamane me nahi koi
diya leke bhi dhudho to nahi aisa hasi koi
nahi aisa hasi koi, nahi aisa hasi koi
kabhi tute se tute na hamare pyar ki dori
teri chaahat hi bas mere liye anamol hai gori
anamol hai gori, anamol hai gori
juda hum tum nahi honge hamara tumse waada hai
samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai