People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Ek Tamanna Jeevan Ki
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankhen/Ek-Tamanna-Jivan-Ki/A
ek tamanna jeewan ki
ek tamanna jeewan ki, main pyar tera hi pau
shadi tujhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau

na tujhe janu na pahachanu, kyon tu gale padi hai
samajh ke mujhko apna deewana, ghere huye khadi hai

tera hi to tha ye kehna, tere bina mujhko nahi rehna
tera wada tera irada, tujhko yad dilau
shadi tujhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
ek tamanna jeewan ki
ek tamanna jeewan ki, main pyar tera hi pau
shadi tujhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau

hamra dil jo tod diya to, ham ye bhi kar jaiyeve
hame yad karega, teri chaukhat par mar jayive

jo bhula tha yad woh aaya, main hu wahi jo tune bataya
na ho dukhi o chandramukhi, tujhe chhod ke kahin na jau