People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

saiya bina ghar suna
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aangan-Ki-Kali-OST/Saiyan-Bin
saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna
rahi bina jaise suni galiya, bin khushabu jaise suni kaliya
saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna

suna din kali ratiya, asuvan se bhigi takiya
har aahat pe dari dari, rah take meri ankhiyan

chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya
saiya bina ghar suna, saiya bina ghar suna, suna
saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna

andhiyare badal chhaye, kuchh bhi na man ko bhaye
dekh akeli ghere mujhe, yadon ke saye saye
andhiyare badal chhaye, kuchh bhi na man ko bhaye
dekh akeli ghere mujhe, yadon ke saye saye
chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya
saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna

aansu yu na bahao, ye moti na lutao
rukati nahi hain waqt ki dhara, pala pala badale jaga ye sara

jaise dhalegi raat andheri, muskayega suraj pyara
sukh ke liye par dukh ye sehana, ab na kabhi fir tum ye kehana