Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aamir/Ek-Lau/BgIYAwVcDgQ
gardisho mein rehti behati
gujarati jindagiya hai kitni
inmein se ek hai teri meri
aakahi koi ek jaisi apni
kar khuda khair kar aisa anjaam
kisi rooh ko na de kabhi yahaan
gubja muskuraata ek waqt se pehle
kyun chhod chala tera yeh jahaan
ek lau iss tarah kyun bujhi mere maula
ek lau jindagi ki maula
ek lau iss tarah kyun bujhi mere maula
ek lau jindagi ki maula
dhoop ke ujaale se os ke pyaale se
khushiya milein hamko
jyaada maangan hai kahaan
sarhade na ho jahaan duniya mile hamko
kar khuda khair kar uske armaan mein
kyun bewajah ho koi kurbaan
gubja muskuraata ek waqt se pehle kyun
chhod chala tera yeh jahaan
ek lau iss tarah kyun bujhi mere maula
ek lau jindagi ki maula
ek lau iss tarah kyun bujhi mere maula
ek lau jindagi ki maula