People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Jaanse Badhkar
Music: Jatin Lalit
Album: Aadmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi/Jaan-Se-Badhkar/AkVaXxB
jaan se badhkar janam tujhko pyar karte hai
jaan se badhkar janam tujhko pyar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
jaan se badhkar janam tujhko pyar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
ho ji nahi sakte hai

pehli nazar me dil me samaye ho
pyar banke aaye ho meri jindagi me
tum jo mile ho sab kuchh mila hai
kitna hasi pyar ka silsila hai
yeh silsila hai
jaan se badhkar jaanam tujhko pyar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
ho ji nahi sakte hai

bekarari had se badhti jaaye
tu hi tu mujhko nazar aaye
pyar me aksar aisa hota hai
kabhi dil hase kabhi rota hai
diwane sabhi humko kehte hai
jaan se badhkar janam tujhko pyar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
haan ji nahi sakte hai

pyar se teri maang saja du
tujhko apni dulhan bana lu
maangi hai maine rab se duvaaye
kabhi kam na hongi apni wafaaye apni wafaaye
jaan se badhkar janam tujhko pyar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
jaan se badhkar janam tujhko pyaar karte hai
diwana dil kehta hai tujh bin ji nahi sakte hai
ho ji nahi sakte hai