People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

aaj hame maalum hua kya
Music: Anu Malik
Lyricist: Anwar Sagar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aa-Gale-Lag-Jaa/Aaj-Humein-Ma
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
ek roj agar tum na milo
ek roj agar tum na milo, deewano si haalat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
ek roj agar tum na milo
ek roj agar tum na milo, deewano si haalat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

halka halka dard-e-jigar hai
tujhko pata hai mujhko khabar hai
dekh ke surat pyari pyari bhul gaye hum duniya saari
jab dil yeh kisi pe aata hai
jab dil yeh kisi pe aata hai, mit jaane ki hasrat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

tere labo ka rang chura ke, mehka dunga teri saanse
chhodo chhodo mera aanchal, sharm ki maare jhuk gayi aankhe
dil mera ruk ruk jaata hai
dil mera ruk ruk jaata hai, jab najre inayat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

tere bina main ji na sakunga, tere liye main har gum sahunga
meri bhi haalat kuchh aisi hai, chain gaya aur nind udi hai
dhadkan yeh dil ki badhti hai
dhadkan yeh dil ki badhti hai, jab pehli shararat hoti hai
aaj hame maaalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
ek roj agar tum na milo
ek roj agar tum na milo, deewaano si haalat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai