People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

ye raat hamari hai
Singer: Vinod Rathod
Music: Sharang Dev
Lyricist: Gulzar
Album: Aastha
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aastha-In-The-Prison-Of-Sprin
he kali kali rat ka tlism na tute kahi
jism na tute kahi rat lachakti hai
he kali kali rat ka tlism na tute kahi
jisam na tute kahi rat lachakti hai
rat ke badan pe chand na rakhna
chand ki chikni dali fisalti hai
he kali kali rat ka tlism na tute kahi
jisam na tute kahi rat lachakti hai
he kali kali rat ka talism na tute kahi
jisam na tute kahi rat lachakti hai
rat ke badan pe chand na rakhna
chand ki chikni dali fisalti hai

ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai

jagne ki rat hai ye manglo duaye karo yaro se sajaye
mile aisi bhi khataye karo jagne ki rat hai ye manglo duaye
karo yaro se sajaye mile aisi bhi khataye karo
husn ki dhar kahi kate na khumari kahi
rat ye bhari hai ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
he kali kali rat ka talism na tute kahi
jisam na tute kahi rat lachakti hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai

os ka dana dana rat ka khajana hai
chori chori chor ki nigaho se churana hai
os ka dana dana rat ka khajana hai
chori chori chor ki nigaho se churana hai
kachi kachi umar hai kachi kachi baho me
he rat ki khumari hai ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
he kali kali rat ka talism na tute kahi
jisam na tute kahi rat lachakti hai
rat ke badan pe chand na rakhna chand ki chikni dli fisalti hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai
ye rat hamari hai munni kuwari hai