People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

aashiq banaya aapne(remix)
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq-Banaya-Aapne/Aashiq-Ba
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne

tere bin suni suni hai bahe
tere bin pyasi pyasi nigahe
tere bin bin asar meri aahe
tere bin
tere bin suni suni hai bahe
tere bin pyasi pyasi nigahe
tere bin bin asar meri aahe
tere bin
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne

tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

meri nigaho me tera chehra basa hai
gahre hai arman jane ja pagal shama hai
meri nigaho me tera chehra basa hai
gahre hai arman jane ja pagal shama hai
tere bin jina nahi hai gawara
tere bin dil ka nahi hai gujara
tere bin kaun apna sahara
tere bin tere bin tere bin
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne

bechiniyo ka faslo ka silsila hai
darde jigar ka ye sabab hamko mila hai
bechiniyo ka faslo ka silsila hai
darde jigar ka ye sabab hamko mila hai
tere bin rat katti nahi hai
tere bin pyas mitti nahi hai
tere bin duri ghatti nahi hai
aashik banaya aashik banaya
aashik banaya aapne

tere bin suni suni hai bahe
tere bin pyasi pyasi nigahe
tere bin bin asar meri aahe
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye