Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Tere-Naam/Tumse-Milna/SRgEWQ1
 
    Tum se milna baatein karna bada acha lagta hai

    Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar hai magar jo bhi hai
    Bada acha lagta hai

    Teri choti choti baat teri har ek mulaqat
    Tadpaye mujhko lamha lamha tera saath
    Lamha lamha tera saath
    Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar hai magar jo bhi hai
    Bada acha lagta hai
    Behke behke mere din mehki mehki meri shaam
    Koi aanchal te saza main to likho tera naam
    Main to likho tera naam
    Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar hai magar jo bhi hai
    Bada acha lagta hai
    Tum se milna baatein karna bada acha lagta hai
    Tum se milna baatein karna bada acha lagta hai.