Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/An-Evening-In-Paris/An-Evenin
Aji Aisa Mauka Phir Kahaan Milega
Hamare Jaisa Dil Kahaan Milega
Aao Tumko Dikhlata Hoon
Paris Ki Ek Rangeen Shaam
Dekho Dekho Dekho Dekho Dekho
An Evening In Paris (2 Times)
Dekho Yeh Pariyon Ki Toli
Meethi Meethi Jinki Boli
Kya Kya Dil Par Rang Jamaaye
Jalwon Ki Yeh Aankh Micholi
Dekho Yeh Pariyon Ki Toli
Meethi Meethi Jinki Boli
Kya Kya Dil Par Rang Jamaaye
Jalwon Ki Yeh Aankh Micholi
Aji Aisa Mauka Phir Kahaan Milega
Hamare Jaisa Dil Kahaan Milega
Aao Tumko Dikhlata Hoon
Paris Ki Ek Rangeen Shaam
Dekho Dekho Dekho Dekho Dekho
An Evening In Paris
Hathon Mein Hathon Ko Daale
Phirte Hain Aashiq Niraale
Dhoondo Yahan Tum Bhi Sathi
Mil Jaayenge Husn Waale
Hathon Mein Hathon Ko Daale
Phirte Hain Aashiq Niraale
Dhoondo Yahan Tum Bhi Sathi
Mil Jaayenge Husn Waale
Aji Aisa Mauka Phir Kahaan Milega
Hamare Jaisa Dil Kahaan Milega
Aao Tumko Dikhlata Hoon
Paris Ki Ek Rangeen Shaam
Dekho Dekho Dekho Dekho Dekho
An Evening In Paris
Apne Dil Ka Daaman Bhar Lo
Mar Jaaoge Pyaar Kar Lo
Kal Ka Sapna Kisne Dekha
In Raahon Se Aaj Ghuzar Lo
Apne Dil Ka Daaman Bhar Lo
Mar Jaaoge Pyaar Kar Lo
Kal Ka Sapna Kisne Dekha
In Raahon Se Aaj Ghuzar Lo
Aji Aisa Mauka Phir Kahaan Milega
Hamare Jaisa Dil Kahaan Milega
Aao Tumko Dikhlata Hoon
Paris Ki Ek Rangeen Shaam
Dekho Dekho Dekho Dekho Dekho
An Evening In Paris (2 Times)