jan gan man adhinayak jay he
bharat bhagya vidhata
punjab sindhu gujrat maratha
dravid utkal banga
vindhya himachal jamuna ganga
uchhal jaldhi taranga
tab shubh name jage
tab shubh aashish mange
gaaye tab jay gatha
jan gan mangal dayak jay he
bharat bhagya vidhata
jay he jay he jay he
jay jay jay jay he
rat din pyar bin mera dil na rota
rat din pyar bin mera dil na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
kal rat ko jag utha main dekha maine sapana
aangan me ek pinjara pinjare me ek tota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
upar se main tuta nahi hu, andar se mai kat gaya hu
un dono me aadha aadha, lagta hai main bat gaya hu
ma bap ka ek mai beta hu iklota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi
main hansata to wo hansati, mai rota to wo roti
main uski loriya sunke chain se sota
eh kash aisa hota main paida na hota
rat din pyar bin mera dil yu na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
kaahe badra tu barse, badra neer mohi re
kaahe badra tu barse, badra neer mohi re
peer mitaye nahi jaake baras tu kahi
mann ko laga naahi thech
kaahe badra tu barse, badra neer mohi re
abhi ke jo aaye neer bahaye, jal jal jaaye mora jiya
abhi ke jo aaye neer bahaye, jal jal jaaye mora jiya
mann bhari maaye taisi bataye, chup ho gaye o ho ke siya
peer mitaye nahi jaake baras tu kahi
mann ko laga naahi thech
kaahe badra tu barse, badra neer mohi re
yu to jag hai saamne sabhi hai, apna koi naa dikhta
yu to jag hai saamne sabhi hai, apna koi naa dikhta
suraj aaye chanda aaye, ghor andhera naa mitta
peer mitaye nahi jaake baras tu kahi
mann ko laga naahi thech
kaahe badra tu barse, badra neer mohi re
neer mohi re, neer mohi re