Jai ho jai ho Shankara
(Bholenath Shankara)
Aadi dev Shankara
(Hey Shivay Shankara)
Tere jaap ke bina
(Bholenath Shankara)
Chale ye saans kis tarah
(Hey Shivay Shankara)
Mera karm tu hi jaane
Kya bura hai kya bhalaa
Tere raaste pe main toh
Aankh moond ke chalaa
Tere naam ki jot ne
Saara har liya tamas mera
(tamas: darkness)
Namo namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Srishti ke janam se bhi
(O o..)
Pehle tera vaas tha
(O o..)
Ye jag rahe ya naa rahe
(O o..)
Rahegi teri aastha
(O o..)
Kya samay.. kya pralay
Dono mein teri mahaanta
Mahaanta.. mahaanta..
Seepiyon ki ontt main
(Bholenath Shankara)
Motiyan ho jis tarah
(Hey Shivay Shankara)
Mere mann mein Shankara
(Bholenath Shankara)
Tu basa hai uss tarah
(Hey Shivay Shankara)
Mujhe bharam tha jo hai mera
Tha nahin kabhi mera
Arth kya nirarth kya
Jo bhi hai sabhi tera
Tere saamne hai jhuka
Mere sar pe haath rakh tera
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Chandrama lalaat pe
Bhasm hai bhujaaon mein
Vastra baagh chhaal ka
Hai khadau paanv mein
Pyaas kya aur tujhe
Ganga hai teri jataaon mein
Jataaon mein
Jataaon mein
Jataaon mein
Doosron ke waaste
(Bholenath Shankara)
Tu sadaive hai jiya
(Hey Shivay Shankara)
Maanga kuch kabhi nahi
(Bholenath Shankara)
Tune sirf hai diya
(Hey Shivay Shankara)
Samudra manthan ka tha samay jo aa pada
Dwand dono lok me vishamrit pe tha chida
Amrit se bhi main baant ke
Pyaala vish ka tune khud piya
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Rudradev hey Maheshvara
Rudradev hey Maheshvara
Tujhko basaya jabse mujh mein
Khud ko bhula diya
Tera hi har pal chhaya hai aise
Main tera ho gaya
Ki tu hi mera jag sara
Haan tera khayal hai jaana
Hmm door kabhi na tu hona
Ke tu hi mera jag saara
Tune hi toh mujhko
Zindagi se baakif kiya
Haan tere hi liye
Ab behta hai har lamha
Hum raushani de jayengi
Teri raaton ko wajah
Ho aankhein bhul jayengi
Tere pyar ka sila, haan
Ki tu hi mera jag sara
Haan tera khayal hai jaana
Hmm door kabhi na tu hona
Ke tu hi mera jag saara
Kaise rahungi tujhse juda bhala
Kaise dhalega wo pal tere siwa
Qismat ki lakeeron mein
Tu basa hai iss tarah
Har katra mera chahe
Tujhko hi bepanaah
Ho paake hi tujhko odh lun
Baanhon mein ab sada
Ki tu hi mera jag saara
Haan tera khayal hai jaana
Hmm door kabhi na tu hona
Ke tu hi mera jag saara.
kisi shaam ki tarah, tera rang hai khila
main raat ek tanha, tu chand sa mila
ha tujhe dekhta raha, kisi khwaab ki tarah
jo ab saamne hai tu, ho kaise yakin bhala
tuta jo kabhi taara sajna ve tujhe rab se maanga
rab se jo maanga mileya ve
tu mileya to jaane na dunga main
ha maine suni hai pariyo ki kahani
waisa hi noor tera, chehra hai tera ruhani
aa tujhko main apni, aaja meri baaho me chupa lu
ha apni is zamin ko kar du main aasmaani
zindagi rok du main ab tere saamne
pal do pal jo ruke tu mere sath me
tuta jo kabhi taara sajna ve tujhe rab se maanga
rab se jo maanga mileya ve
tu mileya to jaane na dunga main
itni bhi hasin main nahi o yaara ve
mujhse bhi hasin to tera ye pyar hai
ha itni bhi hasin main nahi o yaara ve
mujhse bhi hasin tera pyar
ke tera mera pyar ye jaise khwab aur duaa
ha sach kar raha inhe, dekho mera khuda
tuta jo kabhi taara sajna ve tujhe rab se maanga
rab se jo maanga mileya ve
tu mileya to jaane na dungi main