aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
vasudeva mumbai deva vasudeva
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
kaale kaale coat, hare hare note
taxian kaali peeli
technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
lekin khushiyon ka color hai kaun sa
tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
aane de hawa tu kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
daud danadan daud tuk baka tuk daud ho ho daud
udak banka daud
idhar daud hai udhar daud hai ye jina yaaro daud hai
koi aage hai koi pichhe hai bas bhagam bhag hai daud hai
paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
are paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
bas daud daud daud ki takjhim daud daud daud
u bak chik buk daud daud kya hai dukh daud daud daud daud
idhar daud hai, udhar daud hai ye jina yaaro daud hai
koi aage hai koi pichhe hai bas bhagam bhag hai daud hai
duniya hai deewani kaisi hai bechaini
ha duniya hai deewani kaisi hai bechaini
har koi to kuchh na kuchh chakkar me hai
jaise chyunti ka dil sara shakkar me hai
lagi hai daud ki takjhim daud daud daud
u bak chikbuk daud daud kya hai dukh daud daud daud daud
idhar daud hai udhar daud hai ye jina yaaro daud hai
koi aage hai koi pichhe hai bas bhagam bhag hai daud hai
paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
ha paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
bas daud danadan daud hu damadam
daud daud daud sanasan daud daud daud daud
hau lafda jhagda gadbad hai tauba kitni bhagdad hai
ho hau lafda jhagda gadbad hai tauba kitni bhagdad hai
are jine ko mara mari hi chalti hai
par marne se jaan dur dur daudti hai
ha ha daud tik bak tak daud tirik tak tak
daud ha ha daud daud daud daud
idhar daud hai udhar daud hai ye jina yaaro daud hai
koi aage hai koi pichhe hai bas bhagam bhag hai daud hai
paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
are paiso ki hai daud kahi pyar ke pichhe daud kahi
bas daud ho danadan daud
tatatat daud dadadad daud daud daud daud