Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ragini-MMS-2/Maine-Khud-Ko-Reprise/ChkFSBt,B3c
ho maine khud ko de diya hai tujhko
main tera hu tera
kaate na kate, leta hai ye karvate
din mera, din mera
aa tujhme bitau ratiya
dil dil ko sunaye batiya
aa tujhme bitau ratiya
ho tu mujhme kahi pe bas ja
ho aa
tune chhua to main dhadakne laga
dil ki dua hotho pe rakhne laga
tune chhuaa toh main dhadakne laga
dil ki dua hotho pe rakhne laga
aa tujhme bitau ratiya
dil dil ko sunaye batiya
aa tujhme bitau ratiya
ho tu mujhme kahi pe bas ja
ho aa
meri raahe kadmo pe tere ruke
ye panahe sajde me tere jhuke
meri raahe kadmo pe tere ruke
ye panahe sajde me tere jhuke
maine khud ko de diya hai tujhko
main tera hu tera
kaate na kate, leta hai ye karvate
din mera, din mera
aa tujhme bitau ratiya
dil dil ko sunaye batiya
aa tujhme bitau ratiya
ho tu mujhme kahi pe bas ja
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aggar-Passion--Betrayal--Terr
bheed me bhi ham tanha rahe, tere gam ne yeh halat kar di
kabhi khud ke liye kuch soch sake itni bhi nahi fursat di
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huwa
mujhko yeh hawaye udaati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ankho ki talaash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
chahe jitne bhi ansu bahe, sanse seene me chubhti rahe
muskura kar har gum sahe
dil se ho kam kabhi na yeh dard tera
phul jaisa lage har jakhm tera
inko mujhko toh seena nahi, ke bin tere jeena nahi
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
bheed me bhi ham tanha rahe tere gum ne yeh haalat kar di
kabhi khud ke liye kuchh soch sake itni bhi nahi fursat di
teri yado me har pal kate, khud se teri hi baate kare
dil khizao sa banjar rahe
humko manzur hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
jam kushiyo kaa pina nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aggar-Passion--Betrayal--Terr
ke bin tere
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
dhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajah
main hu shaukh se ab koi patta tuta huwa
mujhko ye hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
chahe jitne bhi aansu bahe, saanse seene me chubhti rahe
muskura kar har gam sahe
dil se ho kam kabhi na ye dard tera
phul jaisa lage har zakham tera, inko mujhko to peena nahi
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
bheed me bhi hum tanha rahe, tere gam ne ye halat kar di
kabhi khud ke liye kuch soch sake, teri yado ne kabhi nahi fursat di
teri yaado me har pal kate, khud se teri hi baate kare
dil ek gaao sa banjar rahe
humko manjoor hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
jaam khushiyo ka peena nahi
ke bin tere jeena nahi, bin tere bin tere