hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja, hum raks
teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
naache gaaye, dhoom machaaye - 2
jaam piye aur jaam pilaayein bhool hi jaaye kaun hai hum
hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
us jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
(tum jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
tu hi meri dilrooba, tu hi meri jahjabeen) - 2
jaam pilaade, rang jamaade - 2, nazar milaade, mast banaade
masti har pal har dum
hum raks, jara najdilk aa, hum raks, mujhe jalwa dikha
hum raks, kayaamat yeh ada, hum raks, salaamat reh sada
hum raks, hum raks
na na na na na (thoda sa parda utha, thoda sa jalwa dikha - 2)
dil mein utar jaane de, aankhon se aankhein mila
thoda sa parda utha, thoda sa jalwa dikha
dil mein utar jaane de, aankhon se aankhein mila
piye khaaye mauj manaaye - 2, duniya ke gum bhool hi jaayein
aisa sama milta hai kam
hum raks yeh mehfil yeh sama, hum raks yeh milta hai kahaan
hum raks mujhe ji bhar pila, hum raks isimein hai bhala, hum raks
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
naache gaaye, dhoom machaaye - 2
jaam piye aur jaam pilaayein bhool hi jaaye kaun hai hum
hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
jaise bin maange hi sab kuchh mil jaata hai
sab kuchh mil jaata hai
jaise bin soche hi sab kuchh ho jaata hai
jaise viraane mein gulshan khil jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
ummid ka daaman pakde huye jindagi hai ab muskaane lagi
jindagi hai ab muskaane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
paigaam bahaar ke aane ka doli le kar aaya jaise
mehki madmast mehki madmast
hawaayon ne nagma sa gaaya ho jaise
anjaani raahon mein rehbar mil jaatein hain
kabhi kabhi kabhi kabhi
na jaane kya hai likha tune yeh hum sab ki takdiron mein
tune yeh hum sab ki takdiron mein
hasrat hai jinko khushiyon ki hum bhi hai unn raahgiron mein
haalaat ne karwat badli hai takdir badal gayi hai apni
saagar ki lehar mein dol rahi kashti bhi sanbhal gayi hai apni
kabhi kabhi toh tufaan saahil ban jaate hain
kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
pardesiya pardesiya
nikle hai ghar se kismat ka nikle hai ghar se kismat ka
kohtoor dekhna chaahte hain
maayus hayaati ke chehre pe noor dekhna chaahte hain
aise mein begaane bhi apne ho jaaate hai
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
chala kaafila dekh samane
chala kaafila dekh samane manjil lagi pukarane
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
bhool ja ab sab ki bate jashan banale yar we
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
mere sawariya re udati chunariya re
na jaane udkar chali kidhar
baali umariya ne loota bajariya me
saiya ye kaise hai teri nazar
mai ne to bas le liya hai dil deke dildar re
dil dena dil lena dil dena dildar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
sunle paayal meri bole chhanan chhan chhan
samajhi mai kehati hai ye sajan
teri khamoshi mujhe mar daalegi
keh do na kaisi hai ye uljhan
dilbar dildaar vai vai baithi dil haar vai vai
pagal kar dega mujhko tera ye pyar vai vai
tujhko mohabbat diye ja rahi hu
yu samjho aisi jiye ja rahi hu
dilbar dildaar vai vai baithi dil haar vai vai
pagal kar dega mujhko tera ye pyaar vai vai
mujhko bhi ho gayi mohabbat tujhse pehli bar re
dil dena dil lena dil dena dildaar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
kabhi kabhi sapane bhi sach ho jaate hai chak de
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re