rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala
apni to zindagi katti hai futapath pe
unche unche ye mahal apne hai kis kaam ke
hamko to ma baap ke jaisi lagti hai sadak
koi bhi apna nahi rishte hai bas naam ke
apne jo sath hai ye andheri raat hai
apne jo sath hai ye andheri raat hai
apna nahi hai ujala ab tak usi ne hai
ye kaisa mulq hai ye kaisi rit hai
yad karte hai hame log kyun marne ke bad
adhe bahro ki basti charo taraf andhere
sab ke sab lachar hai kaun sune kiski fariyad
aise me jina hai hamko to pina hai
aise me jina hai haako to pina hai
jivan zahar ka hai pyala ab tak usi ne hai
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala