People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Aaj Bachna Hai Mushkil
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haatimtai/Aaj-Bachna-Hai-Mush
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
jo kuch bache bachale

aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera

chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
aaye hai teri mahfil me,tufan uthane wale
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera

ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
jis aag me dil jalta hai
tujhko bhi jala denge hum
jadu jaga du rastha bhula du
hasti mita du nadan
aala hu sabse rahna adab se
darna gazab se nadan
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera

hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
har ek ada me apni
aaye hai kayamat lekar
bakra banake kunba banake
churiya chala ke maru
kima bana ke kachha chaba ke
jinda jala ke maru
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
Mashuka Mashuka
Music: Bappilahiri
Lyricist: Anjaan
Album: Aajka Arjun
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aaj-Ka-Arjun/Mashuka-Mashuka/
mashuka mashuka
mashuka aa aa aa aa aa
mashuka aa aa aa aa aa
mashuka aa aa aa aa aa, mashuka
marhabba marhabba, marhabba marhabba
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka
main dil jo du toh jaan le lu
main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka

har najar mujhape aashiq saudaayi din mere saare
chhin le dil mera jo, aisa na koyi mila re
main dil le lu par dil na du, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka

dilruba mere jaisi dono jahaan me nahi hai
jhumake jab main naachu, naachati yeh jamin hai
main dil le ke, dil se khelu, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka

marhabba, marhabba
hasino ke liye shaayar purane sach hi kehate hai
yeh jisaki jaan lete hai, usike dil mein rehate hai
jaan le ne ka agar hai shauk itana jaaneman
jaan dene ki ada bhi sikhale ai gulbadan
jaan dene ki ada kya husn ki sikhlaaoge
hush ko chhedoge toh khud khaak mein mil jaaoge
achchha ha ha ha
haskar hasino ki aise hansi jo udaaoge
udd jaayenge hosh toh hosh mein phir na aaoge, aa aa aa
mere nashe mein yahaan umrr bhar ladkhadaaoge
dekhoge mudkar jidhar toh udhar mujhako paaoge, aa aa aa
tu jaane na haan main kya hoon, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka, marhabba
mashuka mashuka main aisi mashuka, marhabba
mashuka, mashuka, mashuka, mashuka