Aai Sarzamee Aur Ehale Vatan
Jis Mitti Mein Maine Liya Janm
Aanch Na Aane Doonga
Sis Na Jhukne Doonga
Koi Bhi Ho Mushkil Nikalenge Hum
Hauslo Se Aage Badhe Hum
Muskilo Se Bina Dare
Kamiyon Se Bankar Ubharenge Hum
Aanch Na Aane Denge
Sis Na Jhukne Denge
Koi Bhi Ho Mushkil Nikalenge Hum
Aise Parvane Kahaan Milate Hain
Jo Shama Se Na Ghabraye
Bharat Maa Ke Charanon Mein
Sheesh Chadhane Ko Mit Jaye
Aise Parvane Kahaan Milate Hain
Jo Shama Se Na Ghabraye
Bharat Maa Ke Charanon Mein
Sheesh Chadhane Ko Mit Jaye
Saat Suron Ko Ek Sa Ghar Bulaata Hai
Saat Suron Ko Ek Sa Ghar Bulaata Hai
Saikdon Taaron Ko Ek Sooraj Jagaata Hai
Soch Kar Maine Yahi Tumko Pukaara Hai
Tu Mera Saahil Tu Hi Mera Kinaara Hai
Ke Pal Do Pal Kya Chaaron Pehar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumme Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumme Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Teri Chaukhat Ke Peechhe Kis Baat Ka Darr Hai
Pyar Diya Mujhko Itna Sajde Me Sar Hai
Soch Kar Maine Yahi Tumko Pukaara Hai
Teri Shikaayaton Ne Bhi Mujhko Sanwaara Hai
Jaise Girti Hui Boondon Ko Pehar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumme Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya
Ke Sunlo Tumme Mujhko Apna Ghar
Ghar Mil Gaya