All religions, arts and sciences are branches of the same tree. All these aspirations are directed toward ennobling man's life, lifting it from the sphere of mere physical existence and leading the individual towards freedom -Albert Einstein
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
Koshampa
Ishq Mohabbat Koshampa
Zameen Pe Jannat Koshampa
Ruyi Sa Naram Chaay Sa Garam
Ishq Mohabbat Koshampa
Tu Meri Jannat Koshampa
Mitti Ke Makaanon Mein Hai
Dil Ke Dalaanon Mein Hai
Mitti Ke Makaanon Mein Hai
Dil Ke Dalaanon Mein Hai
Dhalti Dhalaano Mein
Hai Koshampa
Ram Pa Pa Ram Pa Pa
Ram Pa Pa Pa Ra Ra
Bheegi Bheegi Waadiyan
Hai Rui Si Naram
Tana Bana Rishton
Ka Chaay Sa Garam
Chote Chote Gharon
Pe Hai Rab Ka Karam
Pyar Ki Paneeri Bona
Gaaon Ka Dharam
Resham Si Dori Mein
Rishton Ki Boondi
Chamke Chamak
Si Cham Cham
Tera Mera Rishta Kya
Aaje Soche Mil Ke
Jismein Bandhe
Hain Tum Hum
Rishta Roohaani Hai Wo
Chunri Sadaani Hai
Rishta Roohani Hai Woh
Chunri Sadaani Hai
Wo Kehta Kahani
Hai Wo Koshampa
Rooh Ki Riyasat Koshampa
Dil Ki Hukumat Koshampa
Ishq Mohabbat Koshampa
Tu Meri Jannat Koshampa.
Kambal Ke Neeche
Hoye Hoye Hoye
Kambal Ke Neeche
Ishq Bageeche
Kambal Ke Neeche
Ishq Bageeche
Haaye Ishq Bageeche
Ishq Bageeche
Kambal Ke Neeche
Ishq Bageeche
Aaja Seenchein
Kambal Ke Neeche
Kambal Ke Neeche Hum
Kambal Ke Neeche
Kambal Ke Neeche Hum
Kambal Ke Neeche
Do Dil Mil Rahe Hain Magar
Kambal Ke Neeche
Arre Nayak Nahi
Khalnayak Hoon Main
Kambal Ke Neeche
Aag Jab Lag Jaati Hai
Kambal Ke Neeche
Tanhaayi Tadpaati Hai
Raat Yun Hi Kat Jaati Hai
Kambal Ke Neeche
Haaye Ishq Bageeche
Ishq Bageeche
Kambal Ke Neeche
Ishq Bageeche
Aaja Seenchein
Kambal Ke Neeche
Ramta Jogi Main
Ramta Jogi Jogi
Kambal Ke Neeche
Pepe Pepe Pepe Pepe
Pepepe Pepepe
Pepepe Pepepe
Woh Waqt Kabhi To Aayega
Jab Pyaar Mein
Sab Jal Jaayega
Kambal Ke Neeche
Koi Baat Zaroori Na Hogi
Phir Bhi Sab Hota Jaayega
Kambal Ke Neeche
Kambal Ke Nee Che
Yeh Dil Deewana
Kambal Ke Neeche
Jab Dil Mile Mile Mile Dil Mile
Kambal Ke Neeche
Aashayein Aashayein
Aashayein Aashayein
Kambal Ke Neeche
Nana Jawaan Huye
Kambal Ke Neeche
Naani Pareshaan Huyi
Kambal Ke Neeche
Mama Haiwaan
Huye Huye Huye
Kambal Ke Neeche
Maami Hairaan Huyi
Kambal Ke Neeche
Bahiya Deewaane Huye
Kambal Ke Neeche
Bhaabhi Sayaani Huyi
Kambal Ke Neeche
Babloo Aabad Hua
Babli Barbaad Huyi
Ishq Bageeche Ishq Bageeche
Ishq Bageeche Ishq Bageeche
Kambal Ke Neeche
Ishq Bageeche Ishq Bageeche
Kambal Ke Neeche Haaye.
life hai boring thoda tadka lagalo
mall mein jaa ke thoda mood bana lo
life hai boring thoda tadka lagalo
mall mein jaa ke thoda mood bana lo
ac hai thanda thanda babe hot hot hai
kahi to wine kahi takila ke shot hai
wo dekho wo dekho gayi baby doll
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
the mall the mall
the mall the mall
baby ke hai kamar pe tattoo
ghoom raha hai nazar mein tattoo
figure hai bilkul zero size
uspe kya beautiful life
apni to bas nikal padegi
bas wo kah de hello guys
life hai boring thoda tadka lagalo
mall mein jaa ke thoda mood bana lo
life hai boring thoda tadka lagalo
mall mein jaa ke thoda mood bana lo
ac hai thanda thanda babe hot hot hai
kahi to wine kahi takila ke shot hai
wo dekho wo dekho gayi baby doll
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
kar lo masti in the mall
the mall the mall
the mall the mall
dil sulagta ja raha hai
sans pighli ja rahi hai
dil sulagta ja raha hai
sans pighli ja rahi hai
paas hoke door ho tum
jaan nikli jaa rahi hai
jee raha hu kashmakash me
ishq tu shuruwat kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
har taraf jo garmiya hai
ishq tu barsaat kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
dil sulagta ja raha hai
sans pighli ja rahi hai
paas hoke door ho tum
jaan nikli jaa rahi hai
jee raha hu kashmakash me
ishq tu shuruwat kar
ishq tu aabad kar ya ishq tu barbad kar
dekha jo tujhe maine ye kya ho gaya
barso jo hua na tha, ek pal me ho gaya
nazre mili dil guftagu karne lage kuch is tarah
hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
ho chori se hame nihare, zulfe jaise woh sanware
kaatilana uski hai adaa
nigaahe zara sambhalo, dil pe mere kuch reham ho
mera dil bhi mera na raha
ab raat din aur chaaro peher, is zamin pe meri jannat hai
is baat ka humko gurur hai, main tera hu tu meri hai
nazre mili dil guftagu karne lage kuch is tarah
hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
haal-e-dil tumhe batana, begana sa ab zamana
fursat hai tumse ab kaha
jabse mujhko tum mile ho, zindagi meri tumhi ho
rab se bhi maangu ab main kya
zindagi roshan tujhse, noor-e-jahan tu mera hai
tu dua hai meri jaan le, tu hi to meri mannat hai
nazre mili dil guftagu karne lage kuch is tarah
hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi
kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi
sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai
sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai
jaau to jaau kaha
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi
aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi
rasta to dikhla de, thoda reham kar de
rasta to dikhla de, thoda reham kar de
mujhpe o mere khuda
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
dil me kayi armaan bikhre huye hai
yaado ki chaadar me lipte huye hai
zindagi ye jaise tham si gayi hai
zinda hu main phir bhi kiske liye
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugaat hai
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugaat hai
yeh hawaye chhu rahi hai tumko jis andaaz se
yeh hawaye chhu rahi hai tumko jis andaaz se
yeh adaao ki ada ki ek nayi shuruaat hai
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugaat hai
ishq banjara hai phir bhi ab basera chahta
ishq banjara hai phir bhi ab basera chahta
bas tumahare saath mere din hai meri raat hai
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugaat hai
hum tumhe kaise sarahe, kaise de tohfe tumhe
hum tumhe kaise sarahe, kaise de tohfe tumhe
tumko bas chahe hamesha ye dua din raat hai
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugaat hai
aur kya maange dua me, aur kya chahe bhala
aur kya maange dua me, aur kya chahe bhala
tumko paa ke lag raha hai, rab hi mere saath hai
hum tumhe kaise bataye tum me kya kya baat hai
tumse dil me shayari hai, ishq ki saugat hai