Naazaan ho kaise na haram
Jisne dekha tha ali
Saare hi jahaanon ne kaha
Waliyon ka tu hi wali,
Jaane tu raaz-i kaainaat
Tu jaane har baat
Hai maula tu ali maula,
Man kunto maula (x3)
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.
Man kunto maula (x2)
Tu hai kih jis ko nabi ka gharaanah mila
Noor-e khuda se munawwar thikaanah mila
Maula ne maula kaha gawaahi mili
Kaisa zindah tujhe zamaanah mila,
Ho yahan bhi wahan bhi
Jo bhi hai haidari bole ya ali
Sab ka hai yaqeen
Dil jo dhadke to naara lage ya ali,
Man kunto maula
Maula maula maula (x2)
Man kunto maula (x2)
Husn-e haqq waaqif-e asraar-e jali yaad aaya
Markaz-i faqr do ‘aalam ka wali yaad aaya
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Muskaraate hue kaabe ko ali yaad aaya
Man kunto maula
Maula maula
Man kunto maula
Maula
Man kunto maula
Maula maula
Fa-haaza ‘ali-yun maula Fa-haaza ‘ali-yun maula
Man kunto maula
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.
Maula ali maula (x5)
Maula ali maula (x5)
Khusro nijaam ud-din ke dar par
Khusro nijaam
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke dar par
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Man kunto maula
Maula
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
parwa nahi hai mujhko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manta rehta
chahein ye duniya ruthe
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
jism or jaan mein ab
main aise utar jaunga
aayina dekhiye to main hi nazar aaunga
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
khud hi uda kar ab
pankho ko kaatu
kaale fasane likhu
kajal churake
khwayisho ke khatir maine
jaal ye bichaya hai
kaale andhero main ab
mera hi saya hai
pankho ko kaatu pehle
fir main karun azad
neendon mein ghuske
karun sapne barbad