maine haara main tera sara main
mitha mitha tu khara khara main
tera sara main sara main
maine haara main tera sara
mitha mitha tu khara khara main
tera sara main sara main
sinduri rang suhagan sachcha
sachcha re sarmaya chhupaya hai wo
tu dil me mahi aaya hai maine mahi paya hai
najar laye na koi najar laye na
dil ne shagun manaya hai
ishk parona aaya hai
najar laye na koi najar laye na
najar laye jo tumko chal jaye ho
chhag me jag pe gana ho
najar laye na najar laye na
maine haara main tera sara main
mitha mitha tu khara khara main
tera sara main sara main
maine haara main tera sara main
mitha mitha tu khara khara main
tera sara main sara main
kajal tika pichhe kanoke najro ko roke re
duniya deti lakho hi dokhe mithese hoke re
tan ki main mirche varu sari sharam utaru
mahina jabko haaru kehta hai dil
kehta hai dil
maine haara main tera sara main
mitha mitha tu khara khara main
tera sara main sara main
sun lo zara kehta hai mann
tumse yeh dhadkan dhadkan
yeh jo pyar hai, yeh bahar hai
hai jo pyar ka khila har chaman
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke saare rang
jaage hai armaan, jazbaat hai jawaa
dil me nayi hai tarang
mai hoon dil hai tu hai
bas yeh guft goo hai, tu meri hai meri hai
armaan machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahistaa aahistaa
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahistaa aahistaa
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke saare rang
jaage hai armaan, jazbaat hai jawaa
dil me nayi hai tarang
jane ye kya jadu hai, kya ye sama harsu hai
tumse nazar jo mili hai,chandni din me khili hai
tu hai toh ye fiza hai warna duniya kya hai
ye husna tu hi hai layi
armaan machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahistaa aahistaa
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahistaa aahistaa
suno na kahti hai yeh umang, chalenge sung sung
leke hum pyar ke saare rang
jaage hai armaan, jazbaat hai jawaa
dil me nayi hai tarang
mai hoon dil hai tu hai
bas yeh gufta goo hai, mai teri hoon teri hoon
armaan machalte hai, sapne pighalte hai
hum din badalte hai, aahistaa aahistaa
mausam salona hai, to hosh khona hai
deewana hona hai, aahistaa aahistaa
oh pee to saku, oh peeke maru chahat ki jwala
par suku hai ke yeh junu hai, naa ye mitne wala
Kahin to.. kahin to.Hogi woh
Duniya jahan tu mere saaath hain
Chaha mein chaha tu
Aur jaan bas tere mere zajbaat hain
Hogi jahan saba teri
Palkon ki kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri bahon mein...
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi ] -
Saasein kho gai hai kiski aahon mein
Mein kho gai hoon jane kiski baahon mein
Manzilon se rahe dhondte chali
Aur kho gai hai manzil kahin rahon mein
Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein
Hoton se hoton ko
Chumti o rehete hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan
Teri zaameen aasman
Jahan hai tu
Meri hasi meri khushi
Meri jaan....
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi ]-
Kabhi Kabhi Aditi Zindagi Me Yun Hi Koi Apna Lagta HaiKabhi Kabhi Aditi Woh Bichad Jaye Toh Ek Sapna Lagta Hai
Aise Me Koi Kaise Apne Aansuon Ko Bahene Se Roke
Aur Kaise Koi Sochle Everything Gonna Be Okay
Kabhi Kabhi Toh Lage Zindagi Me Rahi Na Khushi Aur Na Maza
Kabhi Kabhi Toh Lage Har Din Mushkil Aur Har Pal Ek Saza
Aise Me Koi Kaise Muskuraaye ,Kaise Has De Khush Hoke
Aur Kaise Koi Sochle Everything Gonna Be Okay
Soch Zara Jaane Ja Tujuko Hume Kitna Chahte Hain
Rote Hum Bhi Agar Tere Aankhon Me Aansun Aate Hain
Gaan Toh Aata Nahi Hai Magar Fir Bhi Gaate Hain
Hey Aditi Maan Kabhi Kabhi Saare Jahan Me Andhera Hota Hai
Lekin Raat Ke Baad Hi Toh Savera Hota Hai
Kabhi Kabhi Aditi Zindagi Me Yun Hi Koi Apna Lagta Hai
Kabhi Kabhi Aditi Woh Bichad Jaye Toh Ek Sapna Lagta Hai
Hey Aditi Has De Has De Has De Has De Has De Tu Zara
Nahi Toh Bas Thoda Thoda Thoda Thoda Thoda Thoda Muskura
Tu Khush Hai Toh Lage Ke Jahan Chaiyi Hai Khushi
Sooraj Nikle Baadalon Se Aur Baaten Zindagi
Sun Toh Zara Madhosh Hawa Tujhse Kehne Lagi
Ki Aditi Woh Jo Bichadte Hain Ik Na Ik Din Fir Mil Jate
Yeh Aditi Jaane Tu Ya Jaane Na Phool Fir Khil Jate Hain
Kabhi Kabhi Aditi Zindagi Me Yun Hi Koi Apna Lagta Hai
Kabhi Kabhi Aditi Who Bichad Jaye Toh Ek Sapna Lagta Hai
{Hey Aditi Has De Has De Has De Has De Has De Tu Zara
Nahi Toh Bas Thoda Thoda Thoda Thoda Thoda Thoda Muskura} - (5)
Maine haara, main tera saara main
Meetha meetha tu, haan khaara khaara main
Tera saara main, saara main (x2)
Sindoori rang suhagan saccha
Saccha re sarmaya jo paaya hai woh
Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paaya hai
Nazar laaye naa, koi nazar laaye naa
Dil ne shagun manaaya hai
Ishq parauhna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh
Chaand le jug begana ho
Nazar laaye na..
Nazar laaye na..
Maine haara, main tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main (x2)
Kaajal, teeka peeche kaanon ke
Nazaron ko roke re
Duniya deti laakhon hi dhokhe
Meethi si hoke re
Tamki main mirche varoon
Saari sharam utaarun
Maahi naa jug ko haarun
Kehta hai dil...
Kehta hai dil...
Maine haara, main tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main.