Adhoori shikayatein tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khwaishein,
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahaan khuda.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Farebi najakat mein,
Tere chehre ki hansi mein ,
Haan yuhi tere baat mein,
Jhootla le zindagi,
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara,
Kajal ki chao se mein neend leta chura.
To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.
Rakh ki barishon mein,
Waqt ki saazish mein, main ye hara,
Main ye hara, main ye hara..
Khel dil da hua hai ye jaya sara..
Adhoori shikayatein tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khayishein
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera
Tham jata agar zara tera jahan khuda..
pairo ki bediya khwabo ko baandhe nahi re kabhi nahi re
mitti ki parton ko nanhe se ankur bhi chine dhire dhire
iraade hare bhare jinke seeno mein ghar kare
wo dil ki sune kare na dare na dare
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
aazaadiyan aazaadiyan
aagey na kabhi mile mile mile
aazaadiyan aazaadiyan
jo cheenay wahi jee le jee le jee le
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
aane wala waqt dega panahe hai
ya phir se milenge do raahein
khabar kya kya pataa
thehri si yeh dhadkan meri
dekha tumhe toh chalne lagi
saanso ko mil gaya junoon
ab duniya meri badalne lagi
ho suno suno you are beautiful
suno suno you are beautiful
ho ke bhi na ho yakeen
you are so beautiful
khayalo me bas gaya ha tu
phir pehro dil ne socha tujhe
laga yu aur jee lu mai
jab aankho maine dekha tujhe
suno suno you are beautiful
suno suno you are beautiful
kho na jaana tum kahi
you are so beautiful
din dhal jaane de, raat dhal jaane de
yeh manzil nikal jaane de
ho tujhse judaa yeh mera raasta
tu aisa na kal aane de
jeena mushkil ho jaata hai
milke koi jab kho jaata hai
suno suno you are beautiful
suno suno you are beautiful
kho na jaana tum kahi
you are so beautiful
udte panchi aasman se bhi dhundhte hai aashiyan
behti nadiya behti ho kahi, sath chalta kinara
hai apna dil toh awara, na mange sahara
badal hai yeh banjara, barse jab chahe jaha
aate jate dil se dillagi ho bhi jati hai yaha
sathi jab ho darta hai yuhi, karta fir yu bahana
hai apna dil toh awara, na mange sahara
badal hai yeh banjara, barse jab chahe jaha
rozana ki zindagi dhundati hai tazgi
kaid se aazad ho be-fikari jina dil chahe
mange woh jo na mili, chahe baate kuch nayi
hasil karna chahe woh, jo hai dur hath na aaye
hai apna dil toh awara, hai apna dil toh awara
bewakufi karte hai sabhi jane kyu bewajah
dil ki baate sari betuki, maano toh hai pachhtana
hai apna dil toh awara, na mange sahara
badal hai yeh banjara, barse jab chahe jaha
bebaak mai chala azaad man chala
mujhe chalne do yun jeene ko kya
thodi dhoop ho chaav ho zara si par khuli
bebaak mai chala azaad man chala
mujhe chalne do yun bandhoge bhi kaise tum bhala
badalo se aati na roshni
mujhe chalna hai udna hai
behna hai jeena hai
na bedakhal junoon
manzilo ka hai shor
chup rasta rasta rasta
dor nahi
kat ke kho jaana kho jana
kho jana hai
mere liye man khuda hai
aur man maulana hai
kabhi malang aur kabhi thoda yeh maulana hai
jana mujhe hai waha
mile zameen aasma se jahan
hasna barasna
mudke na takna
lamho ki tarah
bebaak mai chala azaad man chala
mujhe chalne do yun jeene ko kya
thodi dhoop ho chaav ho zara si par khuli
bebaak mai chala, azaad man chala
mujhe chalne do, yun bandhoge bhi kaise tum bhala
badalo se aati na roshni
mujhe chalna hai udna hai
behna hai jeena hai
na bedakhal junoon
aasmaan se barse bhar bhar ke, neele peele har color ke
tu khele jee bhar ke aye dil tujhe pata hai
aye dil tujhe pata hai yeh lamhe aur kya hai
jaan le kisam kisam ke hai gubbare gubbare
gubbare gubbare, gubbare gubbare
gubbare gubbare
koi thoda zyada pyara hai, koi dheela phus padha hai
hawa pe khada hai har ek me maza hai
aye dil tujhe pata hai ye lamhe aur kya hai
jaan le kisam kisam ke hai gubbare gubbare
gubbare gubbare, gubbare gubbare
dekho toh zara ye zara ye kaise hai
muskurahato ke bahaane aise hai
janjhato me doobi doobi ha dubi duniya me, duniya me
bulbule khushi ke khushi ke, khushi ke jaise hai
zara sambhalke rehna, ghamo ka pin chubhe na
kahi na phut jaaye dhutt teri
ye pyaare se gubbare, na phir milenge saare
bewkufi hogi yaar, ye teri
ek se hi kaahe khele tu, pura guchha lele tu
sajaale mele tu, bol kaisa lagta hai
aye dil tujhe pata hai ye lamhe aur kya hai
jaan le kisam kisam ke hai gubbare gubbare
gubbare gubbare, gubbare gubbare
ke chahe jitne aur tu phula le gubbare gubbare
haan muskurake sine se laga le
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
dil ki baat khud hi samjhle
dil ki baat khud hi samjhle
jarurat na ho izhaar ki, izhaar ki
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
pyaar ki pyaar ki, pyaar ki pyaar ki
kahe najar sune baat dil bhi
kisi tarah kabhi khudse mil bhi
aaj janu sabhi aage chale
kabhi tujhe tujhi se main dekhu
kabhi tujhe khudhi me khoju
intehaa kuch bhi hoti nahi pyaar ki
pyaar ki pyaar ki, pyaar ki pyaar ki
saanso me tum hi chali ho ban gayi ho jindagi
fir bhi ye najre hamari dasta na keh saki
pyar ki pyar ki, pyar ki pyar ki
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
aao is tarah shuruat hum kare pyaar ki
band aankho se yu dekhe, band aankho se yu dekhe
jarurat na ho didaar ki didaar ki
aye mere desh ke nojawano suno
teachro ki bajane ki nayi dhun tum suno
aksar any time jab koi teacher kahe get serious
dekho smile karo or simply kaho
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it easy dude mat ban khadus
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it chil pil man get with the paln
sunday pe fun day pe aaye, book se bhi gyan hi badhaye
kya loosro ki jamat hai, ab waqt hai jine ka
kuch ram sutta pine ka ratta lagana koi bat hai
wo sul the shayab kabhi, hum cool hai ab ke abhi
ye daur hai bas hamara, ye jo generation gap hai
ise bharne ka bhi trap hai, bas dhun yahi pa pa ra pa
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it easy dude mat ban khadus
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it chil pil man get with the paln
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it easy dude mat ban khadus
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it chil pil man get with the paln
pa pa ra pa pa pa ra pa
chhod ke bas jau mai daru ki botal me
kyu kare ungli mer rife me life hai ye meri
life hai ye meri
ye na karo wo na karo kitna fakar karte hai wo
ab to jara
oye teachro abe hitlaro
tum bhi ab to jara chil karo ya fir se
pa pa ra pa pa pa ra pa
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it easy dude mat ban khadus
pa pa ra pa pa pa ra pa
take it chil pil man get with the paln
pa pa ra pa pa pa ra pa
pa pa ra pa pa pa ra pa