pairo ki bediya khwabo ko baandhe nahi re kabhi nahi re
mitti ki parton ko nanhe se ankur bhi chine dhire dhire
iraade hare bhare jinke seeno mein ghar kare
wo dil ki sune kare na dare na dare
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
aazaadiyan aazaadiyan
aagey na kabhi mile mile mile
aazaadiyan aazaadiyan
jo cheenay wahi jee le jee le jee le
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
aane wala waqt dega panahe hai
ya phir se milenge do raahein
khabar kya kya pataa
nadi mein talab hai kahin jo agar
samandar kahan door hai
damakti garaz hai sone mein agar
to jalna bhi manzoor hai
ek udaan kab talak yun kaid rahegi
roko na chhod do ise
ek udaan hi sapno ko zindagi degi
sapno se jod do ise
purani daleelon rasmon ko sabhi
abhi se kahe alvida
badalte dino ke tareekon se
seechein hum naya gulistan
ek udaan kab talak yun kaid rahegi
roko na chhod do isse
ek udaan hi sapno ko zindagi degi
sapno se jod do isse
ek udaan kab talak yun kaid rahegi
roko na chhod do isse
ek udaan hi sapno ko zindagi degi
sapno se jod do isse
aankho ke pardo pe pyaara sa jo tha wo nazaara
dhua sa ban kar udh gaya ab na raha
baithe the hum to khwabon ke chaon ke tale
chod ke unko jaane kahan ko chale
kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai
subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai
kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai
subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai
aane wala waqt dega panahe
ya phir se milenge doraahe
khabar kya kya pata
who is d lovely lady
walking down the street man she got me crazy
i say who who is the lovely lady the way she is taking her hips
she got me mesmerised she is driving me crazy
who mrs khanna who mrs khanna who mrs khanna
comm on everybody put your hands together say
who mrs khanna who mrs khanna who mrs khanna
comm on everybody put your hands together
ho teri tirachhi nazar ka ho teri patali kamar ka
teri tirachhi nazar ka patali kamar ka
main toh deewaana huwa
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
oh baby baby you drive me crazy
give me just one chance to make you mine
give me give me give me give me
aji muskuraiye zara paas aaiye
agar ja rahe hai toh pata de ke jaaiye
haan mere dil ki raho pe chalne jo aayega
yeh toh sach mano mano chal nahi payega
aji rutho na dekho rutho na haan aise rutho na
meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
who mrs khanna who mrs khanna who mrs khanna
comm on everybody put your hands together say
come talk to me come walk with me
everytime i see you my heart goes boom boom
dance with me romance with me listen to my heart beat
kitane pakau ho tum bada shor karte ho
chipakne ki aadat hai bada bore karte ho
jhuth nahi bola hai jab se tu aayi hai
baby meri baaton mein keval sacchayi hai
aare le re jhatka re laga laga jhataka re
dekho kaisa kaisa laga jatka
meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
ho teri tirachhi nazar ka ho teri patali kamar ka
teri tirachhi nazar ka teri patali kamar ka
main toh deewana huwa
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
o meri meri tu mrs khanna meri meri tu mrs khanna
mann mein kahin ho lagan sada rahe jo dhyan magan
mitha phal payega wahin bujhegi usiki antar agan
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
uff laddu halwa khir malayi subah se bane kadhayi
han dusara kya nahin koi kam bhais bhi mange rokda dam
yun to ban jayega dhol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
pet hai ya back hole pet hai ya back hole
jibh macha rahi hai dhum chehra phir bhi hai masum
ghar bhar ko khub nachaya sar saron ka chakraya
bhage har koi gol gol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
khate hi khate ja ruko na khate ja
khake phir tum so jao uthke phir se tum khao khate hi khate jao
ho khali handi khali kadayi khali mithayi
ho bekar hai dibbe ka dhakkan andar bacha nahin hai makhkhan
ab kya khayenge to bol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya back hole
pet hai ya back hole
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahi, baat kisi se kahi nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin
paagalpan yeh kaisa hai, ki jaisa taisa hai
soch ki najakat hai, thodi si shararat hain
tedha yeh saamaa kyun, aafat mein jaan kyun hai
mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
aasmaan ko chukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
ye ye ye aankh micholi, chor daaku bhoot kohli
bum bum bajrang bali, mahabali mahabali
khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
dharti saagar taare hi pyaare
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahi nahi
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahi
aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki gali sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari
pas hoke bhi mai fail ho gaya, sara jaha jaise jail ho gaya
pas hoke bhi mai fail ho gaya, sara jaha jaise jail ho jail
ab mai jau ab mai jau jau kaha
muh dikhau muh dikahu dikhau dikhau kaha
daddy puchhe mere percentege, kaise batau mere percentege
chikhe chhilaye mere percentege
inme sikhaye percentege chikhe chhilaye mere percentege
inme sikhaye percentege chikhe chhilaye mere percentege
bas thirty five mere percentege
ab mai jau ab mai jau jau kaha
muh dikhau muh dikahu dikhau dikhau kaha
ab mai jau ab mai jau jau kaha
muh dikhau muh dikahu dikhau dikhau kaha
exam se pehle mai khelta tha piyastu
ab ye sali duniya
ha ye sali duniya kehti hai mujhe faltu
ab mai jau ab mai jau jau kaha
muh dikhau muh dikahu dikhau dikhau kaha
baam milenge sare gift me mujhe
o my god tu karle lift tu
baam milenge sare gift me mujhe
o my god tu karle lift tu
ab mai jau ab mai jau jau kaha
muh dikhau muh dikahu muh dikhau dikhau kaha
daddy puchhe mere percentege, kaise batau mere percentege
chikhe chhilaye mere percentege
its make me carry my percentege
its make me carry my percentege
bas thirty five mere percentege
faltu faltu faltu faltu
tumse keh denge hum saari bate
kaise hai apne din kaisi rate
koi na koi hulchul rehti hai dil me
har pal log hai kehte pagal humko
by the way, on the way humko jo mili hai jindagi
gati hai hassti hai, pagli si hai zara
roothe bhi mane bhi, har lamha nayi hai zindagi
moody hai zidi hai, kya kare kya pata
rukte hai kaha hum rok se
chalte hai hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi
yehi apni ada hai kya kare
koi bura jo mane kya kare
humse to hai khafa ab sabhi
jane do chhodo bhi
dhadkan ki jo kahani hai, khul ke ab to sunani hai
bhool nahi sakta hai isko hai jisne suna suna na
kya cheez hai ye jawani hai jo baat hai deewani hai
sochoge to janoge rasta kyu humne chuna socho na
by the way, on the way jab dil se hui thi dosti
humne di dil me bhi tha ye vaada kar liya
jo bhi ho humko to darna hi nahi hai ab kabhi
jab hame jo laga humne wahi keh diya
rukte hai kaha hum rok se
chalte hai hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi
yahi apni ada hai kya kare
koi bura jo mane kya kare
humse toh hai khafa ab sabhi
rukte hai kaha
rukte hai kaha hum rok se
chalte hai hawa ke jhonke se
apni to aisi hai zindagi
yahi apni ada hai kya kare
koi bura jo mane kya kare
humse toh hai khafa ab sabhi
rukte hai kaha, jane do chhodo bhi
sham bhi koi jaise hai nadi
lehar lehar jaise beh rahi hai
koi ankahi koi ansuni
baat dheemi dheemi keh rahi hai
kahi na kahi jagi hui hai koi aarzu
kahi na kahi khoye huye se hain main aur tu
ke boom boom boom para para hai khamosh dono
ke boom boom boom para para hai madhosh dono
jo gumsum gumsum hai ye fizaye
jo kehti sunti hai ye nigahe
gummsum gummsum hai ye fizaye hai na
suhani suhani hai ye kahani
jo khamoshi sunaati hai
jise tune chaha hoga woh tera
mujhe wo yeh batati hai
mai magan hu par na jaanu
kab aane wala hai woh pal
jab haule haule dheere dheere
khilega dil ka ye kamal
ke boom boom boom para para hai khamosh dono
ke boom boom boom para para hai madhosh dono
jo gumsum gumsum hai ye fizaye
jo kehti sunti hai ye nigahe
gummsum gummsum hai ye fizaye hai na
yeh kaisa samay hai kaisa sama hai
ke shaam hai pighal rahi
yeh sab kuch haseen hai sab kuch jawan hai
hai zindagi machal rahi
jagmagati jilmilati palak palak pe khwab hai
sun yeh hawaye gungunaye jo geet lajawab hai
ke boom boom boom para para hai khamosh dono
ke boom boom boom para para hai madhosh dono
jo gumsum gumsum hai ye fizaye
jo kehti sunti hai ye nigahe
gummsum gummsum hai ye fizaye hai na
khoyi khoyi si hu mai
kyun yeh dil ka haal hai
dhundli sari khwab hai
uljha har khayal hai
sari kaliya murjha gayi
rang unke yaado me reh gaye
sare gharande reet ke
lehre aayi, lehro me beh gayi
raah me kal kitni chirag the
saamne kal phoolon ki baag thi
iss se kahu kaun hai jo sune
kante hi kyu maine hai chune
sapne mere kyu hai kho gaye
jaage hai kyu dil me gumm naye
sari kaliya murjha gayi
rang unke yaado me reh gaye
saare gharande reet ke
lehrein aayi, lehron me beh gayi
kya kahu kyu ye dil udaas hai
ab koi door hai na paas hai
chhu le jo dil wo bate ab kaha
wo din kaha rate ab kaha
jo bita kal ab hai khawab sa
ab dil mera hai betab sa
sari kaliya murja gayi
rang unke yaado me reh gaye
sare gharande reet ke
lehre aayi, lehro me beh gayi beh gaye
na na na never mind never mind
takdire daudati raftaar mein
patari pe waqt ki kataar mein
hairat ki manjar yeh dikhalaati hai
aapas mein jab bhi ye takaraati hai
kya tune socha tha yun hoga ho gaya
pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya
phas gaya phas gaya o o o never mind
phas gaya phas gaya o o o never mind
kuch haadaso ki ye janjeer hai
tukado mein unki tasvir hai
kabje mein jo aaye wohi sahi
yeh teri baari thi tu hi sahi
kya tune socha tha yun hoga ho gaya
pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya
phas gaya phas gaya o o o never mind
phas gaya phas gaya o o o never mind
ji ja jaise thaame koi dor anjaam khinche apni or
chhatpatake tu reh reh jaayega is raat ka na koi bhor
lamhe ye dodhaari talwaar hai
tujhe chirane ko jo taiyaar hai
kya tune socha tha yun hoga ho gaya
pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya
phas gaya phas gaya o o o never mind
phas gaya phas gaya o o o never mind
o o o never mind
na na na never mind never mind