andher nagri chaupat raja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja
jis mol bhaaji uss mol khaaja
uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja
raja ji ne kuch haathi aur kuch ghode hain paale
inhe na koi fikr, na chinta
ye hain mehlon waale, inke raaj mein pad gaye hamko
apni jaan ke laale
dono haatho lut rahe hain kaale dhandho waale
jis mol bhaaji uss mol khaaja
uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja
kasht na ho to shrimaan ji arz suno ik mori
kaun nagar se aaye ho tum, kaun jaat hai tori
inka dosh na poochho bhaiyaa, inki jaat na poochho
kaise katate hain in logon ke din raat na poochho
kisi kaum ya kisi desh ke ho ye rahne waale
in jaiso ki nasl ek hai gore ho ya kaale
baahar se hain roop alag par andar se ik jaisaa
jaat hai sona, gotr hai chaandi, dharm hai inka paisa
hoy dharm hai inka paisa hoy dharm hai inka paisa
hoy dharm hai tera paisa, arre chhup
mhaari to suno bhai, mhaari to suno
kaalo dhandho jo karto ho uska satyanash
main hoon saare jag ka sewak main hoon sabka daas
daam dekar paani lelo jisko lagi ho pyaas
main na puri talu to bolo khaaoge kaai ghaas
har maal sasta, har maal taaza, har maal taaza
bhag yaha se aur kisi pe daal ye apna jaal
jaan chuke pahchan chuke hum har ik teri chal
paani bechke punya kamaaye waah re maa ke laal
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
suno hamaari baat o bandhu chhodo ye taqraar
iss sansaar mein har vastu ka hota hai vyapaar
aata daal aur chaawal beche sare sahukaar
jadi buiyan, sharbat beche vaidh hakim khtaar
bal beche balwaan jagat me, sar beche sardaar
aman ki rakshak kaume beche, zehreele hathiyaar
ha to phir maine paani becha to kyu itni hahakaar
maine paani becha to kyu hai itni hahakaar
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
jis mol bhaaji, uss mol khaaja, uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, yo-yo yo-yo yo-yo yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo
yo-yo ki beqaraari hissa hai zindagi ka
yo-yo ki beqaraari hissa hai zindagi ka
yo-yo ki garadishon qissa hai zindagi ka
qissa hai zindagi ka, garadish to zahar pina
jina nahin hai pyaare, garadish mein hi maza hai
ye kah rahi hai yo-yo
garadish mein hi maza hai, ye kah rahi hai yo-yo
garadish mein hi maza hai, ye kah rahi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, yo-yo yo-yo yo-yo yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo, ye zindagi hai yo-yo
ye zindagi hai yo-yo
chhede koyi taraana, aur koyi ro raha hai
chhede koyi taraana, aur koyi ro raha hai
din-raat ik tamaasha, duniya me ho raha hai
duniya me ho raha hai
jo kuchh bhi ho raha hai, hota rahega pyaare
chal tu bhi aise jaise, ye chal rahi hai yo-yo