ek chidiya bina par ki
shahjadi kisi ghar ki
ek chidiya bina par ki
shahjadi kisi ghar ki
bolo wo kaun hain
wo main hi to hu
wo kaun hain
wo main hi to hu
ek chidiya bina par ki
shahjadi nahi maharani hain
sab jane hain pagal siyani hain
kaam ki na kaaj ki dushman anaaj ki
kahe bechari ke pichhe padi ho
are aurat ho ya koi chadi ho
ye fikar jise hain ghar bhar ki
bahar ki bhitar ki
bolo bolo kaun hain
wo main hi to hu
ha kaun hain
wo main hi to hu
bahar bhasan ghar me bhasan
bhasan bina pachta nahi rashan
aaha bhasan bina pachta nahi rashan
ae mano ji mano maa ji ka shashan
dekho na dole unka shashan
wo bijli agar kadki
to khair nahi kisi sar ki
bhala wo kaun hain
wo main hi to hu
kaun hain
wo main hi to hu
aage pichhe koi kuch bhi kahe
wo apni duniya me khoyi rahe
aage pichhe koi kuch bhi kahe
wo apni duniya me khoyi rahe
phul chunti rahe roj baago se
baat karti rahe chand taaro se
jiske ghar jayegi usko rulayegi
kahe kisi ke angana me jayegi
yahi rahegi sabko satayegi
ek ladki phir sar ki
baat kare hain bepar ki
are tej badi mukaddar ki
raunak hain isi ghar ki
bolo wo kaun hai
wo main hi to hu
ha kaun hain
wo main hi to hu
wo main hi to hu
wo main hi to hu
nanhi nanhi palke tori
nanhi nanhi palke tori
meri nindiya karle chori
mamta ki baaho se main khechu
mamta ki baaho se main khechu
tere palne ki dori
nanhi nanhi palke tori
tu mere yovan ki jwala
tu mere yovan ki jwala
jisko maine rup me dhala
kitna sundar tera tan man
kal ko na ho jaye kala
hans hans rote rote
hans hans rote rote
deti hu main tujhko lori
nanhi nanhi palke tori
tu dharti se julm mitaye
tu dharti se julm mitaye
zakhmo ki marham ban jaye
gham ke sholo se main khelu
lekin tujh pe aanch na aaye
tujho laage meri umariya
tujho laage meri umariya
kam ho jaye saanse mori
nanhi nanhi palke tori
nanhi nanhi palke tori
meri nindiya karle chori
la ll la palke tori
palke tori
hath mila ke lat bikhra ke
hath mila ke lat bikhra ke
hath mila ke lat bikhra ke
thumka laga ke
chhuti kar dungi ho chhuti kar dungi
chhuti kar dungi chhuti kar dungi
hath mila ke lat bikhra ke
hath mila ke lat bikhra ke
hath mila ke lat bikhra ke
thumka laga ke
chhuti kar dungi ho chhuti kar dungi
chhuti kar dungi chhuti chhuti
khanjar hai meri nazar me
katil hai meri jawani
khanjar hai meri nazar me
katil hai meri jawani
marungi aisi jagha pe jaha mile na pani
dungi har kurbani sun le manmani
payal baza ke pehlu me aake
payal baza ke pehlu me aake
hath mila ke lat bikhra ke
thumka laga ke
chhuti kar dungi ho chhuti kar dungi
chhuti kar dungi chhuti
masti hai jalwo ki dekhe do dhari talwar
masti hai jalwo ki dekhe do dhari talwar
kal tak jo dushman raha hai
aaj bana kyo yaar kuchh to hoga raaz
hosh me aa dildar
ang laza ke rang zama ke
ang laza ke rang zama ke
hath mila ke lat bikhra ke thumka laga ke
chhuti kar dungi ho chhuti kar dungi
ho chhuti kar dungi
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
chele udaungi aag lagaungi tera jala dungi daman
ek nari banke chingari
phunk deti hai ha sara jaha
ek nari banke chingari
phunk deti hai ho sara jaha
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
aurat ye banti hai saho ki takdire
aurat ye banti hai saho ki takdire
arey zulmo se takraye zulfo ki janjire
kajal ki ye tikhi dhare ban na jaye do
dhari talware chhedega mujhko
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
chele udaungi aag lagaungi
tera jala dungi daman
ek nari banke chingari
phunk deti hai ha sara jaha
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
gidad se darna kya shero se takrau
gidad se darna kya shero se takrau
arey ijjat na lutaungi mar jau ya mit jua
laaz ka bandhan naa todungi
piya ko zinda na chhod ungi chhedega mujhko
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
chele udaungi aag lagaungi
tera jala dungi daman
ek nari banke chingari
phunk deti hai ha sara jaha
ek nari banke chingari
phunk deti hai ho sara jaha
chhedega mujhko to katungi tujhko
mai banke zehrili nagan
upar wale teri dharti pe hota hai anyay
upar wale teri dharti pe hota hai anyay
tu dekhe aur tera banda
tu dekhe aur tera banda
mandir mazjid jaaye o rabba haaye
o rabba haaye o rabba haaye, upar wale
abla ki utre jo sadi
dharti pe dukhiya hai nari
abla ki utre jo sadi
dharti pe dukhiya hai nari
ijjat uski lut raha hai
ijjat uski lut raha hai
gali gali me atyachari
phir se koi ram bane aur ravan se takraye
phir se koi ram bane aur ravan se takraye
tu dekhe aur tera banda
tu dekhe aur tera banda
mandir mazjid jaaye o rabba haaye
o rabba haaye o rabba haaye, upar wale
sisak rahi hai kahin pe sita
tadap rahi hai kahin farida
sisak rahi hai kahin pe sita
tadap rahi hai kahin farida
jale quran kisi masjid me
jale quran kisi masjid me
raakh huyi mandir me geeta
aisa na ho naam tera is duniya se mit jaye
aisa na ho naam tera is duniya se mit jaye
tu dekhe aur tera banda
tu dekhe aur tera banda
mandir mazjid jaaye o rabba haaye
upar wale teri dharti pe hota hai anyay
tu dekhe aur tera banda
tu dekhe aur tera banda
mandir mazjid jaaye o rabba haaye
o rabba haaye o rabba haaye, upar wale
gud gud bole huka mere yaar ka
gud gud bole huka mere yaar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
gud gud bole gud gud bole huka mere yaar ka
gud gud bole huka mere yaar ka
yar mere ke thath nawabi
yar mere ke thath nawabi
chede dil se aankh gulabi
chede dil se aankh gulabi
jo bhi usse aankh milaye
duniya usko samjhe sarabi
lage raja lage raja sare sansar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
dekho mujhko ishara krye pyar ka
gud gud bole gud gud bole huka mere yaar ka
gud gud bole huka mere yaar ka
rang sanwla chauda sina chauda sina
rang sanwla chauda sina
uske dar se aaye pasina
uske dar se aaye pasina
jo usse takrana chahe
uska muskil kar de jina
dar na lage dar na lage
usko thanedar ka
dar na lage usko thanedar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
gud gud bole gud gud bole huka mere yaar ka
gud gud bole huka mere yaar ka
hans ke dekhe hosh udaye
hans ke dekhe hosh udaye
dil tode dilbar kahlaye
dil tode dilbar kahlaye
logan banke mast jawani
uske kadmo me bal khaye
diwana hai diwana hai mere hi didar ka
ho diwana hai mere hi didar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
dekho mujhko ishara kare pyar ka
gud gud bole gud gud bole huka mere yaar ka
gud gud bole huka mere yaar ka
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
hum tum jab jab milke chale
o milke chale
baharo ne pukara nazaro ne pukara
o teri meri dosti jindabad
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
apa ji mano chhoti si gal saddi
kaise karu ye bimari
o baju karo ye bimari
rasta na roko aise humara
hai dur manzil humari
ghunghat uthake dharna jamake
baithe ho dar mari mari
o baithi hai kismat ki mari
aao ji milke dhakka lagaye ji
bimar hai ye bechari
o saiya ni kudiye shava
dhakka maar ni kudiye shava
jana paar ni kudiye shava
teri meri dosti, teri meri dosti jindabad
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
solah baras ki bali umar me
chalta nahi jor dilbar
aisi fizao me hoke bekabu
udta hai dil ka kabutar
jis pe luta du dil ki ye duniya
mil jaye koi diwana
diwana tujhko karke diwani
ho jayega wo rawana
dil pe chot na khana tauba
dil ko yaar bachana tauba
kudiye bura zamana tauba
teri meri dosti, teri meri dosti jindabad
hum tum jab jab milke chale
o milke chale
baharo ne pukara nazaro ne pukara
o teri meri dosti jindabad
jab nahi milati mohabbt to main pita hu shrab
jindagi ka jahar pee kar umar karta hu kharab
agar mile mujhko mohabbt to main pina chhod du
ha tod du saathi se naata meena saagar fod du
tere sharabi aaye hai teri raaho mein
tere sharabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam tu raahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi, tere shrabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam suraahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
tere aawaj suni maine li angdaai
thumka lagaati andar se bahar aayi
maine najar se chuma
maine najar se chuma chehara gulab tera
pagal banane laga katil sabaab tera
mardo ki jaat buri baate banaye jayad
jhuthi ye khaye kasme tode wafa ka wada
fir bhi rahat hai hontho pe mere rahata hai naam tera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
kaho to julfe khol ke din mein raat kar du
aankhe milake tumse raaj ki baat kar lu
itna main janta hu itna main janta hu
raaj ki baat kya hai gairo kaa sath deke
apno se pyar kya hai chhodo ye baat purani
bolat khuli hai aage pee ke nashe aaja
mahfil mein rang jama ja
nashe mein chur hoke daaman le tham mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
jab tak na pyas bujhe pite hi jana saathi
biti hai raat aadhi aadhi hai aur baki
raat kya umar saari raat kya umar saari
pee kar gujaar dunga
khud ko mita kar teri kismat sanwaar dunga
meri ye aarju hai jab tak sans chale
saamne main baithi tera ye jaam chale
main yu hi bharti jaau ulfat se jaam tera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere sharabi tere sharabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam suraahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
jaha dal dal par sone ki chidiya karti hai basera
wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
jaha dal dal par sone ki chidiya karti hai basera
wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
jaha satay ahinsa aur dharam ka pag pag lagta dera
wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
jai bharti jai bharti jai bharti jai bharti
ye dharti wo jaha rishi muni japte prabhu naam ki mala
hari om hari om hari om hari om jaha har balak ek mohan hai
aur radha ek ek bala aur radha ek ek bala
jaha suraj sabse pahle aakar dale apna phera
wo bharat desh hai mera wo bharat desh hai mera
apni aazadi ko hum hargij mita sakte nahi
apni aazadi ko hum hargij mita sakte nahi
sar kata sakte hai lekin sar jhuka sakte nahi
sar jhuka sakte nahi
humne sadiyo me ye aazadi ki nemat payi hai
humne ye nemat payi hai
senkado kurbaniya dekar ye daulat payi hai
humne ye daulat payi hai
muskura kar khai hai sino pe apne goliya
sino pe apne goliya
kitne virano se gujre hai to jannat payi hai
khakh me hum apni ijjat ko mila sakte nahi
apni aazadi ko hum hargij mita sakte nahi
kya chalegi zulm ki ahle wafa ke samne ahle wafa ke samne
aa nahi sakta koi shola hawa ke samne shola hawa ke samne
lakh foje leke aaye aman ka dushman koi
lakh foje leke aaye aman ka dushman koi
ruk nahi sakta hamari ekta ke samne
hum wo pathar hai jise dushman hila sakte nahi
apni aazadi ko hum hargij mita sakte nahi
sar kata sakte hai lekin sar jhuka sakte nahi
sar jhuka sakte nahi
waqt ki aawaz ke hum sath chalte jayenge
hum sath chalte jayenge
har kadam par zindagi ka rukh badalte jayenge
hum rukh badalte jayenge
agar watan me bhi milega koi gaddare watan
jo koi gaddare watan
apni takat se hum uska sar kuchalte jayenge
ek dhokha kha chuke hai aur kha sakte nahi
apni aazadi ko hum hargij mita sakte nahi
vande matram vande matram vande matram
hum watan ke naujawa hai humse jo takrayega
humse jo takrayega
wo hamari thokro se khakh me mil jayega
khakh me mil jayega
waqt ke tufan me beh jayenge zulmo sitam
aasma per ye tiranga umar bhar lahrayega
umar bhar lahrayega
jo sabak bapu ne sikhaya bhula sakte nahi
sar kata sakte hai lekin sar jhuka sakte nahi
sar kata sakte hai lekin sar jhuka sakte nahi
ae mere watan ke logo tum khub laga lo nara
ye shub din hai hum sabka lehra lo tiranga pyara
par mat bhulo seema par
vardi hai bhagwan fauji mera naam
vardi hai bhagwan fauji mera naam
goliya kha ke gardan jhukata nahi
kadam ko badha ke hatata nahi
o goliya kha ke gardan jhukata nahi
kadam ko badha ke hatata nahi
vardi hai bhagwan fauji mera naam
vardi hai bhagwan fauji mera naam
fauji rab da ae duja naam hey lage ni vir varga
fauji rab da ae duja naam hey lage ni vir varga
vir varga ni mere vir varga fauji rab da ae duja naam
hey lage ni mere vir varga vardi hai bhagwan fauji mera naam
vardi hai bhagwan fauji mera naam
shahido ke khun ki khushbu pukare koi aabrue watan na ujade
shahido ke khun ki khushbu pukare koi aabrue watan na ujade
hado ki hifajat hamara dharam hai
hado ki hifajat hamara dharam hai
himalaya se pathar na koi ukhade na koi ukhade
ye hi hai arman fauji mera naam ye hi hai arman fauji mera naam
fauji rab da ae dusra naam hey lage ni mere vir jaisa
fauji rab da ae dusra naam hey lage ni mere vir jaisa
vir jiasa ni mere vir jaisa fauji rab da ae dusra naam
hey lage ni mere vir jaisa vardi hai bhagwan fauji mera naam
vardi hai bhagwan fauji mera naam
o hindu sikh isai koi muslima hai ye bete hajaro magar ek ma hai
hindu sikh isai koi muslima hai ye bete hajaro magar ek ma hai
tirange ka aanchal utare na koi tirange ka aanchal utare na koi
yahi kaum ki bandagi ka nasha hai bandagi ka nasha hai
baju hai karpan fauji mera naam baju hai karpan fauji mera naam
kaum khaatir hua kurban ye lage mujhe pir jaisa
o kaum khaatir hua kurban ye lage mujhe pir jaisa
pir jaisa ye lage pir jaisa ho fauji rab da ae duja naam
hey lage ni mere vir varga fauji rab da ae dusra naam
ni lage mujhe pir jaisa kam aate hua kurban ye lage mujhe pir jaisa
thrrr hat moto
sunti ho bhai sunti ho
baat to suno
khoyi si baithi ho chhed do
chhed do, pyar wala raag koi, chhed do
sunti ho bhai sunti ho
baat to suno
khoyi si baithi ho chhed do
chhed do, pyar wala raag koi, chhed do
sunti ho bhai sunti ho
chal dafa ho ja
dafa ho ja, waah waah
dafa ho ja, kahan ho ja
kiya kya kasur ji
maan jaao, maan jaao
haule haule na jaao dur ji
maan bhi jaao na
dafa ho ja, kahan ho ja
kiya kya kasur ji
maan jaao, maan jaao
haule haule na jaao dur ji
pyar wala, pyar wala
pyar wala jhagda hai hans ke samet lo
sunti ho bhai sunti ho, haye haye
hurrr chal bachua
chal mua mar gaya
mar gaya, haye
mar gaya kab se hu haye gori mar gaya
ye suhana, ye suhana
rup tera ab to jadu kar gaya
haye haye ri gori
mar gaya kab se hu haye gori mar gaya
ye suhana, ye suhana
rup tera ab to jadu kar gaya
dil wala, dil wala
dil wala jua haye bhul ke hi khel do
sunti ho bhai sunti ho, haye haye
hat besharm, besharm
haye jisne ki sharam
uske fut jaate karam ji
jag me hai, jag me hai
mauj lete sada hi besharm ji
samajh gayi na
jisne ki sharam
uske fut jaate karam ji
jag me hai, jag me hai
mauj lete sada hi besharm ji
do dil, do dil
do dil mil gaye khel naya khel do
sunti ho bhai sunti ho
sunti ho bhai sunti ho
baat to suno
khoyi si baithi ho chhed do
chhed do, pyar wala raag koi, chhed do
sunti ho bhai sunti ho
hansi haye to fansi bhi
na gori tu pyar badhana
na gori tu pyar badhana
kyu na badhana, kyu na badhana
kyu na badhana
kha ke zehar besak mar jana
kyu mar jana, kyu mar jana
kyu mar jana
yahi hai mujhko ab samjhana
na gori tu pyar badhana
na gori
hai ye bhanware rup ke lobhi
ras chus ke ud jate hai
ras chus ke ud jate hai, accha
hai ye bhanware rup ke lobhi
ras chus ke ud jate hai
hans ke lekin parwane bhi
shama ki khatir jal jate hai
ye to thik hai par
phir bhi tu na aankh lagana
kyu na ladana, kyu na ladana
kyu na ladana
yahi hai mujhko ab samjhana
na gori tu pyar badhana
na gori
shashi chhod gaya tha punnu
ye jane hai aalam sara
hai, ye jane hai aalam sara
shashi chhod gaya tha punnu
ye jane hai aalam sara
heer ki khatir ranjhe ne
bhi chhod diya tha takht hazara
ye to thik hai par
is raste par tu na jana
kyu nahi jana, kyu nahi jana
kyu nahi jana
yahi hai mujhko ab samjhana
na gori tu pyar badhana
na gori
nain ladake, naina chhalke
dukh ka sath sada hota hai
dukh ka sath sada hota hai ha
nain ladake, naina chhalke
dukh ka sath sada hota hai
tu kya jane pagli chhori
nasha pyar ka kya hota hai
ye to thik hai par
aise nashe ko munh na lagana
kyu na lagana, kyu na lagana
kyu na lagana
yahi hai mujhko ab samjhana
na gori tu pyar badhana
na gori
na gori tu pyar badhana
na gori tu pyar badhana
na gori tu pyar badhana
na gori tu pyar badhana
mujhko deke take ka chhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla oye
ho gaya re dil mera, bebas ho gaya
ho gaya re dil mera, bebas ho gaya
prem wala teer mere sine me piro gaya
piro gaya
log dekhenge, chhedega mouhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla oye
ik pardesi usse kha gayi maar mai
ik pardesi usse kha gayi maar mai
na na karti bhi, kar baithi pyar me
ho pyar me
usne lut liya maar ke halla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla oye
mujhe luta jisne pasand mujhe aa gaya
mujhe luta jisne pasand mujhe aa gaya
preet ki reet aake laajo ko sikha gaya
sikha gaya
hua mushkil chhudana mujhe palla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla
haye re mere allah
lakho ka mera dil le gaya
mujhko deke take ka chhalla oye