hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
khata khata nahi hoti
khata khata nahi hoti koi jamane me
khata khata nahi hoti koi jamane me
sukh aansuo me nihar darde dil ke angare
sukh aansuo me nihar darde dil ke angare
ajab tamasha hai bhadki hai aag pani me
ajab tamasha hai bhadki hai aag pani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
bahata jata hai tufan bhi samay sansar
bahata jata hai tufan bhi samay sansar
na jane pahunchega kab kis jagah jamane
na jane pahunchega kab kis jagah jamane
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
humara hota hai anjam dekhiye kaisa
humara hota hai anjam dekhiye kaisa
kisi ne chain na paya jahan pani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
khata khata nahi hoti
khata khata nahi hoti koi jamane me
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ji ek taraf meri ghabraye huye ankhe
ji ek taraf meri sharmaye huye ankhe
fir nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
ankhe to mila li hai ab dil bhi mila jana
ab dil bhi mila jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
dil mujhe apna de do de do
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
bas itna karo wada fir na kal chle jana
fir na kal chle jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana
babuji ki bat nirali babuji ki bat nirali
dil bhi khali jeb bhi khali
dil bhi khali jeb bhi khali
ho phir bhi akad dikhaye
o babuji, phir bhi akad dikhaye
o babuji, samajh na aye re
lara lappa lara lappa layi rakhada
adidappa adidappa layi rakhada
lara lappa lara lappa layi rakhada
adidappa adidappa layi rakhada
babuji se mange paise babuji se mange paise babuji bole paise kaise babuji bole paise kaise
ja len den par khaq mohabbat pak
bade farma gaye hai
ja len den par khaq mohabbat pak
bade farma gaye hai
ajakal ke jentalmen ajakal ke jentalmen
rahte hai haradam bechain
khali jeb matakte nain khali jeb matakte nain
kam kare na kaj kam kare na kaj
phir bhi akad dikhaye
o babuji phir bhi akad dikhaye
o babuji samajh na aye re
ajkal ki nariyan ajkal ki nariyan
hai muft ki bimariyan, bimariyan
rat din mardo se ladne ki kare
taiyyariyan, taiyyariyan
kam kuchh karti nahi aur bandhti hai sadiyan
kam kuchh karati nahi aur bandhti hai sadiyan
lara lappa lara lappa layi rakhada
adidappa adidappa layi rakhada
lara lappa lara lappa layi rakhada
adidappa adidappa layi rakhada
ho dekar jhuthe lare ho dekar jhuthe lare
fikr kyo karte ho saheb fikr kyo karte ho saheb
ye bhi kar dikhalayege ye bhi kar dikhalayege
vaqt aega to is kursi pe
ham dat jaege dat jayege
ham dat jaege dat jayege, dat jayenge
it ut jhanke chor nazar se it ut jhanke chor nazar se
kanp rahi sakhiyan ke dar se
kanp rahi sakhiyan ke dar se sanjh suhani rut mastani
sanjh suhani rut mastani nirsang nit karan ki thani
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
jamuna tat pe khada akela jamuna tat pe khada akela
bat take uski albela bat take uski albela
o bansi wale o matwale o bansi wale o matwale
shayam nagar ki rah bata de
mohe shyam nagar ki rah bata de
o shyam nagar ki natkhat chhori
o shyam nagar ki natkhat chhori
shyam nagar us aur hai gori haye ram mai giri sambhalo
dekh liya tera piya kamini dekh liya tera piya kamini
jis ke karan ghar se nikli wo bawar ek harjai
wo bawar ek harjai dekh hume mukh moda kyu hai
dekh hume mukh moda kyu hai
prit ka nata toda kyu hai prit ka nata toda kyu hai
dekh chuki hu prit tihari dekh chuki hu prit tihari
chhodo ji ab bat hamari haye ram mai giri sambhalo
kyu ni giri thi wo par nari kyu ni giri thi wo par nari
ab to mano bat hamari ab to mano bat hamari
ban ja apne pi ki rani ban ja apne pi ki rani
apne pi sang chali kamini apne pi sang chali kamini
nirsang nit karan ki thani thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini thumak thumak chali kamini
thumak thumak chali kamini
hello sai hello oye hello sai hello
hum pichhe picche aate hai tum aage aage chalo
oye hello sai hello vri hello sai hello
mere ruk ruk jaye saans piya mera udta jaye
mere ruk ruk jaye saans piya mera udta jaye
jo kadam uthau aage wo pichhe mud mud aaye
jo kadam uthau aage wo pichhe mud mud aaye
mere dil me hai ye dar tujhe lag jaye na kahin par
yaha se chalo
oye hello sai hello oye hello sai hello
hum pichhe picche aate hai tum aage aage chalo
oye hello sai hello oye hello sai hello
main bhola balam
main bhola balam hu ye sari duniya jane
main bhola balam hu ye sari duniya jane
par tu hai aurat jaat kisi ki kaise maane
par tu hai aurat jaat kisi ki kaise maane
tu mujhpe bharosa kar jara na apne dil me dar
o meri ballo
oye hello sai hello vri hello sai hello
hum pichhe picche aate hai tum aage aage chalo
oye hello sai hello oye hello sai hello
in mithi baato ka chale na mujh par jadu
in mithi baato ka chale na mujh par jadu
tum karo bahane lakh rakhungi tum par kabu
tum karo bahane lakh rakhungi tum par kabu
bura hai julfo ka ye jaal udhad jati hai dil ki khaal
sambhal ke chalo
oye hello sai hello vri hello sai hello
hum pichhe picche aate hai tum aage aage chalo
oye hello sai hello oye hello sai hello
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
kisi ki julfo me jake wo atak gaya
wahi par latak gaya haye haye haye latak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
mera dil mera dil mera dil
unko samajhta hai shayad rasgulla
mera dil unko samajhta hai shayad rasgulla
unhe dekha to ye pahlu se hua gayabgulla
haye gayabgulla
unhe dekha to ye pahlu se hua gayabgulla
haye gayabgulla
bada beimaan tha bada beimaan tha
dil unke sath atak gaya
wahi par latak gaya haye haye haye latak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
mera dil chhin ke wo saaf hajam kar gaye
mera dil chhin ke wo saaf hajam kar gaye
mere armano ko mere armano ko
najro se bhasm kar gaye, bhasm kar gaye
mera ulfat ka tarana, mera ulfat ka tarana
gale me atak gaya
wahi par latak gaya haye haye haye latak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
kyu aaye husn ke darbar me
bade dil fenk bane kyu aaye husn ke darbar me
bade dil fenk bane
mohabbat khel nahi, mohabbat khel nahi
hai ye lohe ke chane ae ji lohe ke chane
tumhare pahlu me, tumhare pahlu me
dil hai kahan jo satak gaya
jo kahin latak gaya haye haye haye latak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
kisi ki julfo me jake wo atak gaya
wahi par latak gaya haye haye haye latak gaya
gauri ki chatak matak me mera dil
mera dil bhatak gaya
tum ho aur kya ho ye hum jaan gaye hai
ab samne aa jao ke pehchan gaye hai
o bekhabar tujhe kya pata
mile dil jise wo hai badshah
o bekhabar tujhe kya pata
mile dil jise wo badshah
wo jo dard duniya ka baant le
wo vaser nahi wo vaser nahi
wo to hai khuda
o bekhabar tujhe kya pata
tode jo kisi ka dil koi
kahte hai falak hil jata hai
ek parda nasi ki baat hai kya
dhunde se khuda mil jata hai
ye bedh ki baat kahe kaise
dil walo ne kya kya dekh liya
mansur chada jab suli par
duniya ne thamasha dekh liya
hai khuda ka bhi yahi faisla
hai khuda ka bhi yahi faisla
mile dil jise wo hai badshah
wo jo dard duniya ka baant le
wo vaser nahi
wo to hai khuda
o bekhabar tujhe kya pata
kuch log badalkar bhesh yaha
sansar ko dhokha dete hai
jhuthi hi tasilli de dekar
bimar ko dhokha dete hai
kuch aise bhi hai dilwale yaha
jo jaan ke dhokha khate hai
dushman ko dost samjhte hai
pehchan ke dhokha khate hai
luta dil to dil ne yahi kaha
luta dil to dil ne yahi kaha
kahte hai ke duniya se pehle
dilwalo ki tasveer bani
phir husn bana phir ishq bana
phir aashiq ki taqdeer bani
diwane hume gaafil na samajh
hum aashiq hai nadan nahi
har baat ko khub samajhte hai
hai akalmand nadan nahi
jo kisi ke gham se ho aasna
jo kisi ke gham se ho aasna
wo vaser nahi
wo to hai khuda
o bekhabar tujhe kya pata
o cycle wale babu ho babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
o cycle wale babu o ji babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
dono ki madhur jhankar kahe
kare pyar ? fans gayi dil ki har
tere naino mein hai jadu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
chale sadak par meri gaadi
ulati sidhi tirchhi aadi
na dekhe koi kankar pathar
na dekhe koi khade
jaise pawan pear ka mel
jaise calcutte ki mail
pam pam pam pam
ho gori tu bhi hosh sambhal
dekha tera mera pyar
karenge baate lachchedar
raste mein bigad naa jaye
tera do pahiyo ka ghoda
lambi hai dagar din thoda
hai roop ke lakho daaku
cycle ka cycle ka pahiya rok de
darne ki kya baat hai gori
dekh mila kar nain
paidal hai armaan karishme
aur mila kar nain chalenge
lakhanu se ujjen
chalenge lakhanu se ujjen
mujhko mere ghar pahucha de
o hawa mein udane wale
ghir aaye hai baadl kale
ab dil pe raha na kabu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
na rok chala na jabu
cycle ka pahiya rok de
tere naino mein jadu
cycle ka pahiya rok de
cycle ka pahiya rok de
o baad muddat ke hua
dur andhera gam ka
o aaj se phir meri
kismat ka sitara chamaka
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakega na juda tumko
kabhi humse zamana
jo sharte lagai thi, hui aaj wo puri
ki hui aaj wo puri
sachchi hai mohabbat to, rahe kaise adhuri
to rahe kaise adhuri
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
pad ke duniya ke jhamelo me
kahi bhul na jana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
o kaliyaan hai kahi, phul kahi chand sitare
diwana hua jata hain, dil pyaar ke mare
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat ka tarana
aao phir gaye gale mil ke
mohabbat kaa tarana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
chal sakega na kisi ka bhi
koi humse bahana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
kar sakegaa na juda tumko
kabhi humse zamana
jigar ke tukde jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai
karar apna karar apna lutane wale
ab apni hasti mita rahe hai jigar ke tukde
ye kaisi halchal machi huyi hai
ye kaisi halchal machi huyi hai
ajib uljhan jindagi hai
teri mohabbat teri mohabbat nawaj rahi hai
mere badan tak gaa rahe hai
jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai jigar ke tukde
padi musibat to haal badla
padi musibat to haal badla
ummid tuti khyal badla khyal badla
kabhi milaye tujhe samajh
ab unse daman bacha rahe hai
jigar ke tukde ae dil ke tukade
jo aanshu ban ban ke aa rahe hai jigar ke tukde