kona kona dil ka gungunaya re
badlo se chand muskuraya re
sapno me kyun ab hasi aaye re
raate bhi hasi lage haye re
hasrato ka jaam phir uthaya re
aashiki ka jashan manaya re
chhalte chhalte khud hi chhali gayi main
chalte chalte kaha tak chali gayi
chhalte chhalte khud hi chhali gayi main
chalte chalte kaha tak chali gayi
ab kadmo ko thaharna
har khali ko bharna hai
ab kadmo ko thaharna
har khali ko bharna hai
kona kona dil ka gungunaya re
badlo se chand muskuraya re
dhadkan dhadkan jara si bahak rahi hai
chandan chandan jaisi mahak rahi
dhadkan dhadkan jara si bahak rahi hai
chandan chandan jaisi mahak rahi
ishk ko paar utarna
jo na socha wo karna hai
ishk ko paar utarna
jo na socha wo karna hai
kona kona dil ka gungunaya re
badlo se chand muskuraya re
sapno me kyu ab hasi aaye re
rate bhi hasi lage haye re
hasrato ka jaam phir uthaya re
aashiki ka jashan manaya re
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
o rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
mittiya khodat mittiya boli
mittiya khodat mittiya boli
kya re kumhar mera sang sathi
acchi acchi mittiya khod le kumhara
acchi acchi mittiya khod le kumhara
ek din mere sang mil ja si
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
rama bhaj rama bhaj
rama bhaj pranina
ek din pinjar pad ja si
aa aa aa aa aa
badal chandee barsaye runjhun runjhun
bundon ke saaj bajaye runjhun runjhun
panee apanee payal dharatee par jhankaye runjhun runjhun
papee hai papiha dekho shor kare ban me
huk see uthe sine me aag lage man me
pagalee purvayee gaye runjhun runjhun
bhige aur nache jaye runjhun runjhun
panee apanee payal dharatee par jhankaye runjhun runjhun
bagiya me bhanware aaye pedo par bhanware aaye
dalee par chidiya aaye leharo me lehare aaye
jare kaga jake keh de toh mere sajan se
sab aaye abb tu bhee aaja aa mil ja birhan se
barkha har din aa jaye har din bas yeh dohraye
panee apanee payal dharatee par jhankaye runjhun runjhun
laharaayaa tiragaa man ke himaalay se
utari hai naye ujaale ki gagaa
laharaayaa tiragaa
aaj ham raushan karege prem ke laakho diye
aaj se ham sab rahege pyaar kaa amr^it piye
aaj se ham sab jiyege
ek duje ke liye
qasam khaate hai ye
ham hameshaa hi rahegaa
jo hogaa aaj sagam
qasam khaate hai ye ham
aaj ham raushan karege
aaj se har daal par
kaliyaan khilegi pyaar ki
aaj se hogi dilo me
baat is iqaraar ki
aaj se divaar nafarat ki
na uthane paayegi
aaj se bas aavaaz yahi aayegi
aaj ham raushan karege
aaj se aane na dege
ham dilo me duriyaan
aaj se hamako mitaane hai
gam aur majaburiyaan
aaj se laayege har
jivan me ik musakaan ham
aaj se aisaa banaayege
ye hindustaan ham
aaj ham raushan karege
lehraaya tiranga man ke himalaye se
utri hai naye ujale ki ganga lehraya tiranga
aaj hum roshan karenge prem ke lakho diye
aaj se ham sab rahenge pyar kaa amrit piye
aaj se ham sab jiyenge ek duje ke liye
kasam khate hain yeh hum hamesha hi rahega
jo hoga aaj sangam kasam khate hain yeh hum
aaj hum roshan karenge
aaj se har daal par kaliya khilenge pyaar ke
aaj se hogi dilo me baat iss ikraar kee
aaj se divaar nafrat ke na uthane payege
aaj se bas aawaaj yahee aayege
aaj hum roshan karenge
aaj se aane naa denge ham dilo me duriya
aaj se hamko mitane hain gham aur majburiya
aaj se layenge har jivan me ik muskaan hum
aaj se aisa banayenge yeh hindustaan hum
aaj hum roshan karenge
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir mahki hawa phir bahki hawa
phir mahki hawa phir bahki hawa
phulo se mili thi koi kiran
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir bhor bhayi
phir mausam ras chhalkane laga
phir mausam ras chhalkane laga
phir kaliyo me rang aane laga
phir koi kali balkhane lagi
phir koyal van me gane lagi
phir gunja mere man ka angan
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir bhor bhayi
phir git hawa me ghulne lage
phir git hawa me ghulne lage
phir bol suro me ghulne lage
phir ragini machli sanso me
phir shahad ghula aawazo me
phir jhum utha ye nil gagan
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir mahki hawa phir bahki hawa
phir mahki hawa phir bahki hawa
phulo se mili thi koi kiran
phir bhor bhayi jaga madhuban
phir bhor bhayi
are jo ji me aaye are jo ji me aaye
tum aaj kar lo
chaho jise in baaho me bhar lo
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
gaalo se ye gaal lagake naino se ye naina milake
holi aaj manana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
upar upar rang lagaiyo na kariyo kuchh niche
muh se kuch na bol khadi re chupse akhiya miche
bachke padosan jane na paye jaye to vapas aane na paye
julmi ne aise baazu maroda
kajra na gajra kuchh bhi na choda
rapat likhado rapat likhado thane me
hum bhar denge jurmana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
rang barse bheege chunar wali rang barse
rang barse bheege chunar wali rang barse
rang barse bheege chunar wali rang barse
kaisi khicha tani bheegi chunari bheegi choli
holi ka hai nam are ye to hai aankh micholi
aaj bana har ladka kanha aaj bani har ladki radha
tu radha main kanha na na na na kya
bijali aur badal, tum dono ho pagal
hai khub ye jodi, bas der hai thodi
tum jivan sathi, hum sab barati
rango ki doli, le aayi holi
bhar lo pichakari, kar lo taiyari
ek nishana bandh ke tum naino ke tir chalana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
bheege bheege tere badan se jaise shole lapak rahe hai
apna rasta dekh musafir tere naina bhatak rahe hai
main bhula rasta, raste pe aaja
main tham lu baiya, mat chhedo saiya
tum dil mat todo, tum aanchal chhod o
tum kahe ruthi, meri chudi tuti
dil mera tuta, chal hat ja jhutha
tu nach mai gau, tu baith main jau
mushkil hai jana, tu hai deewana
mujhe ang lagale, bas rang lagale
nila ke pila, nila na phila
kya lal ghulabi, tu bol bhabhi
chutki bhar sindur manga kar iski mang sajana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana