People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Likha Hai Ye Inn Hawao Pe
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Likha-Hai-Yeh/KAA8c0NYVH
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghatao pe
tu hai mere liye main hu tere liye
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghataao pe
tu hai mere liye main hu tere liye

ishq ki hasin dastan se
hum utar ke aaye aasman se
ye sama ye pyar ki kahaniya
mil rahi hai aaj do jawaniya
pahli mohabbat ki raaho pe
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghatao pe
tu hai mere liye main hu tere liye

yu hi zara tu muskura
sharma ke aanchal munh me daba
zulfo ka tu ghunghat hata
ye khubsurat chehra dikha
is naaz se ithalate huye
chalke zara mere pas aa
ki aashiq hu main in adao pe
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghatao pe
tu hai mere liye main hu tere liye

aao kah de aaj is jahan se
hum guzar ke ji se aur jaan se
pyar ki hasin jeet haar me
dil hai cheez kya ki maine pyar me
sar rakh diya tere paanv me
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghatao pe
tu hai mere liye main hu tere liye
likha hai ye in hawao pe
likha hai ye in ghatao pe
tu hai mere liye main hu tere liye
Ishq Da Roge Bura Oye Hoye
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Ishq-Da-Rog-Bura/JjoBZh5
oye hoye oye hoye
ishak da rog bura oye hoye, ishak da rog bura oye hoye
oye hoye ishak da rog bura oye hoye
o rabba rog na ye lag jaaye, o rabba rog na ye lag jaaye
o yaaro lag na kisiko jaaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye

gale me daale na phanda kisiki zulfo ka phanda
wo chaahe phaasi pe chad jaaye
ishak da rog bura oye hoye o rabba rog na ye lag jaaye
oye hoye ishak da rog bura oye hoye
o rabba rog na ye lag jaaye
ye tere bas ka kaam nahi ke aashiq tera naam nahi
tu chaahe geet ishak ke gaaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
aaye haaye agar ye ishk na ho aaye haaye
to phir kis kaam jawani aaye

oye hoye oye hoye
nahi ye kagaj ye dil hai mitana baad me mushkil hai
na likhna is dil pe kuchh haaye
ishak da rog bura oye hoye o rabba rog na ye lag jaaye
oye hoye ishak da rog bura oye hoye
o rabba rog na ye lag jaaye
idhar aa naam tera likh de mere har ang pe tu aise
ke mera saara badan bhar jaaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
aaye haaye agar ye ishk na ho aaye haaye
to phir kis kaam jawani aaye

mohabaat se tauba karlu ke dil ka main sauda karlu
ye sauda mehanga na pad jaaye
ishak da rog bura oye hoye o rabba rog na ye lag jaye
oye hoye ishak da rog bura oye hoye
o rabba rog na ye lag jaye
ye rab ki baate rab jaane khabar kya ye dil kab jane
kisika deewaana ho jaaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
aaye haaye agar ye ishk na ho aaye haaye
to phir kis kaam jawani aaye
ishak da rog bura oye hoye o rabba rog na ye lag jaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
ishak da rog bura oye hoye o rabba rog na ye lag jaye
agar ye ishk na ho aaye haaye to phir kis kaam jawani aaye
oye hoye aaye haaye, oye hoye aaye haaye
oye hoye aaye haaye, oye hoye aaye haaye
ishak da rog bura oye hoye, ishak da rog bura oye hoye
ishak da rog bura oye hoye, ishak da rog bura oye hoye
ishak da rog bura oye hoye, ishak da rog bura oye hoye
ishak da rog bura oye hoye, ishak da rog bura oye hoye
Ang Se Ang Lagana
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Ang-Se-Ang-Lagana/MQ8nBz
are jo ji me aaye are jo ji me aaye
tum aaj kar lo
chaho jise in baaho me bhar lo
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
gaalo se ye gaal lagake naino se ye naina milake
holi aaj manana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana

upar upar rang lagaiyo na kariyo kuchh niche
muh se kuch na bol khadi re chupse akhiya miche
bachke padosan jane na paye jaye to vapas aane na paye
julmi ne aise baazu maroda
kajra na gajra kuchh bhi na choda
rapat likhado rapat likhado thane me
hum bhar denge jurmana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
rang barse bheege chunar wali rang barse
rang barse bheege chunar wali rang barse
rang barse bheege chunar wali rang barse

kaisi khicha tani bheegi chunari bheegi choli
holi ka hai nam are ye to hai aankh micholi
aaj bana har ladka kanha aaj bani har ladki radha
tu radha main kanha na na na na kya
bijali aur badal, tum dono ho pagal
hai khub ye jodi, bas der hai thodi
tum jivan sathi, hum sab barati
rango ki doli, le aayi holi
bhar lo pichakari, kar lo taiyari
ek nishana bandh ke tum naino ke tir chalana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana

bheege bheege tere badan se jaise shole lapak rahe hai
apna rasta dekh musafir tere naina bhatak rahe hai
main bhula rasta, raste pe aaja
main tham lu baiya, mat chhedo saiya
tum dil mat todo, tum aanchal chhod o
tum kahe ruthi, meri chudi tuti
dil mera tuta, chal hat ja jhutha
tu nach mai gau, tu baith main jau
mushkil hai jana, tu hai deewana
mujhe ang lagale, bas rang lagale
nila ke pila, nila na phila
kya lal ghulabi, tu bol bhabhi
chutki bhar sindur manga kar iski mang sajana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
ang se ang lagana sajan hume aise rang lagana
Meri Maa Ne Laga Diye
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Solah-Button-Meri-Choli-
meri maa ne meri maa ne laga diye solah button meri choli me
mere babul o mere babul tu ab jaldi se bithade mujhe doli me
meri maa ne laga diye solah button meri choli me
mere babul o mere babul tu ab jaldi se bithade mujhe doli me
mere babul tu ab jaldise bithade mujhe doli me

meri payal me satra ghungru main satra saal ki huyi
yahi to wo o yahi to wo umar hai
jis me ke sohni mahiwal ki huyi
yahi to wo o yahi to wo umar hai
jis me ke sohni mahiwal ki huyi
mere hatho mere hatho mere hatho me atharah chudiya
main chham chham nachdi phira
pichhe picche ho pichhe picche meri laj nighodi
main aage aage nachdi phira, balle balle balle
pichhe picche meri laj nighodi main aage aage nachdi phira

jhuti daari pe much lagake daga wo beiman de gaya
aaya banke o aaya banke gali ka darzi
kamiz ka wo naap le gaya
aaya banke gali ka darzi
kamiz ka wo naap le gaya
kaise de du hay kaise de du de du
kaise de du main dil tujhe sajana ye dil hai rumal to nahi
kaise le lu kaise le lu main tere kangna
kahi ye koi chaal to nahi
koi ladka pasand nahi aaya ke bas maine na kardi
naam uska naam uska magar jab aaya
to phat maine ha kardi, oye shava shava shava
kaise jaau sajana se milne main kaise ikarar karlu
sab puchenge o sab puchenge aayi kahase bahana taiyar kar lu
sab puchenge aayi kahase bahana taiyar kar lu

mere naino ke teer kaman se churake saare teer le gaya
main naha ke talab se nikli wo meri tasveer le gaya
kuchh de ke kya kuchh de ke use tu
wapas wo teri tasveer maang le
aisa na ho aisa na ho ke chaurahe pe wo teri tasveer taang de
aisa na ho ke chourahe pe wo teri tasveer taang de

mujhe sakhiyo mujhe sakhiyo aise na nachao ki ye hai sasural meri
mere lehange me ho mere lehange me ghungru lagao
to phir dekho chaal meri
mere lehnge me lghungaru lagao to phir dekho chaal meri
meri maa ne laga diye solah button meri choli me
mere babul o mere babul tu ab jaldi se baithade mujhe doli me
mere babul tu ab jaldise bithade mujhe doli me
Chhota Sa Ghar Hai Yeh
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Darwaza-Band-Karlo/Qi0eQ
chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna
ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna
is pyar se lag ke gale, is pyar se lag ke gale
mulakaate to chand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaza band kar lo, darvaza band kar lo

chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
is rang ka is rup ka, is rang ka is rup ka
na itna ghamand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

suraj sitare ya phul laau is ghar ko main kaise sajaau
phulo se main is ghar ko sajaau bolo main kya kya saman laau
rahna mujhe dil me tere, rahna mujhe dil me tere
bas iska prabandh kar lo, darvaaza band kar lo
chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu
tum mujhko razamand kar lo
oye darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
Tu Mere Samne
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Tu-Mere-Samne/ST0bXC4Dcl
tu mere samne main tere samne tujhko dekhu ke pyar karu
ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbar karu
tu mere samne main tere samne tujhko dekhu ke pyar karu
ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbar karu
tu mere samne main tere samne

tut gayi tut ke main chur ho gayi teri jid se majbur ho gayi
tut gayi tut ke main chur ho gayi teri jid se majbur ho gayi
tera jadu chal gaya o jadugar
tut gayi tut ke main chur ho gayi teri jid se majbur ho gayi
tu mere samne main tere samne tujhko dekhu ke pyar karu
ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbar karu

teri julfo se khelunga main tujhko baaho me le lunga main
teri julfo se khelunga main tujhko baaho me le lunga main
dil to dete hai aashiq sabhi jaan bhi tujhko de dunga main
mere hontho ke gulab mang le meri aankho se sharab mang le
mere hontho ke gulab mang le meri aankho se sharab mang le
tera jadu chal gaya o jadugar
tut gayi tut ke main chur ho gayi teri jid se majbur ho gayi
tu mere samne main tere samne tujhko dekhu ke pyar karu
ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbar karu

iss kahani ke sau saal hai iss jawani ke sau saal hai
iss kahani ke sau saal hai iss jawani ke sau saal hai
ye tere pyar ke char pal zindagani ke sau saal hai
ek bar nahi sau bar kar le ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
ek bar nahi sau bar kar le ji bhar ke tu mujhe pyar kar le
tera jadu chal gaya o jadugar
tut gayi tut ke main chur ho gayi teri jid se majbur ho gayi
tu mere samne main tere samne tujhko dekhu ke pyar karu
ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbar karu
Jaadu Teri Nazar
Singer: Udit Narayan
Music: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darr(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darr/Jaadu-Teri-Nazar/Jytccjp
jadu teri nazar khushboo tera badan
jadu teri nazar khushboo tera badan
tu ha kar ya na kar tu ha kar ya na kar
tu hai meri kiran tu hai meri kiran
jadu teri nazar khushboo tera badan
tu ha kar ya na kar tu ha kar ya na kar
tu hai meri kiran tu hai meri kiran

mere khwabo ki tasveer hai tu
bekhabar meri takdeer hai tu
mere khwabo ki tasveer hai tu
bekhabar meri takdeer hai tu
tu kisi aur ki ho na jana
kuchh bhi kar jaunga main deewana
tu ha kar ya naa kar tu ha kar ya naa kar
tu hai meri kiran tu hai meri kiran

fasle aur kam ho rahe hai
dur se pas ham ho rahe hai
fasle aur kam ho rahe hai
dur se pas ham ho rahe hai
maang lunga tujhe aasman se
chhin lunga tujhe is jaha se