aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
aaj kyon hamse parda hai
aaj kyon hamse parda hai
aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
tera har rang hamne dekha hai, tera har dhang hamne dekha hai
pas aakar bhi tujhako dekha hai, dur jakar bhi tujhako dekha hai
tujhako har tarah aajamaya hai, pake khoya hai khoke paya hai
ankhadiyo ka baya samajhate hai, dhadakano ki jabaan samajhate hai
chudiyo ki khanak se vakif hai, jhanjhano ki jhanak se vaakif hai
najo andaj jaanate hain ham, najo andaj jaanate hain ham
tera har raj janate hai ham phir
aaj kyon ham se parda hai parda hai ji
aaj kyon ham se parda hai parda hai ji
aaj kyon ham se parda hai
aaj kyon ham se parda hai
dil dukhane se fayada kya hai, munh chhupane se fayada kya hai
ulajhi ulajhi late sanvarake aa, husn ko aur bhi nikharake aa
narm gaalo me bijaliya lekar, shok aankho me titaliya lekar
aa bhi ja ab ada pe laharake, dekh dulhan ki tarah sharmake
tu nah hai to raat suni hai, ishk be kayena tu julmi hai
hoy marnevalo ki jindgi tu hai, marnevalo ki jindgi tu hai
is andhere ki roshani tu hai fir
aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
tha tera intejar jabse hai, har najar bekarar jab se hai
shamma rah rah ke jil-milati hai, sans taro ki dubi jati hai
tu agar meharban ho jaye, ye jami aasman ho jaye
ab to aa jake rat jati hai, ek aashik ki bat jati hai
khair ho chori jindgani ki, de bhi de ji tu mehrbani ki
tujhpe sau janm se fida hai ham
tujhpe sau janm se fida hai ham
ek muddat se aashina hai ham fir
aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
aaj kyon hamse parda hai, parda hai ji
aaj kyon hamse parda hai
din aaye raat jaye
raat aaye din jaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
are sone jaisi kaya re
ek saans ki maya
are sone jaisi kaya
ek saans ki maya
sab maati ki hai dheri re
jab saans na aaya
dekho dhaukani ye meri
dekho dhaukani ye meri
kaisa bhed bataye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
o o
kabhi sukh ki hai bari
kabhi dukh ki hai bari
jaise chale meri chakki
chale duniya ye sari
o o o o
kabhi sukh ki hai bari
kabhi dukh ki hai bari
jaise chale meri chakki
chale duniya ye sari
o o o o
dukh sukh aaye jaye
dukh sukh aaye jaye
man kaahe ghabraye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
tute ek khilauna sau ghade re kumhar
tute ek khilauna sau ghade re kumhar
ise tod jod ka aur jod tod ka
naam hai sansar, naam hai sansar
koi kisi ko mitaye
koi kisi ko mitaye
koi kisi ko banaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
yahi aana jana
zindagi ko zindagi banaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
din aaye raat jaye din aaye
baaje gagariya pe taal
meri thumak thumak chal
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
baaje gagariya pe taal
meri thumak thumak chal
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
matak raha hain ang hamara
aaha o ho
matak raha hain ang hamara
ang hamara aa aa
matak raha hain ang hamara
jaise phul ki dal
phul ki dal, phul ki dal
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
baaje gagariya pe taal
meri thumak thumak chal
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
baaje gagariya pe taal
o gori gori meera wali chhori
hamko bhi pilado meera chori chori
o gori gori meera wali chhori
hamko bhi pilado meera chori chori
ho sayiya bas karo bas
mora chhalka jaye ras
dekho bhingi jaye haaye re chunariya mori
ho sayiya bas karo bas
mora chhalka jaye ras
dekho bhingi jaye haaye re chunariya mori
aaj ka din hain majedaar, gori chhodo ye ji hath
aaj ka din hain majedaar, gori chhodo ye ji hath
hato ji hato beimaan, mora jiya kare dhak
hato ji hato beimaan, mora jiya kare dhak
ho tere nakhre ke chakkar me
aji rahne do ji rahne
?
waqt ka maar, waqt ka mar peene wali
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
baaje re baaje re baaje re baaje re
baaje gagariya pe taal
meri thumak thumak chal
o dilwalo o dilwalo
dilwalo jara rakhna dil ko sambhal
jo moti teri nani hai suna hai diwani hai
utha ke dilli le jayenge ke badi mastani hai
ke badi mastani hai ke badi mastani hai
jo mama mera aa jayega wo sab samjha jayega
jo usne bat teri sunli, to kacha kha jayega
ha ji to kacha kha jayega ha ji to kacha kha jayeg
tujhi se naina jodenge tujhi se naina jodenge
tujhe na hum chodenge bulaya hame jab ha ibagiya me
to kaliya todenge haji to kaliya todenge
jo kachi kali todenge diwane sar fodega
tu kana bap tera hai andha tu naina kya jodega
tu naina kya jodega tu naina kya jodega
jala do chahe hamko ji magar yu na rutho ji
nishani teri ek to mile baliye hame dil de do ji
hame dil de do ji hame dil de do ji
jo leke mera dil jaoge na jane kab aaoge
tumhari chal ye kahti hai ke mujhe tarsaoge
ke mujhe tarsaoge kabhi na tadpayenge kabhi na tarsayenge
saheli teri leke chale goriye tujhe bhi le jayenge
tujhe bhi le jayenge tujhe bhi le jayenge
hay tauba-tauba ye jawani ye jawani ka garur
ishk ke samne sar phir bhi jhukana hi pada
kaisa kahete the na aayenge, na aayenge magar
dil ne is tarah pukara tumhe aana hi pada
yeh mana meri jaan mohabat saja hai
yeh mana meri jaan mohabat saja hai
maja isme itna magar kisliye hai
maja isme itna magar kisliye hai
woh ek bekarari jo ab tak idhar thi
woh hi bekarari udhar kisliye hai
abhi tak toh idhar thi udhar kisliye hai
kisliye hai ha kisliye hai
ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai
maja isme itna magar kisliye hai
maja isme itna magar kisliye hai
behalna na jane badalna na jane
tamanna machal ke sambhalna na jane
tamanna machal ke sambhalna na jane
behalna na jane badalna na jane
hay tamanna machal ke sambhalna na jane
behalna na jane badalna na jane
ho ho tamanna machal ke sambhalna na jane
ha tamanna machal ke sambhalna na jane
karib aur aao kadam toh badhaao
juka du na me sar toh sar kisliye hai
juka du na me sar toh sar kisliye hai
ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai
maja isme itna magar kisliye hai
maja isme itna magar kisliye hai
najare bhi dekhe ishare bhi dekhe
kayi khubsurat sahare bhi dekhe
kayi khubsurat sahare bhi dekhe
najare bhi dekhe ishare bhi dekhe
kayi khubsurat ha sahare bhi dekhe
naam kya chij hai ijjat kya hai
sone chandi ki hakikat kya hai
lakh bahlaaye koyi daulat se
pyar ke samne daulat kya hai
ho ho najare bhi dekhe ishare bhi dekhe
hay kayi khubsurat sahare bhi dekhe
kayi khubsurat sahare bhi dekhe
jo maikhane ja kar main sagar uthaau
toh phir yeh nashili najar kisliye hai
toh phir yeh nashili najar kisliye hai
ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai
maja isme itna magar kisliye hai
maja isme itna magar kisliye hai
tumhi ne savanra tumhi ne sajaya
mere sune dil ko tumhi ne basaya
mere sune dil ko tumhi ne basaya
tumhi ne savanra tumhi ne sajaya
mere sune dil ko tumhi ne basaya
jis chaman se bhi tum gujar jao
har kali par nikhar aa jaye
ruth jo toh ruth jaaye khuda
aur jo has do toh bahar aa jaye
ho ho tumhi ne savanra tumhi ne sajaya
hay mere sune dil ko tumhi ne basaya
mere sune dil ko tumhi ne basaya
tumhare kadam se hai ghar me ujala
agar tum nahi toh yeh ghar kisliye hai
agar tum nahi toh yeh ghar kisliye hai
ha yeh mana meri jaan mohabat saja hai
maja isme itna magar kisliye hai
woh ek bekarari jo ab tak idhar thi
woh hi bekarari udhar kisliye hai
woh hi bekarari udhar kisliye hai
bhej de de de de de de de bhej de chacha beta
bhej de chappan crore ki chauthayi
pass bidi hai na diya silayi ho o o o
apna dhanda to ho gya manda
chain payega kis tarah banda
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
bhej chana chan
dabba hai dil ka khali la isme note bharde
la isme note bharde
o unchi bank wale apna bhi kaam karde
apna bhi kaam karde
are hum hai sarif loga dunia me baat rakhde
dunia me bat rakhde
din dayalu dhan barsade hum jholi failate hain
din dayalu dhan barsade hum jholi failate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
bhej chana chan
jaldi se bhej koi hoti hai apni khoti
hoti hai apni khoti
are itna to maal jaye chal jaye daal roti
chal jaye dal roti
tera banaye mandir apni banaye kothi
apni banaye kothi
bhej nakad narayan koi hum ye mantar gaate hai
bhej nakad narayan koi hum ye mantar gaate hai
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hai
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hai
bhej chana chan khoob rupaiya hum tere kehlate hain
beta chacha beta chacha
bhej chana chan khub rupaiya hum tere kehlate hain
halwa puri khate the ab gum ke papad khate hain
bhej chana chan khoob rupaiya hum tere kehlate hain
bhej chana chan
bhej bhej bhej arey bhej uperwale
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
taj bina mathe pe shan hai dekh lo kaisi aan ban hai
taj bina mathe pe shan hai dekh lo kaisi aan ban hai
bina fauj ke jeet liya hai bina fauj ke jeet liya hai
kisi ke dil ka jahan ho kisi ke dil ka jahan
dhamake se dhum dhadake se aayi barat baje gaje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
dhol ye tashe ek bar ke sare tamashe ek bar ke
dhol ye tashe ek bar ke sare tamashe ek bar ke
duja dola uthe usi din duja dola uthe usi din
jab jaye ganga ke par jab jaye ganga ke par
dhamake se dhum dhadake se aayi barat baje gaje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aaj mera dulha nahi kam kisi raje se
aayi barat baje gaje se aayi barat baje gaje se
ja raha hu zindagi se dur main pahli biwi chhod kar ae sathiyo
pahli biwi ne pareshan kar diya, dusari milti nahi ae dosto
main nahi damad jinka ban saka, honewale hai mere sasuro suno
ek nayi shaadi naa apni ho saki, alvida o honewali biwiyo
alvida alvida alvida
ruk jao jaanewale ruk ja, ruk jao jaanewale ruk ja
laya hu ilaaj tere dil ka, ha laya hu ilaaj tere dil ka
roke jamana chaahe roke khudai humko jaana padega
irada kiya to nibhana padega, nibhana padega
ae gulbadan ae gulbadan ye kya hai chalan pagal to naa ban
ae bansi dole le jaaneman, is bansi ki dhun par duniya
main to tum sang pyar jatake, haar gaya mere yaar
haar gaya mere yaar
chor hai tu babu chor chor chor, jaan ka tu
tum mujhe chor pukaro to ye haq hai tumko
meri hai maine to mohabbat ki hai
pankh lene do humko to inaayat hogi, inaayat hogi
pankh to hum tumhe de denge magar jaanejaha
pankh to hum tumhe de denge magar jaanejaha
jarurat hai jarurat hai jarurat hai
ek shreemati ki ek pari ki seva kare jo pati ki
jarurat hai jarurat hai jarurat hai
nahi nahi nahi nahi
kaahe basuriya bajaane main sudh bisraane
gaye sukh chain hamaar, kaahe basuriya bajaane
hum mein se tum koi bhi chun lo ae mere hamraahi
hu aah wah wa wah, are tum to sabki sab ho hasi ke
humko sabse pyar hai
hum to sabse shaadi karenge, ae mere hamraahi
tumhi ho saajan, tumhi ho saiya
tumhi ho baalam, sakha tumhi ho
ha ha meri biwiyo chitralekha, indralekha
rudlekha, vishakha, menka
hamari sang sang pari thi bankar, jod chalo to bada maja ho
ha chhod do aanchal jamana kya kahega
chhod do aanchal jamana kya kahega
dagabaaz ho baaki pari kaho ha dagabaaz ho
baaki pari kaho ha dagabaaz ho
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
aisa kuch kar paye yado me bas jaye
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
ho sadiyo jahan me ho charcha hamara
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
jalti mashale leke milni ki raato me
milni ki rato me
aage aage hum chale yaro ki baraato me
yaro ki baraato me
fanse koi bholi bhali apni bhi baato me
apni bhi baato me
kisi ki kalaayi aaye apne bhi haatho me
apne bhi haatho me
ho sadiyo jahan me ho charcha hamara
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
aisa kuch kar paye yado me bas jaye
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
nit naye dhundhe mujhe nit naye mile ho
nit naye mile ho
pariyo me ghire rahe kabhi na akele ho
kabhi na akele ho
gum ki ghataaye ho ki khushiyo ke rele ho
khushiyo ke rele ho
dono se nibhaane wale hum albele ho
hum albele ho
ho sadiyo jahan me ho charcha hamara
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
aisa kuch kar paye yado me bas jaye
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
humsa jiyala koi mile na hajaro me
mile na hajaro me
mare chahe jiye rahe agli kataro me
agli kataro me
jhalke hamara lahu kal ki baharo me
kal ki baharo me
ashqo ka tauhafa hoke bant jaye yaaro me
bant jaye yaaro me
ho sadiyo jahan me ho charcha hamara
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
aisa kuch kar paye yado me bas jaye
dil karta o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta
o yara dildara mera dil karta