dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
mohabbat ko meri thukrate kyun ho
pyaar hai gunah nahi chupate kyun ho
mujhe dekh kar nazarein churate kyun ho
jhuthe vaado se hame behlate kyun ho
kya milta milta kya hai tumhe
kyun itna satate ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
yuhi kam gam nahi
aur badate kyun ho
sochta hoon itna yaad aate kyun ho
kyun itna yaad aate ho
you are beating my heart, beating my heart today
you are beating my heart, beating my heart today
you are beating my heart, beating my heart today
you are beating my heart, beating my heart today
sajda uska karta hai dil, shaam sehar ab aath pehar
sirf uspe hi marta hai yeh dil
ho woh ravaani saanson ki meri saanson ki, meri saanson ki
aarzoo meri aankkhon ki yaara
main dekha, main dekha, main vekha
main vekha, main vekha, main vekha main vekha, baar baar
rab sabse sona, rab sabse sona, hey rab sa sona mera yaar
rab sabse sona, rab sabse sona, hey rab sa sona mera yaar
you are beating my heart, beating my heart today
you are beating my heart, beating my heart today
i dont know where to start, i dont know what so say
you are beating my heart, beating my heart today
gali mohalla chobara dhoonde thujhko yeh dil
aate guzarte lamho mein tu rehti hain shaamil
gali mohalla chobara dhoonde thujhko yeh dil
aate guzarte lamho mein tu rehti hain shaamil
main dekha, main dekha, main vekha
main vekha, main vekha, main vekha main vekha, baar baar
rab sabse sona, rab sabse sona, hey rab sa sona mera yaar
rab sabse sona, rab sabse sona, hey rab sa sona mera yaar
tujhse hoke guzarta hai har ik armaan mera
palkon pe bithaake rakhunga har ik farmaan tere

thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
qatra qatra sannata moum sa pighalta hai
khelnewala koi nahi khel phir bhi chalta hai
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
aankho pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hai jo gale khulke wohi waar kare chhupkar
aankho pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hai jo gale khulke wohi waar kare chhupkar
shor me hai sargoshi hosh me hai behoshi
honth sab ke sil jayenge bolegi jab khamoshi
sau chehre aaye jaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra
hansti aankhonwale sabhi meethi baatonwale
hotho se na chhuna kabhi ye zeher ke pyale
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
jee le zyada jee le zyada
zindagi se ham ye karle waada
jee le zyada jee le zyada
zindagi se ham ye karle waada
soche kyun main aur tu saanso ko roke kyun
lamha lamha bahte jaye
jee le zyada jee le zyada
o zindagi se ham ye karle waada
dhadkano ke sun ishare, dhadakne de khwaab saare
dhadkano ke dhadkano ke sun ishare
dhadakne de dhadakne de khwaab saare
labo pe basti ho khushi barasti ho
gam ki khabar na ho na ho
fikro ki dhup ho to sar pe ugale badalo ko
befikar si barisho me bhige jyada
jee le zyada jee le zyada jee le zyada
ho zindagi se ham ye karle waada
soche kyun soche kyun, main aur tu main aur tu
saanso ko saanso ko roke kyun
lamha lamha bahte jaye
jo bhi ab hai wahi sab hai is ab ko jee le zara
zindagi se ham ye karle waada
jee le zyada jee le zyada
zindagi se ham ye karle waada
jee le zyada jee le zyada
hum tum jee le zyada, hum tum jee le zyada
hum tum jee le zyada