Ram Ki Sharan Chalo
Krishna Ki Sharan Chalo
Buddha Ki Sharan Chalo
Vishnu Ki Sharan Chalo
Andhakara Hey Ataah Ram Ki Sharan Chalo
Jagame Hein Dukhon Ka Daag Ram Ki Sharan Chalo
Trethayug Mein Mahan Prakate Bhagawan Ram
Maryada Purushotham Vinayi Dhrudh Sheelavan
Patni Suth Pita Math Sarvopar Hein Samaj
Yugke Adarsh Purush Sathya Vachan Sathyavath
Vraj Samaj Ke Hitaardh Saare Sukh Sabhi Swardh
Rama Ne Kaha Sadev Sathya Ki Sharan Chalo
Sathya Ki Sharan Chalo
Ram Ki Sharan Chalo
Dharma Ki Sharan Chalo
Dwapar Mein Huye Shyam Satchit Ananda Dham
Lila Maya Poorna Purush Premi Yogi Mahaan
Dharmahi Hein Dharma Karo Karma Mann Se Hoy Akaam
Karma Yog Ko Sadho Gita Ka Tatva Gyan
Phal Ki Aasakti Chodh Sabhi Moh Bandh Tod
Kamana Se Peeth Modh Karma Ki Sharan Chalo
Karma Ki Sharan Chalo
Vishnu Ki Sharan Chalo
Dharma Ki Sharan Chalo
Vishnu Ansh Karuna Avatar Budh Kehalaye
Kaliyug Ka Tham Harne Jag Mein Gautham Aaye
Dukhmayi Yeh Viswa Yaha Dukhhee Dukh Hai Ananth
Budh Ne Bataya Iss Jeevan Ka Parama Panth
Dukhon Se Praan Hetu Sukh Ke Sandhana Hetu
Chuthe Janma Chakra Se Niravana Ki Sharan Chalo
Mukthi Ki Sharan Chalo
Bodhi Ki Sharan Chalo
Buddha Ki Sharan Chalo
Dharma Ki Sharan Chalo
Buddhke Bina Yugka Bodh Na Hopayega
Kaliyuga Ka Dharma Bodh Purna Na Hopayega
Darpan Khandit Ho Tho Bimb Rahega Poorna
Ek Khadi Chuthi Tho Maala Hogi Na Poorna
Manava Kalyana Hetu Jodo Yeh Dharma Setu
Laangh Viswa Vytarni Vishnu Ki Sharan Chalo
Ram Ki Sharan Chalo
Krishna Ki Sharan Chalo
Buddha Ki Sharan Chalo
Vishnu Ki Sharan Chalo
Dharma Ki Sharan Chalo
Bair Meethe Meethe Mere Hatho Se Vo Khayenge
Bair Meethe Meethe Mere Hatho Se Vo Khayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Kei Ram Mere Aayenge
Naino Ke Sammukh Do Ghadi To Bitayenge
Naino Ke Sammukh Do Ghadi To Bitayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Raste Ke Kante Kankar Raat Din Hatate Hai
Raste Ke Kante Kankar Raat Din Hatate Hai
Bisha Kar Ke Phool Prabhu Ko Raasta Banate Hai
Bisha Kar Ke Phool Prabhu Ko Raasta Banate Hai
Komal Hai Paat Prabhu Ke Kaante Lag Jayenge
Komal Hai Paat Prabhu Ke Kaante Lag Jayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Ho Kar Ahilya Patthar Raah Mein Khade Hai
Ho Kar Ahilya Patthar Raah Mein Khade Hai
Charano Ki Raj Pane Ko Vyakul Badi Hai
Charnao Ki Raj Pane Ko Vyakul Badi Hai
Vishwas Raghuvar Uska Tod Nahin Payenge
Vishwas Raghuvar Uska Tod Nahin Payenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Krupa Maai Mere Ram Hai Bade Dayalu Ji
Krupa Maai Mere Ram Hai Bade Dayalu Ji
Pate Hai Preet Unaki Bandar Bhalu Bhi
Pate Hai Preet Unaki Bandar Bhalu Bhi
Daya Ki Najar Meri Aur Bhhi Ghumayege
Daya Ki Najar Meri Aur Bhhi Ghumayege
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Naino Ke Sammukh Do Ghadi To Bitayenge
Naino Ke Sammukh Do Ghadi To Bitayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge
Shabri Ko Bharosa Hai Ki Ram Mere Aayenge.
Hari Om Tat Sat Namah Shivaya
Sai Om Tat Sat Namah Shivaya
Shiva Shiva Shivaya Namah Shivaya
Sai Om Tat Sat Namah Shivaya
Hari Om Tat Sat Namah Shivaya
Sai Om Tat Sat Namah Shivaya
Shiva Shiva Shivaya Namah Shivaya
Hari Om Tat Sat Namah Shivaya
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
ye hasi vadiya ye jawa silsile
ye ghadi phir hame ab mile na mile
ye hasi vadiya ye jawa silsile
ye ghadi phir hame ab mile na mile
is pal se kaho ruk jaye, na rut badle na jaye
is pal se kaho ruk jaye, na rut badle na jaye
kya anjani pyas hai, kya mastane khwab hai
kya anjani pyas hai, kya mastane khwab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
ham teri bajuo me yu soye rahe
ishk me pyar me yuhi khoye rahe
ham teri bajuo me yu soye rahe
ishk me pyar me yuhi khoye rahe
kya masti si hai chayi, badi dilkash hai tanhayi
kya masti si hai chayi, badi dilkash hai tanhayi
dhadkano me angdayiya, dil me chupe sailab hai
dhadkano me angdayiya, dil me chupe sailab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
teri kurty sexy lagadi ve kurty sexy
teri kurty sexy lagadi ve kurty sexy
teri chunari sexy lagadi ve chunari sexy
teri chunari sexy lagadi ve chunari sexy
lagadi ve lagdi ve, lagdi ve lagde vi teri chunari sexy
oy ki bolyo soniya
tera chehra sexy lagda ve chehra sexy
tera chehra sexy lagda ve chehra sexy
tera hansna sexy lagda ve hansna sexy
tera hansna sexy lagda ve hansna sexy
ohh lagada ve lagada ve, lagada ve lagada ve tera chehara sexy
teri kurty sexy lagadi ve kurty sexy, kurty
teri kurty sexy lagadi ve kurty sexy, kurty
akhiyo me sapna hai, sapnon me sajara hai
sajana ke sang hai mujhe rahna
pyaasa pyaasa tan mera, pyaasi dhadkan meri
ishk tera hai mera gahna
tera liya hi meri mohabat, tu jindagaani meri
tujhase kahaani meri, bas hai yahi khena
lagadi ve lagadi ve, lagadi ve lagadi ve teri aakhiya sexy
teri aakhiyan sexy lagadi ve aakhiya sexy, aakhiyan
teri badhiyan sexy lagadi ve bhadhiya sexy, badhiyan
teri kurty sexy, teri kurty, sexy
tera liye sapano ki sej sajaayi
maine tera liye rup savaaya
kaise main bataauntujhe, kaise samjhaaun tujhe
tere bina ab naa gujaara
tu mera saanse, tu mera jiwan
har pal chaaha tumhe, rab se hai maanga tujhe
tujhape hai sub kuchh waara
lagda ve lagda ve, lagda ve lagda ve
tera chehera sexy, tera chehera sexy, chehera
tera chehera sexy, chehera
tera chehra sexy lagada ve chehera sexy, chehera
lagada ve lagada ve, lagada ve lagada ve
tera chalna sexy lagada ve chalana sexy, chalana
teri kurty sexy lagade ve kurty sexy kurty, kurty
teri chunari sexy lagade ve chunari sexy, sexy
teri aakhiya sexy lagade ve teri aakhiya, sexy
khuda kare o
khuda kare ki mohabaat me wo mukaam aaye
khuda kare ki mohabaat me wo mukaam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
khuda kare o
meri tarah se mera bhi tu intezar kare
meri tarah se mera bhi tu intezar kare
mai jitna chahun tu bhi utna pyar kare
mera hai ut teri sanso se ye payam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
khuda kare o
meri dua bhi ho shamil teri murado me
meri dua bhi ho shamil teri murado me
khayal banke sama jao meri yado me
teri nazar me mera jalwa subho sham aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
khuda kare ki mohabaat me wo mukaam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
tere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
khuda kare o
ek jungli tota
ek jungli tota zaalim
chonch maar gayo re
kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re
ek jungli tota
ek jungli tota zaalim
chonch maar gayo re
kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re
ek jungli tota
bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi
bagiya me anjir paki hai, aur paki narangi
morsare ke ped lage hai, mahue lage hai dangi
mahue lage hai dangi
par bairi dekho
par bairi dekho amrayi ujaad gayo re
kaachi kaachi ambiya bigad gayo re
ek jungli tota
phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re
phulwari mahke, bulbul mahke chatke chet gulab re
is paapi ko kuch na bhaye
sabkuch kare kharab re
sabkuch kare kharab re
ye lobhi langda
ye lobhi langda phulwari ujaad gayo re
kaachi kaachi ambiya bigad gayo re
ek jungli tota
oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali
oat chunayi baad lagayi, upar baandhi jaaali
ropan lekar main khud baithi karne ko rakhwali
karne ko rakhwali
par jane kaise
par jane kaise julmi gota maar gayo re
kaachi kaachi ambiya bigad gayo re
ek jungli tota
ek jungli tota zaalim
chonch maar gayo re
kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re
kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re
kaachi kaachi ambiya bigaad gayo re
maa meri maa pyari pyari maa
maa meri maa pyari pyari maa
tu meri manjil hai tere bin jau kaha
teri in aankho me mere hai dono jaha
maa meri maa pyari pyari maa
mujhko pita ki yad rulaye
pal pal uska pyar bulaye
mujhko pita ki yad rulaye
pal pal uska pyar bulaye
na tujhko chhod saku na usko bhul saku
bina tum dono ke jiu mai kaise yaha
maa meri maa
paagal karana paagal hona ik din hasana ik din rona
paagal karana paagal hona ik din hasana ik din rona
deewaano ka kaam hai deewaano ka kaam hai
pyaar isika naam hai ho o o o pyaar isika naam hai
paagal karana paagal hona, ik din hasana ik din rona
deewaano ka kaam hai deewaano ka kaam hai
pyaar isika naam hai ho o o o pyaar isika naam hai
aksar hum raato ko yahi baate sochate hai
kaise hongi agali mulaakaate sochate hai
aksar hum raaton ko yahin baate sochate hai
kaise hongi agali mulaakaate sochate hai
thodi si betaabiya thoda sa aaraam hai
pyaar isika naam hai ho o o o pyaar isika naam hai
hum dono chaahat me kuch aise kho gaye hai
kehate hai log hum to deewaane ho gaye hai
hum dono chaahat mein kuchh aise kho gaye hai
kehate hai log hum to deewaane ho gaye hai
ujali ujali dhup mein lagata jaise shaam hai
pyaar isika naam hai o o o o pyaar isika naam hai

tutak tutak tutak tutiya he chinaro
gore galo wali mil gayi he chinaro
reshmi balo wali ml gayi he chinaro
solah salo wali mil gayi
tera husn hai shababi tera rup lajavabi
o mai to ho gaya sharabi tutak tutak tutak tutiya
he chinaro gore galo wali mil gayi
he chinaro reshmi balo wali ml gayi
he chinaro solah salo wali mil gayi
ja chhupi thi jo pardo me
mujhko solah husn apna dikha ke
jajbe dil ki taasir dekho
usko chhod a hai apna bana ke
apna bana ke apna bana ke
tere hoth gulabi mil gaye he chinaro
tere nain sharabi mil gaye he chinaro
tere rang shahababi mil gaye he chinaro
tutak tutak tutak tutiya he chinaro
tutak tutak tutak tutiya
aa gaya khawab dekhe the jiske aaj khawabo ki tabir lekar
dhundti thi jise har taraf mai jiski ankho me tasvir lekar
tasvir lekar tasvir lekar
mujhko wo diwana mil gaya he chinaro
aaj wo mastana mil gaya he chinaro
mere khawabo wala mil gaya he chinaro
jine ka bahana mil gaya he chinaro
tutak tutak tutak tutiya he chinaro
tutak tutak tutak tutiya
janeja arzu me tumhari kaise kate hai din kya batau
koi shikva na rah jaye baki
mujhme tum tujhme mai dub jau
mai dub jau mai dub jau
dekho do diwane mil gaye he chinaro
do jaane pahcahne mil gaye he chinaro
shama aur parwane mil gaye he chinaro
tutak tutak tutak tutiya he chinaro
gore galo wali mil gayi he chinaro
reshmi balo wali ml gayi he chinaro
solah salo wali mil gayi
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuch siwa pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuch siwa pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuch siwa pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuch siwa pyar ke
tu hai sanam meri pahli mohabbat
tujhpe luta du main duniya ki chahat
julfo ke saaye me jeena hai mujhko
dil ki panaho me rakhunga tujhko
is bekarai me aaye karar
nahi kuch siwa pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuch siwa pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuch siwa pyar ke
chahat ka rangin arman banke
tum dil me rahna meri jaan banke
teri mohabbat me main hu diwani
teri amanat hai ye zindgani
har saans meri hai tujh pe nisar
nahi kuch siwa pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuch siwa pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuch siwa pyar ke
nahi kuch siwa pyar ke
nahi kuch siwa pyar ke
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
milte hi tujhe dil naach utha
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
jine ki tamanna jaag uthi ho, jine ki tamanna jaag uthi
is dil me kayamat ke dhin tak

aisa mausam to aaya naa tha, aisa jadu to chhaya naa tha
aisi chahat to pehle naa thi, aisi halat to pehle naa thi
khushiya jaag uthi mann me, ab naa gam hai jivan me
ji chahe ke ud jau, ambar chhu ke main aau
o jine ki tamanna jaag uthi ho, jine ki tamanna jaag uthi
is dil me kayamat ke dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
milte hi tujhe dil naach utha
tak dhin dhin tak
duniya badali si lagne lagi, soyi dhadkan kyun jagne lagi
rang mausam badalne laga, mera dil bhi machalne laga
sachcha ho gaya sapna, mujhko mil gaya apna
armaano ki basti me, ab rehna hai masti me
o jine ki tamanna jaag uthi ho, jine ki tamanna jaag uthi
is dil me kayamat ke dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
milte hi tujhe dil naach utha
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
jine ki tamanna jaag uthi ho, jine ki tamanna jaag uthi
is dil me kayamat ke dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
tak dhin dhin tak, tak dhin dhin tak
kya sochta hai ae dil
kya sawal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae dil
kya sawal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae dil
jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya
ha jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya
usne to khud hi apna bas jeena dushwar kiya
pahle to dil lagake
phir dard mitha pake kya kamaal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae dil
jata hai ek najar me dil ka sukun sara
jata hai ek najar me dil ka sukun sara
deta jo bekrari lagta hai wo hi pyara
kya hum bataye kaise
mat puchho kaise kaise ye kamaal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae dil
kya sawal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae dil
kya sochta hai ae dil
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye
bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
khushiyo ki daphali bajaate rahenge
khushiyo ki daphali bajaate rahenge
saari umar yu hi gaate rahenge
saari umar yu hi gaate rahenge
ha saanso ki sargam yahi gungunaye
saanso ki sargam yahi gungunaye
tujhko kabhi naa koi gam sataye
ibaadat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
kashti hu main tu hai mera kinara
kashti hu main tu hai mera kinara
mujhko to hai sirf tera sahara
mujhko to hai sirf tera sahara
main chandrama tu meri roshani hai
main chandrama tu meri roshani hai
mere liye jaaneman tu bani hai
hifazat ki hai tumhare liye, hifazat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
mujhko pata hai naa tujhko khabar hai
mujhko pata hai naa tujhko khabar hai
humko to har pal jamane ka darr hai
humko to har pal jamane ka darr hai
hum wo karenge hume jo hai karna
hum wo karenge hume jo hai karna
humko jamane ki koi fikar naa
adavat ki hai tumhare liye, adavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye
bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
hifazat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
ude khushboo kali mehke, ye rut badale bahaar aaye
mohabbat karne ki jaanam umr ek baar aaye
tumhe pyar karne ko jee karta hai, ikaraar karne ko jee karta hai
ikaraar karne ko jee karta hai
tum jo naa hote to dil naa lagaate, tum jo naa hote to dil naa lagaate
dil ki tadap hum kisko bataate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
bhulaye se nahi bhule, mere dilbar teri baate
teri yaado me gujari hai, kayi subah kayi raate
tujhse dur jo kabhi hum jayenge, har ghadi hum tujhe yaad aayenge
har ghadi hum tujhe yaad aayenge
teri in baato se hum ghabarate, teri in baato se hum ghabarate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
kabhi dekhu jo main darpan, tera chehra nazar aaye
jab jab leti hu main saanse, teri khushboo bikhar jaye
tere bin jina ab mushkil hai, main dil hu tera tu mera dil hai
main dil hu tera tu mera dil hai
saari umar hum to pachhatate, saari umar hum to pachhatate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
haaye pyar kya chiz hai ye jaan nahi paate
hum tere bin kahi rah nahi paate, tum nahi aate to hum mar jaate
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
teri ankho me chahat hi nazar
aai hai aai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
mohbbat kya hai main, sabko bata dungi
mohbbat kya hai main, sabko bata dungi
jamane ko tere aage, jhuka dungi
teri ulfat meri jana wo rang
laai hai laai hai
teri ulfat meri jana wo rang
laai hai laai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
tassagur banke main, khwabo me aaungi
tassagur banke main, khwabo me aaungi
tere parwa tale jivan bitaungi
mere dil me teri dhadkan sanam
samai hai samai hai
mere dil me teri dhadkan sanam
samai hai samai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
teri banho me hain, dono jaha mere
teri banho me hain, dono jaha mere
main kuch bhi to nahi, dilbar siwa tere
tujhe pake jamane ki khushi
paai hai paai hai
tujhe pake jamane ki khushi
paai hai paai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
teri ankho me chahat hi nazar
aai hai aai hai
tumhe apna banane ki kasam
khai hai khai hai
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuchh siva pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuchh siva pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuchh siva pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuchh siva pyar ke
tu hai sanam meri pehli mohabbat
tujhpe luta du main duniya ki chaahat
zulfo ke saaye me jina hai mujhko
dil ki panhaho me rakhunga tujhko
is bekraari me aaye karaar
nahi kuchh siva pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuchh siva pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuchh siva pyar ke
chahat ka rangin armaan banke
tum dil me rehna meri jaan banke
teri mohabbat me main deewani
teri amaanat hai ye zindgani
har saans meri hai tujhpe nisaar
nahi kuchh siva pyar ke
aake tu lag ja gale mere yaar
nahi kuchh siva pyar ke
zamane ke dekhe hai rang hazaar
nahi kuchh siva pyar ke
nahi kuchh siva pyar ke
nahi kuchh siva pyar ke
o nahi kuchh siva pyar ke
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
teri aankho me chahat hi nazar aayi hai, aayi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
mohabbat kya hai main sabko bata dungi
mohabbat kya hai main sabko bata dungi
jamane ko tere aage jhuka dungi
teri ulfat meri jaana wo rang layi hai, layi hai
teri ulfat meri jaana wo rang layi hai, layi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
tere honto se main shabnam churaunga
tere honto se main shabnam churaunga
tere aachal tale jivan bitaunga
meri nas nas me tu banke lahu samayi hai, samayi hai
meri nas nas me tu banke lahu samayi hai, samayi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
teri baaho me hai dono jaha mere
teri baaho me hai dono jaha mere
main kuchh bhi to nahi dilbar siva tere
tujhe paake jamane ki khushi payi hai, payi hai
tujhe paake jamane ki khushi payi hai, payi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
teri aankho me chahat hi nazar aayi hai, aayi hai
tumhe apna banane ki kasam khayi hai, khayi hai
ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
pyar aur bhi gehra gehra gehra gehra huwa hai
do pyar karnewalo ko ho ho ho
do pyar karnewalo ko jab jab duniya tadapayegi
mohabbat badhti jaayegi, mohabbat badhti jaayegi
ho kuchh bhi karle duniya ye naa mit paayegi
mohabbat badhti jaayegi
ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
baadal ko barasne se, bijali ko chamakne se
koi bhi rok naa paayega, koi bhi rok naa paayega
phulo ko mehakne se, bulbul ko chehakne se
koi bhi rok naa paayega, koi bhi rok naa paayega
jab jab ulfat ki raaho me, jab jab ulfat ki raaho me
duniya deewaar uthayegi
mohabbat badhti jaayegi, mohabbat badhti jaayegi
ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
iss dil ki yaado ko, mehboob ke waado ko
koi kya baandhe zanjeero se, koi kya baandhe janzeero se
chahat ke khajano ko, nazro ke fasano ko
koi pa naa sake jaagiro se, koi pa naa sake jaagiro se
jab jab duniya dilwalo ko ho ho ho
jab jab duniya dilwalo ko deewaaro me chunvayegi
mohabbat badhti jaayegi, mohabbat badhti jaayegi
ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
pyar aur bhi gehra gehra gehra gehra huwa hai
do pyar karnewalo ko ho ho ho
do pyar karnewalo ko jab jab duniya tadapayegi
mohabbat badhti jaayegi, mohabbat badhti jaayegi
kuchh bhi karle duniya ye mit nahi paayegi
mohabbat badhti jaayegi
jab jab pyar pe pehra huwa hai
luk chup jana, makai ka dana
raje ki beti aayi
myau myau
billi boli myau mai aau mai aau
chuha bola thahar ja, mai pahle chup jau
myau myau
billi boli myau mai aau mai aau
chuha bola thahar ja, mai pahle chup jau
luk chup jana, makai ka dana
raje ki beti aayi
chuhe se billi boli, aa khele aankh micholi
billi boli myau mai aau mai aau
chuha bola thahar ja, mai pahle chup jau
unche ped ke niche, ek jhadi ke piche
unche ped ke niche, ek jhadi ke piche
chuha chup kar baith gaya, apni ankhiya miche
billi samne khadi thi
billi samne khadi thi, chuhe ne aankh jo kholi
chuhe se billi boli, aa khele aankh micholi
billi boli myau mai aau mai aau
chuha bola thahar ja, mai pahle chup jau
chuha bola thahar ja, mai pahle chup jau
tum man me chup jao, dhunde nain hamare
tum man me chup jao, dhunde nain hamare
chhodo meri bahe na chedo
dekh rahe hai sare, dekh rahe hai sare
aao dur kahi chalte hai, chhod ke ye toli
chuhe se billi boli, aa khele aankh micholi
chuhe se billi boli, aa khele aankh micholi
chuhe se billi boli, aa khele aankh micholi