duniya ne inko duniya me aane se hai roka
kya jane ye duniya wale ye khushbu ka jhonka
duniya ne inko duniya me aane se hai roka
kya jane ye duniya wale ye khushbu ka jhonka
inse hi to jiwan ki ye dhara bahti jaye
khud ko mitaye jag ko saware ye abla kahlaaye
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
kahe tu ghabraye jab sang tere hai banwari
sankat har lenge tere sab krishna hai sankat hari
krishna hai sankat hari krishna hai sankat hari
tujhsa kon yaha balwan apni shakti ko pahchan
tujhsa kon yaha balwan apni shakti ko pahchan
tu hi durge tu hi kali tera roop salona
tu hi durge tu hi kali tera roop salona tera roop salona
man me rakhna tu vishwas kabhi na tute teri aas
manzil hogi tere pass apna karam hai apne sath
teri haar me jeet hai teri jeet me haar
teri haar me jeet hai teri jeet me haar
kare karave krishn murar krishn ki lila ye sansar
kare karave krishn murar krishn ki lila ye sansar
rakshak hai bhakto ka rakshak hai bhakto ka
hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare
hare rama hare rama rama rama hare hare
jiwan bhar putri patni mata ka farz nibhaye
mata ka farz nibhaye fir bhi daman me
iske ansu hi ansu aaye ansu hi ansu aaye
jiwan bhar putri patni mata ka farz nibhaye
fir bhi daman me iske ansu hi ansu aaye
kadam kadam par bhed bhaav sadiyo se hota aaya
sadiyo se hota aaya chhin ke hak duniya ne
isko jite ji hai jalaya jite ji hai jalaya
aasmaa ka tej uthega tufaan ansuo ka
aasmaa ka tej uthega tufaan ansuo ka
teri shakti anokhi niyari teri bhakti anokhi
teri shakti anokhi niyari teri bhakti anokhi
tera tyaag anokha ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
piya ki lagan tere naam ki krishna
govind bolo hari gopal bolo
radha raman hari gopal bolo
govind bolo bolo gopal bolo
radha raman hari gopal bolo
shri krishan chaitanya hare murari
madhav krishan sri narayan bolo
govind bolo bolo gopal bolo
radha raman hari gopal bolo
govind bolo bolo gopal bolo
radha raman hari gopal bolo
sadiyo se ham bharat desh ko mata kahte aaye
dharti ko bhi mata bole ganga maa kahlaye
sadiyo se ham bharat desh ko mata kahte aaye
dharti ko bhi mata bole ganga maa kahlaye
jagat ki janani swyam hai nari
pag pag thokar khaye pag pag thokar khaye
sita aur siya ki parikha maine vidhata payi
sach aur satya ko sabit karne nari ne balidan diya
fir jakar duniya valo ne usko wo samman diya
jo uska adhikar tha usko wo samman diya
usko wo samman diya
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
ye dastur anokha ye dastur anokha
dil ki dunia me khushi deke wafa aa jaye
aaj tu samne aaye to maja aa jaye
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
itno ke dil ko dil ko dil ko itno ke dil ko aaha dil ko
itno ke dil ko khush kiya itno ko jala diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
samjho ke aaj samjho samjho samjho ke aaj ha ha samjho
samjho ke aaj maut ko apna pata bata diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
luta hai tumne ba khuda hamko azib naz se
wakif na ho sake kabhi hum to tumhare raz se
khushiyo ki bhikh aye sanam jholi me meri dal do
tumko kasam hai pyar ki ye jindagi sawar do
ilah apne pyar ka ab de do mujhko asra
tumne diya ghar me dil iski tarah tumhi dawa
katra samjh ke aankh se tumne mujhe gira diya
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
fir bhi tumhare fir bhi fir bhi fir bhi ha ha fir bhi
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
bewajah apni jan kyu kurban karti ho bhala
dunia me dil lagane ka anzam hota hai bura
is rah me kisi ko bhi manjil kabhi mili nahi
dunia me aashiko ke to dil ki kali khili nahi
ulfat ki jindagi hai kya tumko nahi hai kuch khabar
aa jao hosh me jara dushwar hai ye rahgujaar
jab bhi kisi ke pyar ko in aankho me basa diya
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
bijli falak se falak se falak se bijli falak se ha ha falak se
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
nadan mat bana karo chhodo hamara rasta
isme fakat bhalai hai rakho na hamse wasta
hoga khuda ke samne mera tumhara faisla
mehman do ghadi ka hai ye jindagi ka silsila
manjar tamam ghumta hai meri nigah me
kitno ki jan chali gayi hai is rahe wafa me
kadmo me jab hasin is aashik ne sar jhuka diya
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
rahe wafa me wafa wafa me rahe wafa me ha ha wafa me
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
ye dhadakta dil, ye machalte armaan
har tamanna bekraar
pyaasi jawani ko kabse hai tera intjaar
ab to aake baahon me le le muhje
pyar se chhu le mujhe
chhune do chhune do, na baba na baba
chhune do chhune do, na baba na baba
chhune do chhune do chhune do
dil mera chhu liya, aankhon se chhu liya
saanso se chhu liya
jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
pyaar hi pyaar luta aa
aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya
jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
pyaar hi pyaar luta aa
aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya
chhune do chhune do, na baba na baba
chhune do chhune do, na baba na baba
chhune do chhune do chhune do
i am dancer, aage pichhe dole ye
jaane kyaa kyaa bole ye
ye husn ke pyaase yaha, karte hain pichha mera
mujhko tanha chhode kyun, mera dil kyun tode yun
mujhse kabhi ab dur yun, jaana na jaanewafa
aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya
jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
pyaar hi pyaar luta aa
aankhon se chhu liya, are saanso se chhu liya
i am dancer, i am dancer
kyaa bolun tu kaisa hain
mere khwabo jaisa hain
jaisa hain tu aisa koi, hoga kahan dilrubba
are pyaasi pyaasi raate hain
pyaasi pyaasi saanse hain
pyaasi meri baahon mein aa
mujh mein hi tu doob jaa
aankhon se chhu liya, saanso se chhu liya
jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
pyaar hi pyaar luta aa
aankhon se chhu liya, are saanso se chhu liya
is desh ki mitti ki kasam
ispe jaan lutayenge
jab tak saans chalegi apni
milke yahi dauhrayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
la la la la la la
la la la ll la
is desh ki mitti ki kasam
ispe jaan lutayenge
is desh ki mitti ki kasam
ispe jaan lutayenge
jab tak saans chalegi apni
milke yahi dauhrayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
apne lahu ka har ek katra
mulak aur zami ke naam likhenge
aasma ke sine par
aman ka hum paigam likhenge
aman ka hum paigam likhenge
hum bhi nehru ke sapno ko
sach karke dikhlayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
gaddaro ko marte dam tak
sabak humara yaad rahega
hum rahe na rahe lekin
apna watan aazad rahega
apna watan aazad rahega
aazadi ki khatir hum to
hanste hue mit jayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
sadiyo sitam sahe mardo ke
ab na inke julm sahenge
ab mujhko nahi chup rahna hai
kahna hai jo khul ke kahenge
kahna hai jo khul ke kahenge
aurat kitni takatwar hai
is duniya ko batayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
jidhar dekhiye aag lagi hai
chikh rahi hai janta sari
andho baharo ki nagri me
kaun sune fariyad humari
kaun sune fariyad humari
inkalab chahega dil me
wo aawaz lagayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
is desh ki mitti ki kasam
ispe jaan lutayenge
jab tak saans chalegi apni
milke yahi dauhrayenge
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
sataymev jayte sataymev jayte
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
jo kuch bache bachale
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
aaye hai teri mahfil me,tufan uthane wale
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
jis aag me dil jalta hai
tujhko bhi jala denge hum
jadu jaga du rastha bhula du
hasti mita du nadan
aala hu sabse rahna adab se
darna gazab se nadan
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
har ek ada me apni
aaye hai kayamat lekar
bakra banake kunba banake
churiya chala ke maru
kima bana ke kachha chaba ke
jinda jala ke maru
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
mar gaya bichhua bichhua
bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya
chori se haye ungli me challa jad gaya
aye bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya
rat ki baho me soyi thi mai hoye hoye
anjane sapno me khoyi thi mai hoye hoye
wo dank mara machalne lagi
nindo me karvat badalne lagi
kam na hua haye dard aur badh gaya
haye bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya
maine ye socha hua jab savera hay hay
ha bichhua tha wo ke wo sajan tha mera hay hay
chup ke chupa ke kahan se wo aaya
ye raj maine to sabse chupaya
jo bhi hua haye chain mujhko pad gaya
bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya
hum hai tere tu hamara aa gale se laga le hame
ek tera hai sahara aa gale se laga le hame
hum hai tere tu hamara aa gale se laga le hame
ek tera hai sahara aa gale se laga le hame
zindagi me ho ujala ya andhera
rakh liya hai sar pe apne hath tera
zindagi me ho ujala ya andhera
rakh liya hai sar pe apne hath tera
chalte ho chalte hum gire to uthale hame
hum hai tere tu hamara aa gale se laga le hame
aaye jab ham bhul ki dhul tan pe dale
badh ke hamko apni baho me chupale
aaye jab ham bhul ki dhul tan pe dale
badh ke hamko apni baho me chupale
tere siwa kon hai jo sambhale hame
hum hai tere tu hamara aa gale se laga le hame
pyar tera yu jalade tan hamara
iski khusbu se mahak jaye har najara
pyar tera yu jalade tan hamara
iski khusbu se mahak jaye har najara
data mere fir jalake bujha le hame
hum hai tere tu hamara aa gale se laga le hame
ek tera hai sahara aa gale se laga le hame
sikander ko kisne haraya hai
sikander ko kaun harayega
jab jab sikander aayega
waqt ka sar jhuk jayega
ek ek zakhm ka lunga main hisab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
et ka main dunga patthar se jawab
khud likhunga zindagi aur maut ki kitab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
sab kuch jisne mera chhina
namumkin hai uska jeena
sab kuch jisne mera chhina
namumkin hai uska jeena
khak ho jayenge dushman humare
dil me jalaye rakhna tu angare
maut ke ghat utar ke lega
dum dil-e-betab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
fauladi hai mere irade
kisme dum hai mujhko mita de
fauladi hai mere irade
kisme dum hai mujhko mita de
jo tere gham hai wo mere bhi gham hai
tu nahi tanha tere sang hum hai
dub ke nikalta hai phir se aaftab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
et ka main dunga patthar se jawab
khud likhunga zindagi aur maut ki kitab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
ek ek zakhm ka lunga main hisab
yeh rat, yeh rat jali ki chipkali rat
yeh rat, kodi aur kombdi ki rat, yeh rat
naa ugali hi jayey naa nigli hi jayey
yeh kali zeherili rat
pal pal balkhati, pal pal uljati, palke jhapakti yeh rat
sannate ki sij pe soyi, sap si sarakti rat
yeh rat, yeh rat jali ki chipkali rat
yeh rat, kodi aur kombdi ki rat, yeh rat
yeh kali zehrili ye rat, palke jhapakti yeh rat
sap si sarakti ye rat, kali kali kali yeh rat
virana virana hai virana, dil ko lakh basa le yeh diwana
virana virana hai virana, dil ko lakh basa le yeh diwana
ujde ujde rehte hai dil sare, virano se basta hai virana
san karke marti hai bum karti hai kali kodyali rat
yeh rat, yeh rat jali ki chipkali rat
yeh rat, kadi aur kombdi ki rat yeh rat
naa ugali hi jayey naa nigli hi jayey
yeh kali jehrili rat, pal pal balkhati
pal pal uljati, palke jhapakti yeh rat
sannate ki sij pe soyi, sap si sarakti rat
yeh rat yeh rat
abhi abhi rat badi tejabi, gir naa jayey hath se chand rakabi
abhi abhi rat badi tejabi, gir naa jayey hath se chand rakabi
dub rahe hai sare gul kinare, umad umad ke rat aayi sailabi
kholti badan par bolti badan par jalti ubalti rat
ye rat, yeh rat jali ki chipkali rat
yeh rat, kadi aur kombdi ki rat, yeh rat
naa ugli hi jayey naa nigli hi jayey
ye kali zehrili rat, pal pal balkhati
pal pal uljati, palke jhapakti yeh rat
sannate ki sij pe soyi, sap si sarakti rat
ye rat yeh rat, ye kali zehrili rat
palke jhapakti yeh rat, sap si sarakti rat
kali kodyali yeh rat
lehar lehar chanchal huyi
dil me mere hulchal huyi,
kya hai ye jawani ka gubar
kaise ye udan
udi udi jaau main to pankh bina
jaage arma
kya hua, chain mera kho gaya
koi to bataye mujhe kya ho gaya
khile khile phulo se jab
lipti huyi titli ko dekhti hu
sochti hu main baar baar
hoke bekarar
meri zindagi me bhi kya aayegi pyar ki bahar
kya hua, chain mera kho gaya
koi to bataye mujhe kya ho gaya
jab bhi dil ki dhadkan badi
chauk padi lage aise koi jaise
sapno ka rajkumar aaya leke pyar
chum chum baal mere jhumega waqt?
mere dil ki jaan?
kya hua, chain mera kho gaya
koi to bataye mujhe kya ho gaya