o jaan-e-jaa teri nazar pe teri adaa pe mai hu fida
sharmaao na ghabraao na ab gaao na
na na na na na na na se kya hota hai bolo bolo bolo na se
ha na gaaugi mai saath tumhaare, tu kisi aur se ishq lada
mujhe chhedo na bahakaao na aji jaao na, o jaan-e-jaa
dekh lena sabse chhupa ke tujhko uda ke le jaayege ham
ho aajma le meri mohabbat meri chaahat hogi nahi kam
dhire dhire ek din tumko ham sikhaayege
dhire dhire ek din tumko ham sikhaayege
kya chiz hai ye mohabbat sanam
o jaan-e-jaa teri nazar pe teri ada pe mai hu fida
sharmaao na ghabraao na ab aao na, o jaan-e-jaa
mithhi mithhi baate na karna, baato me teri na aaungi mai
hosh uda dungi mai tumhaare aisi adaaye dikhalaaugi mai
chupake chupake tu mujhe dil me yu basaayegi
chupake chupake tu mujhe dil me yu basaayegi
tujhako khabar bhi na hogi sanam
na aaungi mai paas tumhaare, tu kisi aur se ishq ladaa
mujhe chhedo na bahakaao na, ab satao na
o jaan-e-jaa teri nazar pe teri adaa pe mai hu fida
sharmaao na ghabraao na ab aao na
o jaan-e-jaa teri nazar pe teri adaa pe mai hu fida
hontho pe tera nam hai aankho me pyar hai
hontho pe tera nam hai aankho me pyar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
hontho pe tera nam hai aankho me pyar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
tune kaha tha laut ke aayegi tu jurur
tune kaha tha laut ke aayegi tu jurur
is aas pe main jita raha hoke tujhse dur
vade pe tere ab bhee mujhe aitbar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
hontho pe tera nam hai aankho me pyar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
duniya kahe na bewafa tujhko ae hamnashi
duniya kahe na bewafa tujhko ae hamnashi
iljam koi pyar pe aa jaye na kahee
tu aayi na agar to mohabbat kee haar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
hontho pe tera nam hai aankho me pyar hai
jinda hu is liye ke tera intejar hai
agar aasaman tak mera haath jaata
agar aasaman tak mera haath jaata
agar aasaman tak mera haath jaata
to maathe pe chanda kee bindiya lagaata
teree maang taaro se mai sajaata
agar aasaman tak mera haath jaata
toh chandanee se sehara banaatee
mohabbat kee dhadakan se usko sajatee
mai khud apane hathon setujhko pahanatee
agar aasaman tak mera haath jaata
agar aasaman tak mera haath jaata
mere paas dil ke siva kuchh nahee hai
jamaane me dil se bada kuchh nahee hai
to phir aa tujhe apne dil me basa lu
tujhe apane haatho kee rekha bana lu
tujhe apane haatho kee rekha bana lu
agar ye samandar mere bas me hota
agar ye samandar mere bas me hota
to tujh par se kurban karke lutata
teree maang taaro se mai sajaata
agar aasaman tak mera haath jaata
agar aasaman tak mera haath jaata