is duniya ne kabhi na jana
mar mar kar jine walo ka
dard bhra afsana haye dard bhra
dard bhra afsana haye dard bhra
jab hamne aankh hai kholi
khun hmara unki holi
hamne apne hi jakhmo se
bhra li apni khali jholi
tir jidhar bhi chale jahan mein
ham hi bne nishana haye dard bhara
dard bhra afsana haye dard bhra
hamne jitne dip jlaye tufano ne aan bujhaye
dip jalane walo hi ko chas gaye andhiyare ke saye
aankh bachi aur chhupke chhupke le gaye
chor khajana haye dard bhra
dard bhra afsana haye dard bhra
dard bhra han dard bhra
ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
wafao ke badle mili hai zafaye
mili hai zafaye
bharosa hi kya ab jo aaye na aaye
aaye na aaye
na samjha mujhe dil bada hai tu jhuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
mohabbat jawa hai jawani jawa hai
jawani jawa hai
magar aaj humpe to chhai fija hai
chhai fija hai
do aansu bahe ho koi taar tuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta
jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta
dil jawa hai, aarzu jawa
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
dil jawa hai, aarzu jawa
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
ye kya gajab dilruba hai, apne aap se khafa
bari rahegi har ada, jo dil kisi pe aa gaya
gurure dil rahega, fir kaha
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
wo husn kya, jo ruth ke nigaho ko na fer le
wo ishq kya, jo chhed ke na julf ko bikher de
wo soz kya, uthe na jo dhua
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
mai janta hu ae pari, jhuki jhuki najar teri
uthi to haar jayegi, jurur muskura jayegi
na chhup sakegi dil ki dastan
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
dil jawa hai, aarzu jawa
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
ajib shay hai pyar bhi, ke jeet bhi hai haar bhi
nasha bhi hai khumar bhi
khiza bhi hai bahar bhi
yahi hai do dilo ki daasta
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
gurur hai nashan hai, har ek ada juban hai
ye kaisa imtihan hai, ke hush meharban hai
jami pe jhuk raha hai aasma
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
tadap karar ban gayi, khiza bahar ban gayi
dabi dabi jo aag thi
kisi ka pyar ban gayi
mai aa gayi wahi hai dil jaha
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
dil jawa hai, aarzu jawa
ek najar idhar bhi meharban
kab talak ye humse berukhi
kab talak rahegi chup juban
sama pyara hai sama pyara hai din hai bade kaam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
sama pyara hai din hai bade kaam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
mitti nigahe mast adaye isko mitaye isko jalaye
aji isko mitaye isko jalaye teer chalaye gaaye gaaye
aji naaj ho jinko samne aaye
jiya thaam na oye jiya thaam na
jiya thaam na oye jiya thaam na
aji kaha chale kaha chale dil wale ho dil wale ho
tum to mere naam ke aana aise me jara dil ko tham ke
ek ada hai sab diwane ek shama hai sau parvane
aji ek shama hai sau parvane dil lene ki sau sau bate
tadpane ke lakh bahane aji tadpane ke lakh bahane
ha din julfo ke tale na koi phul khile
na meri baat bane na meri daal gale
aji kaha chale kaha chale bade nakhre hai
bade nakhre hai meri gulfam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
sama pyara hai din hai bade kaam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
sama pyara hai din hai bade kaam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
sama pyara hai din hai bade kaam ke
aana aise me dil ko jara tham ke
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
jara bol piya kuch bol piya
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
jara bol piya kuch bol piya
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
tere liye maine kiye kitne bahane ho
tu bhi na maane piya jiya kyu na mane ho
sans bhula ke jara nain mil ke
sans bhula ke nain mil ke ras ghol piya
jara bol piya kuch bol piya
badi mai bholi bhali o balam mai bhali
tere liye chup rahe koi baat na boli mai
tu hi mera tu hi maare najro se goliya
nayi naveli mai hu teli
nayi naveli mai hu teli
anmol piya kuch bol piya
badi mai boli bali ho mai boli bali
tere liye jag choda sab kuch haar ke
tere liye jag choda sab kuch haar ke
meri hi najar tujhko pukarti
meri hi najar tujhko pukarti
pyar suro ki pyar suro sath suro ki ma bol piya
o balam mai bhali badi mai bholi bhali
o balam mai bhali jara bol piya kuch bol piya
are zalim na tu hamse khafa hota
to kya hota
are zalim na tu hamse khafa hota
to kya hota
gale milke hamara ho gaya hota
to kya hota
nazar ke jaam pee lete
ghadi bhar ham bhi jee lete
nazar ke jaam
nazar ke jaam pee lete
ghadi bhar ham bhi jee lete
ham bhi jee lete
jo ikarar mohabbat kar liya hota
to kya hota
are zalim na tu hamse khafa hota
to kya hota
tere kuchh bhi na kahne par
tujhi pe jaan dete hain
jaan dete hain
agar kuchh muskurakar kah diya hota
to kya hota
gale milkar hamara ho gaya hota
to kya hota
rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale
rulakar mere ashqo ko tamasha dekhne wale
dekhne wale
ye aasu teri palko se gira hota
to kya hota
are zalim na tu hamse khafa hota
to kya hota
gale milkar hamara ho gaya hota
to kya hota
ho jata hain pyaar suno ji
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se
soch samajh le
hey soch samajh le nada for
kuchh hoga na pachhtane se
ho jata hain pyaar pyaar
nazaro ke takrane se
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se
mahfil bhi hain bahki bahki
sanse bhi dilwala
sabki ankhe chhalki chhalki
bhar le tu bhi pyala
mahfil bhi hain bahki bahki
sanse bhi dilwala
sabki ankhe chhalki chhalki
bhar le tu bhi pyala
bharne wale bhar lete hain
bharne wale bhar lete hain
paimana paimane se
ho jata hain pyaar pyaar
nazaro ke takrane se
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se
fail rahi hain jhoke bankar kaise raat bitaye
dil dekar dildaar milega, kyu itna ghabraye
fail rahi hain jhoke bankar kaise raat bitaye
dil dekar dildaar milega, kyu itna ghabraye
raat hain baki baat hain baki
raat hain baki baat hain baki
aaja kisi bahane se
ho jata hain pyaar pyaar
nazaro ke takrane se
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se
soch samajh le
hey soch samajh le nada fir
kuchh hoga na pachhtane se
ho jata hain pyaar pyaar
nazaro ke takrane se
ho jata hain pyaar suno ji
nazaro ke takrane se