dur hoti ja rahi hain kalpana
pass aati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
dur hoti ja rahi hain kalpana
pass aati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
chand to aakash me hain mere sath
swapan ke vrig jaal me hain mere sath
uth raha tufan sa ghar me yaha
dagmagati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
aaj aasha thi nahi viswaas bhi
aaj dharti thi nahi aakash bhi
chhed de sangeet nav nirman ka
gungunati ja rahi hain zindagi
pass aati ja rahi hain zindagi
hamko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
hamko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
aur tarh ke pyas hmari aur tarh ka spna
apni nazar kuch aur hi hai aur nazriya apna
aasu hai ham ya moti aaj hoga jaane ja
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
jal ki pyas nahi hai apni pyas hai angin mukde
ham hai panchi pream dagar ke pith pe lade dukhde
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega
ham ko pyas lagi hai jo bhi badal hoga wo janega