hai prachand aag aaj
ye zara tu jaan le
hai prachand aag aaj
ye zara tu jaan le
himmat se kaam lena
ye bakhubi maan le
chikhti pukarti ye zindagi
keh rahi hai honslon se kaam lo
hai prachand aag aaj
ye zara tu jaan le
sabr ki mashaal mein
insaaf ki lau jal rahi
aag pratishod ki
aaj jawla ban gayi
waqt jo kabhi aur tha
wohi chikh kar keh raha
saakh rakh kar dega
tandav ye kar raha
sabr ki mashaal mein
insaaf ki lau jal rhi
aag pratishod ki
aaj jawla ban gayi
waqt jo kabhi aur tha
wohi chikh kar keh rha
saakh rakh kar dega
tandav ye kar raha
hai prachand aag aaj
ye zara tu jaan le
himmat se kaam lena
ye bakhubi maan le
chikhti pukarti ye zindagi
keh rahi hai honslon se kaam lo
hai prachand aag aaj
ye zara tu jaan le
khuda tu ye sun le
kahte halaat jo
kaise tujhko kar dun bayan main
roti muskanein
khamoshi mein jeeti
zindagi ki meri ye raahein
khuda tu ye sun le
kahte halaat jo
kaise tujhko kar dun bayan main
roti muskanein
khamoshi mein jeeti
zindagi ki meri ye raahein
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
kismatein bhi meri
rooth gayi hain
mushkilon mein aa jee raha
ashak bhi mere
ab ro rahe hain
khushiyon se mujhko hai mila
khuda tu ye sun le
kahte halaat jo
kaise tujhko kar dun bayan main
roti muskanein
khamoshi mein jeeti
zindagi ki meri ye raahein
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
khuda tu sun le
matlabi duniya badi
hai farebi log yahan
insaniyat kho gayi
apno ki parwah kahan
matlabi duniya badi
hai farebi log yahan
insaniyat kho gayi
apno ki parwah kahan
na na na
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
raaste hain kahin laapta
mile na milegi mujhe
rutha hua hai saara aasmaan
so raha ankhon mein aasmaa
bhini bhini saanson mein hai
anjaani roothi huyi dastaan
manzil nahi dhoondhli sahi
rukna abhi mumkin nahi
baaki hai aag dil mein kahin
na na na
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
chhule shaam notyo fot
khwahishon ke pichhe pad gaya re
pad gaya ae fakira
ilam na toota re
toota na chand da patta
umeedon mein hai jee raha
maati ka putla dekho
ye duniya saari dekho ye kahan hai
jaane kahan hai ye khushiyan saari
rahmaniya man hi man re tham ja tu
rahmaniya man hi man re tham ja tu
vipda bhale hi lakhon aaye re
vipda bhale hi lakhon aaye re
rahmaniya man hi man re tham ja tu
rahmaniya man hi man re tham ja tu
allah hoo allah hoo re
allah hoo allah hoo
allah hoo allah hoo re
manmauji tu bada hai
raah pe jo chal pada tu
honslo se jeena tujhko
raaho se naa hatna tu
manmauji tu bada hai
raah pe jo chal pada tu
honslo se jeena tujhko
raaho se naa hatna tu
wo khuda bhi puchega ab re
bata teri kya hai raza ab
manmast fakira re tu rukna nahi
manmast fakira re tu rukna nahi
koshisho se tum naa haaro
koshisho se tum naa haaro
rahmaniya man hi man re tham ja tu
rahmaniya man hi man re tham ja tu