bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
raate bhi chandni din hai bahar ke
ho din hai bahar ke ho din hai bahar ke
dekho meri jholi mein ho phool khile pyar ke
ho phool khile pyar ke ho phool khile pyar ke
phool khile pyar ke
phool churana dhire dhire churana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
tu hai aajad panchhi aaj kaise aankhon mein
ho aaj kaise aankhon mein ho aaj kaise aankhon mein
pinjare ki maina hun kaise ud jaau main
ho kaise ud jaau main ho kaise ud jaau main
udna sikhana dhire dhire sikhana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
mahfil hai gair ki bhed kaise kholun main
ho bhed kaise kholun main ho bhed kaise kholun main
dil se to teri hun munh se kaise bolun main
ho munh se kaise bolun main munh se kaise bolun main
apni banana dhire dhire banana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
khata khata nahi hoti
khata khata nahi hoti koi jamane me
khata khata nahi hoti koi jamane me
sukh aansuo me nihar darde dil ke angare
sukh aansuo me nihar darde dil ke angare
ajab tamasha hai bhadki hai aag pani me
ajab tamasha hai bhadki hai aag pani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
bahata jata hai tufan bhi samay sansar
bahata jata hai tufan bhi samay sansar
na jane pahunchega kab kis jagah jamane
na jane pahunchega kab kis jagah jamane
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
humara hota hai anjam dekhiye kaisa
humara hota hai anjam dekhiye kaisa
kisi ne chain na paya jahan pani me
hue hai qaid mohabbat ki hukmrani me
khata khata nahi hoti
khata khata nahi hoti koi jamane me
jane ki kya hai jaldi jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
sun lo jo sun sako tum
sun lo jo sun sako tum
is dard ka fasana is dard ka fasana
jab the bahar ke din jhule pade huye the
fulo ki patiyo par moti jale huye the
fula fala tha mera chhota sa aashiyana
fula fala tha mera chhota sa aashiyana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana bhi chle jana
friyad kiye hai jag me ab kaid kar chuka hai
bulbul ude to kaise wo par katar chuka hai
aankho me fir rha hai gujara hua jamana
aankho me fir rha hai gujara hua jamana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
aansu jo bah rahe hai hai dekhne me pani
darbar se tatola har ashk hai kahani
matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana
matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya jaldi hai
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
jane ki kya jaldi hai
sukh ki raate thi sapana
sukh ki raate thi sapana
koi nahi ab apna
koi nahi ab apna
sukh ki raate
bhagya jo bigada sari duniyan
bigad gai bigad gayi
bhagya jo bigada sari duniyan
bigad gai bigad gayi
gai chandani jag ki subah
ujad gai ujad gayi
ab dukh ki dhoop mein hai sapna
sukh ki raate thi sapana
suni na jag ne sukh ki kahani
bujh gaye deepak sah ke ye pani
suni na jag ne sukh ki kahani
bujh gaye deepak sah ke ye pani
koi nahi ab apna koi nahi ab apna
sukh ki raate thi sapana
ek papiha dekha bavara is liye jal aaye
ek papiha dekha bavara is liye jal aaye
ruje chakora rota dekho ro ro dhyan gawaye
ruje chakora rota dekho ro ro dhyan gawaye
ye to aisa rog sakhi jo
ye to aisa rog sakhi jo
ang ang rch jaye
tut chuke jab man ke taar kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
tut chuke jab man ke taar
kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
bhitar se kya gaya jaye nikal rahi jab man se haye
bhitar se kya gaya jaye nikal rahi jab man se haye
aag lage ko kyun bhadkaye tutane de tera sansar
tut chuke jab man ke taar
rup jawani par ye fija ka kyun phirta hay kyun balkhata
dekh buthapa main hun subah ka dekh buthapa
dekh buthapa main hun subah ka
dekh buthapa main hun subah ka
do din ka hai rup nikhar
tut chuke jab man ke taar
kare ko suraj bhoure ko tare
chhup jate hai ant mein sare
kare ko suraj bhoure ko tare
chhup jate hai ant mein sare
jivan mein sabake adhiyare
jivan mein sabake adhiyare
ant ki ye sun le lalakar
ant ki ye sun le lalakar