aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum jis mitti ke ankur hai uski saan nirali hai
uski saan nirali hai uski saan nirali hai
uske kheto mein sona hai baago mein haryali hai
baago mein haryali hai baago mein haryali hai
dhan daulat se jyada uche dhan daulat se jyada unche
riste maa santan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
huwa humari dhup humari nir humara pawan hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is rakhi ke badle me tum desh ki raksha karna
desh drohiyo or bahar ke dusman se tum ladna
apne pyare bhaiya se
apne pyare bhaiya se, ye kahne ka adhikar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
kathin rah me ye rakhi hi degi sath tumhara
nek rah par chalte rahna hoga uday sitara
nek kam karne walo se o
nek kam karne walo se bagat me sansar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
beet gaye jo beet gaye dil beete din mat dekho
aane wale aise jan ho bas ye socho
kisi ek ke liye nahi hai
kisi ek ke liye nahi hai sabke liye bahar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
sach pucho to is dharti par bahno ki hai kami nahi
aage karo kalai apni apno ki hai kami nahi
bhai hai bujdar to uski
bhai hai bujdar to uski bahna bhi bujdar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
subah ka bhula sham ghar aaye to bhi chalo ganimat hai
dharti to sabki kahti hai ye ishwar ki niyat hai
balihari kache dhage ki
balihari kache dhage ki bahka ka udhar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is bandhan ki raksha karne wale log fale hai
bahan ke aashiwad pyar se kitne log badhe hai
bahna ka bhai ki khatir mamta or dular hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
isi kile se chatrpati ji
tut pade the dushman par
unka hi vaykitav ghumta raha
manakavi bhushan par
chatar pal ne kavi bhushan ko
ek anutha man diya ek anutha man diya
mantar mughd hai ye par sang bhi kitna pyara hai
mantar mughd hai ye par sang bhi
kitna pyara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai
isi bambai se gandhi ji tilak gokhle mahke the
sach pucho to angrejo ke pair yahi se ukhde the
aazadi lekar hi chode pran hamare bapu ne
pran hamare bapu ne aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai
hath me thi talwar
peeth par balak lekar nikli thi
aandhi or tufan se badhkar jhansi wali rani thi
rajguru sukhdev chandar sekhar ko
bhul nahi jana unko bhul nahi jana
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
agar chahte veer bhakat singh
le lete dushman ki jan
inkalab ka nara dene wale ki thi ye pahchan
vidya aur thi jivha apne
logo ne hi pran liya logo ne hi pran liya
bismilla asfak ulla se katil hara hai
bismilla asfak ulla se katil hara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
rana ke bacho ko roti ghas ki bhi to nahi mili
aasman ki chadar bistar pathrili hi jami mili
bandh saki na kabhi gulami ki
janjir rana ko ye janjire rana ko
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
neta ji ke hunkaro se angrejo ki nind udi
neta ji ke fauladi se sena thi yaro khub ladi
neta ji ka nam hamare khun ko garmi deta hai
khun ko garmi deta hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
nehru ji ne damandeep aur gova me aazadi li
sikkam ki janta ko indra gandhi ne aazadi di
rajwado ko prem sutar me
ballab bhai ne bandha ballab bhai ne bandha
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
pond raj ki durgawati rani bahadur thi
aadiwasiyo ki devi wo neta aur bhawani thi
tara ke the veer kuwar singh ji
sher babbar kahlate the sher babbar kahlate the
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
keral ke madhyam menan karnatak ke teepu sultan
tamil ke gopal kesh vanchi sunlo gunji thi shan
aur udisa ke murlidhar panda ka tum nam likho
panda ka tum nam likho
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
is ghar ka himgir rakshak hai
sagar ki uthti lahre amrit ki dhara bahti hai
ganga jamuna ke jal me kashmir ki hawa hamari
tabiyat ko rang jati hai tabiyat ko rang jati hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
lakho aur karodo ne jab tyag kiya sab kuch apna
tab jakar bharat maa ne pahna aazadi ka gahna
is gahne ki raksha bache budhe aur jawan kare
budhe aur jawan kare
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
shardha bhakti se naman karo
sab milkar un sab veero ko
khel gaye jo jan pe hanste hanste
veer sahido ko aazadi ki sanse un
sabki hi saman dharohar hai
sabki hi saman dharohar hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
aaya chhabbis january ka din raat bhi chamkegi
aaya chhabbis january ka din raat bhi chamkegi
gantantra divas ki bela, gantantra divas ki bela
ye dharti mehkegi, ye dharti mehkegi
ho ho hoho ho ho hoho ho
ek baat karni hai apno se, hai swarg bachana gairo se
dushman ka har kaam durbal hai, bachna gharse hajaro se
varna bahar ki phir koi takad aakar damkegi
ho aakar damkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi
taskar aur rishwat ko roke, karan hai desh me mahangai
bhasha hai sau aur parkiryata, ye aman ki jad ko khod rahi
ise band karao desh, ke kismat chamkegi
ho kismat chamkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi
yaha bante nahi the sui tak bhed, aaj banane lage hai chije sabhi
khushali ke path par hai hum sab, ye hai charche hamare mehnat ke
hai takad pe nirbal bekari, sar fategi to kismat chamkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi, ho raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi, ho raat bhi chamkegi
rone se kya hasil hoga aasu ponch ye maya hai
aasu ponch ye maya hai tuhi tu hai sab kuch mera
tere par meri chaya hai aasu ponch ye maya hai
beta kisi bhi dukhiya ka dil nahi dukhana sapne me
dosh kisi ka dhundne se tum pahle dhundna apne me
tum ye punay kamana bete maine yahi kamaya hai
aasu ponch ye maya hai
aasman ko nahi dekhna chalna jab tum raho me
pair tumhare nahi padenge biche hue un kato par
bhul na jana un bato ko jo maine samjhaya hai
aasu ponch ye maya hai
sukh ka bhed batane aata dukh sabke jiwan me
narayan ko hamne dekha jhopdiyo me nirdhan me
jo bhi din aaya haskar ke kata wo sukh paya hai
aasu ponch ye maya hai
kam usi ko kahte hai jisme yash ho kuch naam mile
chahe damdi bhar hi kyu na ho lekin inam mile
aur nahi to man ye bole chain mujhe ab aaya hai
aasu ponch ye maya hai
khate hai jiski thali me usme kar dete hai ched
jungle hai aise logo ka rakhna aiso se mat bhed
dur hi rahna maili ho jayegi kanchan kaya hai
aasu ponch ye maya hai
mana is mele me chor lutero ka hi jamghat hai
unko bhi ek din aana hai isi jagah ye marghat hai
kitno ko to jine ka dhang marghat ne hi sikhlaya hai
aasu ponch ye maya hai
rone se kya hasil hoga aasu ponch ye maya hai
aasu ponch ye maya hai tuhi tu hai sab kuch mera
tere par meri chaya hai aasu ponch ye maya hai
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi
ye gaya waqt to phir nahi aayega
pyar ki pyas hai bar bar aayega
aa mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi
aas par jina mai ab nahi chahta
sabar kar dhire chal
sang hai rashata
aaj mere sathi tujhko bula rahi hai
ye pyasi pyasi bahe
ye pyari pyari rahe
aa mere sathi