People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Yeh Raat Monalisa
Singer: Usha Uthup
Tag: Hindi
Video:
ye raat monalisa jaise sangin hai
aadhi khushi hai aadhi gamnagin hai
ye raat monalisa jaise sangin hai
aadhi khushi hai aadhi gamnagin hai

khidkiyo ke bahar girta kitna saara neer hai
aaj maano ?? bahot neer hai
samjhte ye khudko parinde hai par ye ud nahi sakte
kabhi pankho se fadfadate hai par ye ud nahi sakte

in shuturmurgo ki daasta to hamesha ki hai
padna nahi chahti hamesha apne shishe dhak leti hai
ye itne badsurat hai kya
kabhi pankho se fadfadate hai par ye ud nahi sakte

inki durtgulab ki haveliya hai
dekh inhe sukh hai
sunne me kaato ki saheliya hai

one two three four
kamjor se dilo pe muskane hai
udas muskane hai, mayus muskane hai
kamjor se dilo pe muskane hai
mayus muskane hai, udas muskane hai
thaki thaki si hai phir bhi ye chal rahi hai
samjhte ye khudko parinde hai par ye ud nahi sakte
kabhi pankho se fadfadate hai par ye ud nahi sakte

sehar tehar ko barsane ko hai
aur hosh masti ke scooter par sawar hai
sehar tehar ko barsane ko hai
aur hosh masti ke scooter par sawar hai
nada se nashe me jhum rahe hai
jaise ye koi nur hai kya
bhatak si nikalti aasane hai nazaro ke namaaj hai
Jhalkiyan(Reprise)
Tag: Hindi
Video:
ye malhar ki loriya hai, hans jaisi boliya hai
ik dibbe me bichhayi udaas se koso ki
ik dibbe me bichhayi udas se koso ki
udas se koso ki ye jhalkiya hai
jhalkiya hai, loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai

teri godd ko royi hu nindo me aansu lekar soyi hu
maa tu sapno me aajaiyyo ghar ghar khelungi yu hi maa
tu daliya apne haatho se khillaiyyo
maa tu sapno me aajaiyyo maa tu sapno me aajaiyyo
loriya hai, jhalkiya hai
loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai
jhalkiya
Sawalon Ki Godh Mein
Singer: Nejim Arshad
Tag: Hindi
Video:
sawalo ki godh me soya hua wo nanha sa andhera
mundi hui aankho par uski
abhi haath kisi ne hai chhod a
makhmal ki ungliya hai
suraj ki roshani ka angutha hai
falak hai kuchh roshani wale
falak hai palko ke tale
inhe janta hai gaya to
kahi andhera jaag na jaye
jaag na jaye, jaag na jaye
jaag na jaye

har gush se iske naksh khile huye to
sune mahal ban jayenge
kamjor si khumari thand jab ban jayegi
kamjor si khumari thand jab ban jayegi
ise rahne do ise sone do
bas sone do rahne do
ise rehne do ise sone do
bas sone do rehne do

galib ki duniya wali dua hai
ise rahne do ise sone do
Bajao Zor Se Taali-2
Tag: Hindi
Video:
dil waale bose udaao maddham si hansi girao
buth kyun bane pade ho rindh sa mahek jaao
kaath me gaad do killi maachis par ghis do tilli
yu to pheeki thi hawa maine kaifi kar daali
paunchh ghaflat ki laali bajao zor se taali

gam ko de dena gaali bajaao zor se taali
taali ke baad taali bajaao zor se taali

hai saat makaan sargam ke inme rehte sufi hai
mere yaar hai, dildaar hai
rooh ki tafri, zam-zam ki gaar hai
har dhun ko ishqe waali phasle baati hai
hotho se sehla-sehla nazani ki baaliya kaati hai

ha bulla ke harfo par marne wali bawli matwali
bajao zor se taali
ha Shehad ki shehar waali bajao zor se taali
taali ke baad taali bajao zor se taali


?????
aasma tak thi pareshani
geeto ka itt laga apni khudi hai pehchani
???? nadi mausaki ho to
maujo ke baap ke maali bajao zor se taali
taali ke baad taali bajao zor se taali

Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai
Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai
ye qawalli wali baat hai purani dilli ki baraat hai

gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
bulbul tha maajhi mera kaala majhi
nahi ban paaya main phir se haaji

bula lo khuda, bula lo qaazi
nikaah ke liye khudai ko kar lunga main raazi
main mehfil ka mawaali bajao zor se taali

paunchh ghaflat ki laali bajaao zor se taali
ha taali ke baad taali bajao zor se taali
Bajao Zor Se Taali-1
Tag: Hindi
Video:
dil waale bose udaao maddham si hansi girao
buth kyun bane pade ho rindh sa mahek jaao
kaath me gaad do killi maachis par ghis do tilli
yu to pheeki thi hawa maine kaifi kar daali
paunchh ghaflat ki laali bajao zor se taali

gam ko de dena gaali bajaao zor se taali
taali ke baad taali bajaao zor se taali

hai saat makaan sargam ke inme rehte sufi hai
mere yaar hai, dildaar hai
rooh ki tafri, zam-zam ki gaar hai
har dhun ko ishqe waali phasle baati hai
hotho se sehla-sehla nazini ki baaliya kaati hai

ha bulla ke harfo par marne wali bawli matwali
bajao zor se taali
ha Shehad ki shehar waali bajao zor se taali
taali ke baad taali bajao zor se taali

Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai
Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai
ye qawalli wali baat hai purani dilli ki baraat hai

gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
bulbul tha maajhi mera kaala majhi
nahi ban paaya main phir se haaji

bula lo khuda, bula lo qaazi
nikaah ke liye khudai ko kar lunga main raazi
main mehfil ka mawaali bajao zor se taali

paunchh ghaflat ki laali bajaao zor se taali
ha taali ke baad taali bajao zor se taali
Ye Manhar Ki Loriya
Tag: Hindi
Video:
ye malhar ki loriya hai, hans jaisi boliya hai
ik dibbe me bichhayi udaas se koso ki
udaas se koso ki ye jhalkiya hai
jhalkiyan hai, loriya hai
jhalkiyan hai, loriya hai

teri godh ko roya hu neendo me aansu lekar soya hu
maa tu sapno me aajaiyyo ghar ghar khelunga yu hi maa
tu daliya apne haatho se khillaiyyo
maa sapno me aajaiyyo, sapno me aajaiyyo

loriya hai, loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai
loriya hai, loriya hai

gaandhi itna sa zara bata de
gar tu main hota to kya karta
tu ek gaal par laal chhape to duja aage karta
duje par bhi jo laal chhape phir kya tu karta
bata gandhi bata gandhi batana

ik chadar hai bistar par leti hui hai
khamosh hai gudmud hone ko mar rahi hai
rati hai bekapada hai dekh rahi hai
mehakne ka intzar kar rahi hai
na chadar ko silvate de saka
na rati ko mehka paya
gulmohar ke aangan se maili si kali le aaya
jaante hai khamosh hai rati hai

??? nehlata hu, terta salil hai
lahu ka fuvara hai
ajib sa gulka pada hai
dimag se dil talak sa
dimag se dil talak sa sab kona hai
jhalkiya hai, loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai
jhalkiya hai, loriya hai
loriya loriya