gori o
are mar gaye mar gaye phokat me ham koyi toh hamko liyo bachay
aisa tir chala mere dil par jiski mar sahi na jay
aisa tir chala mere dil par jiski mar sahi na jay
dil ki bat atak gayi dil me muh se hay kahi na jay
tere nain pe kavita likhe kalam tut ke reh-reh jay
teri julf ki bat chale toh bin badal barkha ho jay
aisa tir chala mere dil par jiski mar sahi na jay
gori o
are mar gaye mar gaye phokat me ham koyi toh hamko liyo bachay
teri chal ki kya misal de hirni nagin bhi sharmay
mere dil pe giri bijliya kamar pe jab choti lehray
teri rup ki dhup ke aage darpan bhi tukde ho jay
tere badan ki mehak se gori chandan bhi phika pad jay
aisa tir chala mere dil par jiski mar sahi na jay
gori o
are mar gaye mar gaye phokat me ham koyi toh hamko liyo bachay
kaliyo ki hai tu shehjadi phulo ki mallika kehlay
har ek chaman me charcha tera har bhanvra tere gun gay
jitni bhi tarif kare ham utni hi kam padti jay
abb toh ang laga le mujhko mera janam safal ho jay
aisa tir chala mere dil par jiski mar sahi na jay
chhore oh
are mar gaye mar gaye phokat me ham koyi toh hamko liyo bachay
teri mithi bate sunkar dhero misri ghul-ghul jay
mai divani ho gayi teri tune mujhko diya fasay
teri mithi bate sunkar dhero misri ghul-ghul jay
chhore oh
prem dagar kato se bhari hain ham dete hain tujhe batay
pyar ke raste pe le jake kahi tu hamko bhul na jay
pyar ke raste pe le jake kahi tu hamko bhul na jay
hay yeh tune kya keh dala pran jaye par wachan na jay
ek janam ki bat chhod tu denge sato janam nibhay
abb toh ang laga le mujhko mera janam safal ho jay
abb toh ang laga le mujhko mera janam safal ho jay
aisa tir chala mere dil par, jiski mar sahi na jay
dil ki bat atak gayi dil me muh se hay kahi na jay
gori o, chhore ho
arey bhai, mere bandhu, mere bhai, mere aana
yeh lallu kya kehta hai hamko batana
jahan tak meri najar ja rahi hai
yeh ginti me kahe khata kha rahi hai
yeh unis mujhe leke dubega bhaiyya
aur ikkis kahe mujhe tadpa rahi hai
arey bitch ki mindi kidhar gayi, idhar gayi ya udhar gayi
kis khadde me utar gayi, jane bhi do jidhar gayi
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
jara bat khul key toh samjha do bhai
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
jara bat khul key toh samjha do bhai
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam ho naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
jara theharana bhaisab wat non-sense
arey rey rey rey aap toh hai memsab
kaa kare ham bahut confuse hu, jara rukiya memsab u shut up
maf karna aap toh hai bhaisab, kaa kare ham bahut confuse hu
yeh kaisa gajab hain jagat kaa achamba
jise kil samjho nikalta hai khamba
yeh kaisa gajab hain jagat kaa achamba
jise kil samjho nikalta hai khamba
yeh ladki ne ladke ki pakdi kalayi
ya ladke ne ladki patai hai bhai
koyi toh bataye yeh nar hai yah mada
koyi toh bataye yeh nar hai yah mada
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
jara bat khul key toh samjha do bhai
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
unnis aur ikkis yane key naues sikka
boss kya no bataya abhi lagake aaya
ah ha gate toh achha ho guru par, iss line me kabse ho shuru
abhi iss jagah pehli hi bar aaye, badi minnaton se gaye hai bulaye
abhi iss jagah pehli hi bar aaye, badi minnaton se gaye hai bulaye
yeh ginti key chakkar me jabse pade hain
jaha se chale the wahi peh khade hai
akal kaa nikalne laga hai burada
akal kaa nikalne laga hai burada
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
jara bat khul key toh samjha do bhayi
mai hu bhola bhala mai hu sidha sadha
naa unnis se kam hu naa ikkis se jyada
divano kaa najane kya hai irada
arey bitch ki mindi kidhar gayi, idhar gayi ya udhar gayi
kis khadde me utar gayi, jane bhi do jidhar gayi
kuch ladke kuch ladkiyo ki hui ikathi bhid
aisa nacha nach ke bhaiya ho gayi man ko peed
ho gayi man ko peed hua dil bada udasha
bap bajaye saj to bitiya hai rakasha
ye nach wach kya hai
ye nach wach kya hai ye kya gana bajana
kuch paglo ne mahfil bana di pagal khana
ye nach wach kya hai
bada kasth dete ho patli kamar ko
haay patli kamar ko
jara dekhiye aap apni hi umar ko
ho apni hi umar ko
use nach kahiye jo madhosh kar de
bichade jami par sabhi ki najar ko
sabhi ki najar ko
ye nach gana hamko aisa lagta hai
jaise diwano ka apas me bair ho purana
ye nach wach kya hai
saram karo dub maro
mohabbat kanhaiya se radha ne ki thi
magar us mohabbat me kya sadgi thi
jami aasma ka
jami aasma ka farak ho gaya hai
insa ka beda garak ho gaya hai
garak ho gaya hai
bata de koi hamko nahi bata sakoge
bata de koi hamko samjhade koi hamko
hai kaun isme shama or kaun hai parwana
ye nach wach kya hai
na maszid ka charcha na mandir ki bate
na maszid ka charcha na mandir ki bate
ujale hai puraw ke paschim ki rate
ye kaisa nasha hai ye kaisa nasha hai
ye kaisa guman
ye begani rasme ye jalan bhi udhar
jalan bhi udhar
wo sadiyo purani haamri nishani
tumhari dua se bani hai nishana
bani hai nishana
ye nach wach kya hai ye nach wach kya hai
ye kya gana bajana
kuch paglo ne mahfil bana di pagal khana
banadi pagal khana bana di pagal khana
prem pujaran aanchal me mamta bharke layi re
jaago hey ghanshyam yashoda tumhe jagane aayi re
prem pujaran maang me bharke
prem pujaran maang me bharke
bhor ki laali layi re
gale lagalo shyam ke radha
sharan tihari aayi re
aayi re prem pujaran
tori preet ke
tori preet ke lahrate sagar me
umang ki gagar
sada sharan me rakhiyo se humko
tajiyo na girdhar nagar
janam janam tak sath raho bankar tori parchhayi re
aayi re prem pujaran maang me bharke
bhor ki laali layi re
gale lagalo shyam ke radha
sharan tihari aayi re
aayi re prem pujaran
hum nirgun hai
hum nirgun hai kya jane gun tere
kya jane teri maya
andhiyare me bhatke huyo ko tune path darshaya
humko bhi ujiyara dede
tu parwat main raahi re
aayi re prem pujaran maang me bharke
bhor ki laali layi re
gale lagalo shyam ke radha
sharan tihari aayi re
aayi re prem pujaran
dil todane walo ki mehfil me aa gaya hu
kaise duwaye du mai badi mushkil me aa gaya hu
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara
na ehasas hota kushi me kushi ka
na ehasas hota kushi me kushi ka
na mahasus hota ye gam jindagi ka
wo pritam ki galiya nahi na sahi
mukaddar me kaliyan nahi na sahi
ye chun-chun ke kanto ki mala na pirota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara
hai kagaj ke phulo ka ye gulistan
hai kagaj ke phulo ka ye gulistan
mahak inki nakali hai nakali fijan
sitamagar tujhe bevafa janata
agar teri najaro ko pahachanta
gharaunde mai sapno ke kyon kar sanjota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara
jadugar jadugar, jadugar goga goga
mai jadugar, hai mera naam goga, ha mujh jaisa nahi, koi hoga
mai jadugar, hai mera naam goga, ha mujh jaisa nahi, koi hoga
aapke shehar me hai, pehla tamasha mera
dekhkar boliye hai, mere bare me aapki raye kya
mai jadugar jadugar, hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi, koi hoga
are jo mai hu, aap samjhe nahi
jo aap samjhe hai, wo mai nahi, jo aap samjhe hai, wo mai nahi
jo mai hu aap samjhe nahi, jo aap samjhe hai, wo mai nahi
jo aap dekhenge, najaro ka dhokha, tamasha hai, do hatho ka
mai jadugar jadugar, mai jadugar hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi koi hoga, hua nahi hoga nahi koi aisa
jadugar jaisa jadugar hai goga goga
jadugar jadugar jadugar jadugar
husn ki mehfile mai, saja du yaha
aasma se pari mai, bula du yaha
dekhiye kya karishme, dikhata hu mai
kaise laila ko, majnu banata hu mai
jo aap dekhenge nazaro ka dhokha, tamasha hai do hatho ka
mai jadugar jadugar, mai jadugar hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi koi hoga, huwa nahi hoga nahi koi aisa
jadugar jaisa jadugar hai goga goga
jadugar jadugar jadugar jadugar
aisi zanzir ab tak, bani hi nahi
bandh le jo mujhe, rok le jo kahi
todkar sari zanzir dikhlaunga
band talo se bahar nikal aaunga
pal bhar me hoga yakin aapko, janeman meri in baato ka
mai jadugar jadugar, mai jadugar hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi koi hoga, hua nahi hoga nahi koi aisa
jadugar jaisa jadugar hai goga goga
jadugar jadugar jadugar jadugar
meri aavaj sunkar, mujhe dhundhiye
mai kaha hu kidhar, hu jara dekhiye
mai abhi tha vaha, mai abhi hu yaha
hai jagah kon si, mai nahi hu jaha
yaaro mai kaise yaha se vaha, vaha se yaha aa gaya
mai jadugar jadugar, mai jadugar hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi koi hoga
aapke shehar me hai, pehla tamasha mera
dekhkar boliye hai, mere bare me aapki raye kya
mai jadugar jadugar, hai mera naam goga
ha mujh jaisa nahi koi hoga, huwa nahi hoga nahi koi aisa
jadugar jaisa jadugar hai, goga goga
jadugar jadugar jadugar jadugar
mai jadugar, hai tera naam goga
ha tujh jaisa nahi koi hoga, huwa nahi hoga nahi koi aisa
jadugar jaisa jadugar hai, goga goga
jadugar jadugar jadugar jadugar
arey aaj kanhaiya dekhenge aur nachegi radha
aur nachegi radha
ham aaye hai yar se karke ye paka vada
ha ha ye paka vada
apna rasta rok sakegi ab na koi badha
ha ha ab na koi badha
arey aaj kanhaiya dekhenge aur nachegi radha
aur nachegi radha
chhun chhananananan chhum chhum chhum
arey ho jao shuru
ha nach meri radha jara joro se nach
nach meri radha jara joro se nach
purab se nach radha pashchim se nach
ha purab se nach radha pashchim se nach
uttar se nach radha daxin se nach
charon dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se aaj
nach meri radha jara joro se nach
nachungi balkha ke lahara ke aaj
sang tumhare mujhe kahe ki laj
nachegi radha joro shoro se aaj
nach meri radha jara joro se nach
ha nach meri radha jara joro se nach
radha aa aa radha
radha apne rup ka aisa mantar mar
chamatkar karne valo ka ho jaye bantadhar
chhal valo ko bal se maro bal valo ko chhal se
chhal valo ko bal se maro bal valo ko chhal se
kitni bhi mushkil ho baji jit lo yaha akal se
ha ha jit lo yaha akal se
hey ungali pe jo yaha sabko nachaye
hame usko nachana padega
hame usko nachana padega
ha ha ha ha akal ke andho ko jo rasta dikhaye
use raste pe lana padega
ha use raste pe lana padega
parda utha nkali cheharo se aaj
pahana de julmo ko kanto ka taj
jinko hai apne karishmo pe naj
khul jaye unke karishmo ka raj
ha charo dishao charo auro se nach
nach meri radha, jara joro se nach
nach meri radha, jara joro se nach
krishna krishna, krishna krishna
mai teri kathaputali krishna
mai teri kathaputali krishna jaise nachaye nachu
jaise nachaye nachu
tujhme mai hu mujhme tu hai
tujhme mai hu mujhme tu hai, tere bina mai kya hu
tere bina mai kya hu
jo aasmano me udata phire, use dharati pe lana padega
use dharati pe lana padega
ha khudko jo bhagvan sabka bataye
use insa banana padega, ha use insa banana padega
dhokhe pe dhokhe jo de dhokhebaj
kab tak karega dilo pe wo raj, tute bharam ke rasmo rivaj
jal jaye chhal kaye chhaliya sawal
ha charo dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se nach
nach meri radha jara joro se nach
barbadi aye gulshan ki khatir, bas ek hi ullu kafi hai
har sakh pe ullu baithe hai, anjame gulista ka hoiye
anjame gulista jo hoiye, anjame gulista ka hoiye
uh bad ma dekha jayega, shuruat bhai hai abhi abhi
shuruat bhai hai abhi abhi
arey maja to bad me aayega, ha ha maja to bad me ayega
hey jo apne gulshan ka dushman bana ho
hume usko mitana padega, hume usko mitana padega
arey ka leke aaya sath ka leke jaye sath
sab chhod jana padega, ha ha sab chhod jana padega
arey rani yu jhankoro se nach
tufa chura ke hiloro se nach
takra ke julmi lutero se nach
choro ke sath joro soro se nach
charo dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se nach
nach nach meri radha jara joro se nach
ha joro se nach ha, ha joro se nach ha
jhankar payal ki tose vinti kare jhankar
jhankar payal ki tose vinti kare jhankar
preet ke moti pirone se pehle
sapno ki mala toot gayi
raat khushi ki aane se pehle
deep se jyoti ruth gayi ab tadpe birhan aise
ghayal hirni ho jaise charo taraf andhiyar
jhankar payal ki tose vinti kare jhankar
pao me mehndi raho me kate
fir bhi sada muskurati rahi
gin gin ke mare takdir ne
man ko mai dheer bandhati rahi
saanso ka tar bole mathe ka singar bole
ujda basa de sansar
jhankar payal ki tose vinti kare jhankar