kahne ki aarzoo hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Aanch
kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
milte hi ho gaya hai hume pyar aap se
haye kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
sabkuch to apse meri najaro ne kah diya
sabkuch to apse meri najaro ne kah diya
ab haal kya chupau mai dildar aapse
milte hi ho gaya hai hume pyar aapse
haye kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
khwabo ke daur me hi to aksar mile hai hum
khwabo ke daur me hi to aksar mile hai hum
na jaane kaise ho gaya ikrar aapse
milte hi ho gaya hai hume pyar aapse
haye kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
haye kahne ki aarzoo hai ye ek baar aapse
ae sanam tum hi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Ae-Sa
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
mangte hai tumhe din rat hum duao me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
kitne rangeen mohabbat bhare lamhe honge
kitne rangeen mohabbat bhare lamhe honge lamhe honge
chodd ke sharm jab aaogi meri baho me
chodd ke sharm jab aaogi meri baho me
mangte hai tumhe din rat hum duwao me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
ab to kuch yaad nahi hai teri chahat ke siva
ab to kuch yaad nahi hai teri chahat ke siva
teri chahat ke siva har ghadi tere hi jalwe
hai meri aankho me har ghadi tere hi jalwe
mangte hai tumhe din rat hum duwao me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
mahki tanhayi me chahat bhare dil dhadkenge
mahki tanhayi me chahat bhare dil dhadkenge dil dhadkenge
phul khil jayenge arman bhari raho me
phul khil jayenge arman bhari raho me
mangte hai tumhe din rat hum duwao me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me
aanchal tera dhalka hua
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Aanch
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
bas ek jhalak dekh ke bas ek jalak dekh ke
hum ho gaye pagal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
jab julf teri khul ke bikhar jati hai jaanam
jab julf teri khul ke bikhar jati hai jaanam
lagta hai ki barsat me fir aaye ho badal
bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke
hum ho gaye pagal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
diwana banta hai tera rup salona
diwana banta hai tera rup salona
mastana banati hai tere panv ki payal
bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke
bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
lagta hai mujhe chand bhi ab chehra tumhara
lagta hai mujhe chand bhi ab chehra tumhara
har samay najar aati hai tu hi mujhe harpal
bas ek jalak dekh ke bas ek jalak dekh ke
bas ek jalak dekh ke hum ho gaye pagal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
aanchal tera dhalka hua bikhra hua kajal
dil ko beikhtiyar kar na sake
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Dil-K
dil ko beikhtiyar kar na sake
dil ko beikhtiyar kar na sake
unki najro se pyar kar na sake
dil ko beikhtiyar kar na sake
unse aankhe bhi char
unse aankhe bhi char kar na sake
unse aankhe bhi char kar na sake
dil ko hum bekarar kar na sake
unki najro se pyar kar na sake
dil ko beikhtiyar kar na sake
unke kuche ke log
unke kuche ke log jaan hi gaye
unke kuche ke log jaan hi gaye
banke anjan pyar kar na sake
unki najro se pyar kar na sake
tumhara pyar mujhe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Tumha
tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai
tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai
mai dhundhta tha jise tu vahi sahara hai
tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai
hasin lakho mile sirf tum pe dil aaya
hasin lakho mile sirf tum pe dil aaya
tumhare vaste tumhare vaste marna bhi ganwara hai
mai dhundhta tha jise tu vahi sahara hai
tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai
wafa ki rah me
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal-Tera-Dhalka-Hua/Wafa-
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga
tumhari mang sitaro se mai saja dunga
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga
tum aisa phul jisko gulab kahte hai
tum aisa phul jisko gulab kahte hai
tum aisa roop ho hum aaftab kahte hai
tumhare pyar me ye jindagi luta dunga
tumhari mang sitaro se mai saja dunga
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga
mai apne hath se dulhan tumhe banaunga
mai apne hath se dulhan tumhe banaunga
tumahri mang me sindur bhi sjaunga
ye mera pyar kaha tak hai mai dikha dunga
tumhari mang sitaro se mai saja dunga
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga