jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
sautan ke ghare aavat jaavat
sautan ke ghare aavat jaavat
birhan ke man aag lagavat
birhan ke man aag lagavat
sab log sataiho humari gali aaike
sab log sataiho humari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
khuda khush rakhe dil me dard ban ke aane waale ko
khuda khush rakhe dil me dard ban ke aane waale ko
zamane bhar ki raahat de
mere tadpaane waale ko
zamane bhar ki raahat de
mere tadpaane waale ko
lagan jab se lagi hai
raj-o-gam milta hai khaane ko
kisi din to tum aa jaao
lagi dil ki bujhaane ko
kisi din to tum aa jaao
lagi dil ki bujhaane ko
bada sukh pahiho umaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
koi mar jaye us ki bala se
koi mar jaye us ki bala se
wo na denge kisi ko dilasha
wo na denge kisi ko dilasha
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
nain mila lo dil ko dua lo
nain mila lo dil ko dua lo
ye ja raha hai ab to sambhalo
ye ja raha hai ab to sambhalo
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
aaja sajan yahi do din hai pyaar ke
o pyaar ke o pyaar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
humne tumhari yaad me ab tak
humne tumhari yaad me ab tak
palko pe chun chun ke aansu ke deepak
palko pe chun chun ke aansu ke deepak
kitne jalaye chiraag intjaar ke
o chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
ab chaho na chaho tumhari marji
ab chaho na chaho tumhari marji
main to ban gayi tumhari umar bhar ki
main to ban gayi tumhari umar bhar ki
charche hai ghar ghar me tere mere pyaar ke
o pyaar ke o pyaar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
galiyaan hai suni, suni hai raahe
galiyaan hai suni, suni hai raahe
baithi hun raahon me aakhen bichhaye
baithi hun raahon me aakhen bichhaye
jaise tumhari apna sab kuch haar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
chhai ghata din aaye bahar ke
kuch jaan na thi pahchaan na thi
hum unse mohabbat kar baithe
kuch jaan na thi pahchaan na thi
hum unse mohabbat kar baithe
nadaan jawani ka sauda
hum dil ki badolat kar baithe
ab chain nahi araam nahi
har baat hai unki yaad hume
ab chain nahi araam nahi
har baat hai unki yaad hume
aankho me tadapte hai aansu
do din me ye halat kar baithe
kuch jaan na thi pahchaan na thi
hum unse mohabbat kar baithe
murjha gai hontho ki kaliyaan
hasne ka jamana beet gaya
murjha gai hontho ki kaliyaan
hasne ka jamana beet gaya
aaja mujh par marne waale
ab milne se nafrat kar baithe
kuch jaan na thi pahchaan na thi
hum unse mohabbat kar baithe
tumko main bade maje ki sunau kahani
tumko main bade maje ki sunau kahani
tum sun lo, sun lo, sun lo
ye bade maje ki kahani
kahti chu kahti chu kahti chu chu chu
chu chu chu chu chu
tumko main bade maje ki sunau kahani
rahti thi kisi gaanv me ek rup ki rani
rahti thi kisi gaanv me ek rup ki rani
wo hansti thi to aa jati thi phulo par jawani
tumko main bade maje ki sunau kahani
kahani kya hai
yuvraaj giraftar ko ek daku ki nikla
wo rup ki rani se mila bhesh tha badla
aur phir, phir
rani ho gayi yuvraaj ki surat pe diwani
rani ho gayi yuvraaj ki surat pe diwani
tum sun lo, sun lo, sun lo
ye bade maje ki kahani
kahti chu kahti chu kahti chu chu chu
chu chu chu chu chu
tumko main bade maje ki sunau kahani
phir kya hua
yuvraaj ko naukar samajh itna na socha
aji itna na socha
daku jo pakad lega wo chuha to nahi hoga
aur kaam uska hai ye jiski ho talvaar me pani
kaam uska hai ye jiski ho talvaar me pani
tum sun lo, sun lo, sun lo
ye bade maje ki kahani
kahti chu kahti chu kahti chu chu chu
chu chu chu chu chu
tumko main bade maje ki sunau kahani