main sharabi hun laao pilwaao
main sharabi hun khub chhalkaao
main sharabi hun
main sharabi hun
nikalna farsh se aadam ka sunke
aaye the lekin
bahut beaabru hokar tere kothe se hum chale
hans rahe hai sharab ke pyaale
jhum kar pi rahe hai matwale
tum bade aaye rokne wale
o tum bade aaye rokne wale
dur hat ja
main sharabi hun
main sharabi hun
peeke hum tum jo chale
jhumke maikhane se
chhup ke kuch baat kahi
haay chhup ke kuch baat kahi
shishe se paimaane se
main sharabi hun
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
aakhir is dard ki dawaa kya hai
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
humko unse wafaa ki hai umeed
humko unse wafaa ki hai umeed
humko unse wafaa ki hai umeed
jo nahi jaante wafaa kya hai
jo nahi jaante wafaa kya hai
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
jaan tum par nisaar karta hu
jaan tum par nisaar karta hu
jaan tum par nisaar karta hu
main nahi jaanta duaa kya hai
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
maine maana ke kuchh nahi ghalib
maine maana ke kuchh nahi ghalib
muft haath aaye toh bura kya hai
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
dil e nadaan tujhe huwa kya hai
aag ka dariya doob ke jaana
ishq nahi aasaan, aasaan ho
ishq nahi aasaan
dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
aakhir iss dard ki dava kya hai
dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
humko unse wafaa ki hai umeed
humko unse wafaa ki hai umeed
humko unse wafaa ki hai umeed
jo nahi jaante wafa kya hai
jo nahi jaante wafa kya hai
dil-e-nadaan tuje hua kya hai
jaan tum par nisaar karta hu
jaan tum par nisaar karta hu
jaan tum par nisaar karta hu
main nahi jaanta dua kya hai
main nahi jaanta dua kya hai
main nahi jaanta dua kya hai
dil-e-nadaan tuje hua kya hai
aag ka dariya doob ke jaana
ishq nahi aasaan, aasaan ho
ishq nahi aasaan
maine maana ke kuch nahi ghalib
maine maana ke kuch nahi ghalib
muft haath aaye to bura kya hai
muft haath aaye to bura kya hai
dil-e-nadaan tuje hua kya hai
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
agar aur jite rahte
agar aur jite rahte, yahi intazar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat
tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
is khushi se mar na jate
is khushi se mar na jate agar etabar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat
ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
koi chara saz hota
koi chara saz hota, koi gam gusar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat
koi ummid par nahi aati
koi surat nazar nahi aati
koi ummid par nahi aati
koi surat nazar nahi aati
maut ka ek din muayil hai
maut ka ek din muayil hai
nind kyu rat par nahi aati
o maut ka ek din muayil hai
nind kyu rat par nahi aati
aage aati thi hale dil pe hasi
aage aati thi hale dil pe hasi
ab kisi baat par nahi aati
aage aati thi hale dil pe hasi
ab kisi baat par nahi aati
koi umid par nahi aati
koi surat najar nahi aati
janta hu sada betako johar
par kabhi ak idhar nahi aati
janta hu sada betako johar
par kabhi ak idhar nahi aati
hai kuch aisi baat jo chup hu
hai kuch aisi baat jo chup hu
varna kya baat kar nahi aati
hai kuch aisi baat jo chup hu
varna kya baat kar nahi aati
koi ummid par nahi aati
koi surat najar nahi aati
ham waha jaha se hamko bhi
kuch hamari khabar nahi aati
ham waha jaha se hamko bhi
kuch hamari khabar nahi aati
kaba kis muh se jaoge galib
sharm tumko magar nahi aati
kaba kis muh se jaoge galib
sharm tumko magar nahi aati
kaba kis muh se jaoge galib
kaba kis muh se jaoge galib
shram tumko magar nahi aati
koi ummid bhar nahi aati
koi ummid bhar nahi aati
koi surat najar nahi aati
koi ummid bhar nahi aati
koi ummid
maut ka ek din muaiyan hai
maut ka ek din muaiyan hai
maut ka ek din muaiyan hai
nind kyu raat bhar nahi aati
nind kyu raat bhar nahi aati
koi surat najar nahi aati
koi ummid
aage aati thi hale dil pe hasi
aage aati thi hale dil pe hasi
aage aati thi hale dil pe hasi
ab kisi baat par nahi aati
ab kisi baat par nahi aati
koi ummid bhar nahi aati
hai kuch aisi hi baat
jo chup hu
hai kuch aisi hi baat
jo chup hu
hai kuch aisi hi baat
jo chup hu
varna kya baat
varna kya baat
varna kya baat kar nahi aati
varna kya baat kar nahi aati
koi surat najar nahi aati
koi ummid bhar nahi aati
koi ummid bhar nahi aati