preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo
ye jane sab kyo
neha laga ke pachhtana kya
neha laga ke pachhtana kya
preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo
neha laga ke pachhtana kya
neha laga ke pachhtana kya
ghar ka deepak aag lagata
mitha badal dard bhadata
bijli se dar jana kya
neha laga ke pachhtana kya
dur rahke majbur rahe jo
pas me aakar dur rahe jo
aiso ko dard sunana kya
neha laga ke pachhtana kya
jakar ke jo phir na aaye
ram kare wo chain na paye
jane walo ko bulana kya
neha laga ke pachhtana kya
preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo
neha laga ke pachhtana kya
agar dil ke taaro pe main chhed sakta
nayi zindagi ka naya sa tarana
agar dil ke taaro pe
na manzil ki chahat mere dil me hoti
na manzil ki chahat mere dil me hoti
meri pyas ulfat ke nagmo me hoti
mere nakshe pahi
mere nakshe pahi batate thikana
agar dil ke taaro pe
main lahro ke hatho me patwar dekar
jo baste hai dil me unhe sath lekar
bahut dur sahil se le jata kashti
na wo rahte wo aur na main meri hasti
na wo rahte wo aur na main meri hasti
magar haye
adhura rahega apna fasana
nayi zindagi ka naya sa tarana
nayi zindagi ka naya sa tarana
agar dil ke taaro pe
albeli ek naar
albeli ek naar liye ankhiyo me pyar
albeli ek naar liye ankhiyo me pyar
chali piya se milan aaj karke singaar
chali piya se milan aaj karke singaar
albeli ek naar liye ankhiyo me pyar
albeli ek naar
ang ang me bhari jawani
chhlak chhlak jaye jivan pyali
madhur milan ki aashao me
madhur milan ki aashao me
naach rahi hai matwali
naach rahi hai matwali
wo to tan man me aaj bhare dular
albeli ek naar liye ankhiyo me pyar
albeli ek naar
chand bhari jhilmil ye suhani ratiya
ye suhani ratiya
chand bhari jhilmil ye suhani ratiya
ye suhani ratiya
dur khada koi haye kare mithi batiya
dur khada koi haye kare mithi batiya
ye suhani ratiya, ye suhani ratiya
ghunghat ud ud jaye nigoda
duniya ka man ghan ke tuta
laaj sharam ka nata rishta
laaj sharam ka nata rishta
diwani se hai chhuta
diwani se hai chhuta
wo to vyakul thi layi doli na kaha
albeli ek naar liye ankhiyo me pyar
albeli ek naar
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
o tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
maan bhara abhiman bhara wo
ladki se na bole
maan bhara abhiman bhara wo
ladki se na bole
aankho hi aankho me pagli
mithe sapne taule
aankho hi aankho me pagli
mithe sapne taule
dil ki baat chhupaye dil me
kisi ki begani haye
dil ki baat chhupaye dil me
kisi ki begani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
bachapn ke wo sathi dono
ho gaye the dur, dur
bachapn ke wo sathi dono
ho gaye the dur
khadi rahi wo luti luti
milne se majbur
khadi rahi wo luti luti
milne se majbur
bhule se wo raahi dono
mil gaye the haye
bhule se wo raahi dono
mil gaye the haye
rajkumar bana tha raja
pahchana na jaye
ruth gayi bachpan ki preeti
rah gayi peer nishani haye
ruth gayi bachpan ki preeti
rah gayi peer nishani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
haye sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani