meri jaan hai tu ye jaane jaa
meri jaan hai tu ye jaane jaa
jaan bina mai kaise jiyu
tere dam se hai pehchaan meri
pehchaan bina me kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
mazhab to pyaar sikhaata hai
mazhab to pyaar sikhaata hai
phir milne me majburi kyu
diwaar uthe kyu rasmo ki
diwaar uthe kyu rasmo ki
he jismo jaaan me duri kyu
is dil ko hai armaan tera
armaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
meri jaan hai tu ye jaane jaa
tera chehara dekh ke din nikale
tera chehara dekh ke din nikale
teri palko me shame dhalti hai
is dil me dhadkan tujhse hai
is dil me dhadkan tujhse hai
tere naam se saanse chalti hai
ye jiwan hai ehsaas tera
ye jiwan hai ehsaas tera
ehsaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
meri jaan hai tu ye jaane jaa
jaan bina mai kaise jiyu
tere dam se hai pehchaan meri
pehchaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
meri jaan hai tu ye jaane jaa
meri jaan hai tu ye jaane jaa
jaan bina mai kaise jiyu
tere dam se hai pehchaan meri
pehchaan bina me kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
mashab to pyaar sikhaata hai
mashab to pyaar sikhaata hai
phir milne me majburi kyu
diwaar uthe kyu rasmo ki
diwaar uthe kyu rasmo ki
he jismo jaan me duri kyu
is dil ko hai armaan tera
armaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
meri jaan hai tu ye jaane jaa
tera chehara dekh ke din nikale
tera chehara dekh ke din nikale
teri palko me shame dhalti hai
is dil me dhadkan tujhse hai
is dil me dhadkan tujhse hai
tere naam se saanse chalti hai
ye jiwan hai ehsaas tera
ye jiwan hai ehsaas tera
ehsaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
meri jaan hai tu ye jaane jaa
jaan bina mai kaise jiyu
tere dam se hai pehchaan meri
pehchaan bina kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
me kaise jiyu, me kaise jiyu
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
khushi ki har dil me baji hai shahnayi
bade dino se ghar me suhani ghadi aayi
armano ke rango me, nayi umango se
ye aangan khil jayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
bhaiya laye khel khilone
sunder sapno se bhi salone
are bhaiya laye khel khilone
sunder sapno se bhi salone
bhabhi man hi man muskaye
sabka mitha munh karaye ho
ab to ye mitha mausam
humare ghar hardam jhumega lahrayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
ghar me aisa deep jalega
sare andhere dur karega
ho ghar me aisa deep jalega
sare andhere dur karega
bikhrega khushiyo ka khazana
dekhega sara ye zamana o
kismat ke chamke taare
o honge nazare sama bhi tham jayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
o ho hey hey hey hey
are puri karke dil ki baate
sabko hi dekar saugate jayenge hum
aise hi khush rahna tum sab
hum hai musafir kya jane kab aayenge hum
aise hi khush rahna tum sab
hum hai musafir kya jane kab aayenge hum
kab aayenge hum
maangi jo dil ne duaye
jo sach ho jaye
diwana yahi gayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
khushi ki har dil me baji hai shahnayi
bade dino se ghar me suhani ghadi aayi
armano ke rango me, nayi umango se
ye aangan khil jayega
maiya ki aankho ka tara
babul ka dulara, bahare leke aayega
bahare leke aayega, bahare leke aayega
bahare leke aayega, bahare leke aayega
ru ru ruru ru ru ru
ruru ruru ru ru ru ruru
hey hey hey hey
ho ho ho ho
aa aa aa
jab se mile do dil banne lagi dasta
jab se mile do dil banne lagi dasta
are pyar me dharti par rah kar hi
pa liya aasma ho ho
jab se mile do dil banne lagi dasta
jab se mile do dil banne lagi dasta
pyar me dharti par rah kar hi
pa liya aasma
tujh tak aakar ruk jati hai
meri tamanna ki rahe
o tujh tak aakar ruk jati hai
meri tamanna ki rahe
mere armano ki manjil
ho mere armano ki manjil
saajan ye teri bahe
teri palko ke saye me
teri palko ke saye me
mera hai aashiya ho ho
jab se mile do dil banne lagi dasta
jab se mile do dil banne lagi dasta
pyar me dharti par rah kar hi
pa liya aasma ho ho
pyar ka sawan aise barsa
badal gaya man ka mausam
pyar ka sawan aise barsa
badal gaya man ka mausam
pyar ka sawan aise barsa
badal gaya man ka mausam
naye rango me dhalne laga hain
naye rango me dhalne laga hain
dil se dil ka ye sangam
tere dil me jagah mili to
tere dil me jagah mili to
mil gaye do jaha
jab se mile do dil banne lagi dasta
jab se mile do dil banne lagi dasta
pyar me dharti par rah kar hi
pa liya aasma ho ho
mera naam reshma reshmi reshma
mera naam reshma reshmi reshma
shola kabhi shabnam kabhi
nastar kabhi marham kabhi
reshma ha reshma reshma
reshma reshma
mera naam reshma reshmi reshma
mera naam reshma reshmi reshma
shola kabhi shabnam kabhi
nastar kabhi marham kabhi
reshma ha
sapan sapani bhi main
ha zaher se zaherili main
sapan sapani bhi main
ha nahi aaungi main das khaungi
jo pighle na main wo sama
reshma reshma reshma reshma reshma
dekh jalti huyi jism ki chandani
kehti hai kya
ho sans se sans ko
cheer kar raat bhar
mujh mein sama
ho paa le tu satva aasman
reshma reshma reshma reshma
sine me dil hai dil me hai dhadkan, dhadkan me hai tu hi tu
ae meri pehli tamanna ae meri aakhri aarzu
i love you i love you
sine me dil hai dil me hai dhadkan dhadkan me hai tu hi tu
sine me dil hai dil me hai dhadkan dhadkan me hai tu hi tu
ae meri pehli tamanna ae meri aakhri aarzu
i love you i love you
tujhko dekhu to hai jana tu hi meri manjil hai
saason ke bin shayad ji lu tuj bina jina mushakil hai
ho saason me sargam, sargam mai nagame, nagmo me tu hi tu
i love you i love you
sine me dil hai dil me hai dhadkan dhadkan me hai tu hi tu
ae meri pehli tamanna ae meri aakhri aarzu
i love you i love you
mausam us rang me dhalta hai jis rang me tu aa jaye
meri subah or shame hai teri palko ke saye
aankho me ninde palko me sapne, sapno me hai tu hi tu
i love you i love you
sine me dil hai dil me hai dhadkan dhadkan me hai tu hi tu
ae meri pehli tamanna ae meri aakhri aarzu
i love you i love you
tere ek ishare par hum sari dunia bhula denge
tu gujre jis rah se us par phul hi phul bicha denge
ho bago me kaliya, kaliyo me khusbu, khushbu me hai tu hi tu
i love you i love you i love you i love you
i love you i love you
mere labo pe dua banke aap rahte ho
mere labo pe dua banke aap rahte ho
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho
ghamo ki dhoop mein jab chhanv ki tamanna ho
ghamo ki dhoop mein jab chhanv ki tamanna ho
to mere saath ghata banke aap rahte hain
to mere saath ghata banke aap rahte hain
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho
kabhi utar hi na paaye jo baad marne ke
kabhi utar hi na paaye jo baad marne ke
wo aashiqi ka nasha banke aap rahte ho
wo aashiqi ka nasha banke aap rahte ho
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho
zamana sadiyon se jiski talaash karta hain
zamana sadiyon se jiski talaash karta hain
usi khushi ka pata banke aap rahte hain
usi khushi ka pata banke aap rahte hain
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho
pahli najar me tune ye kya kiya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya, dil kho gaya
kal tak to ye dil mera hi tha
kal tak to ye dil mera hi tha
aaj sanam ye dil tera ho gaya
tera ho gaya, tera ho gaya, tera ho gaya
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath
goriya re goriya re goriya re
sapne kabhi maine dekhe na the
sapne kabhi maine dekhe na the
mil kar tujhe sapne sajne lage
tere palko ke saaye mera dil chain paaye
o dilruba o dilruba
pahli najar me tune ye kya kiya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya
tore bina jiya na lage mera tore bina
tore bina jiya na lage mera tore bina
dil ki tamanna ko anzaam de
dil ki tamanna ko anzaam de
chahat ko apni koi naam de
naam dono ke jud gaye, ek ho jaaye jwan
o sathiya o sathiya
kal tak to ye dil mera hi tha
kal tak to ye dil mera hi tha
aaj sanam ye dil tera ho gaya
tera ho gaya, tera ho gaya, tera ho gaya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya, dil kho gaya
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath goriya re
goriya re goriya re goriya re
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
pyar se dekha mujhko
bato bato me jab bhi bat chale
bato bato me jab bhi bat chale
teri bato me sari sari rat dhale
teri bato se phul khilte hai
teri bato se phul khilte hai
isliye tujhse roz milte hai
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
aashiqi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
nikhar aaya hai
aankho aankho me aake kya kah gayi
aankho aankho me aake kya kah gayi
ek pal bhi na meri aankh lagi
teri aankho me dub ke jana
teri aankho me dub ke jana
par laga hai ye tera diwana
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhudi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di