aa aa aa aa aa
aaiye aapse ham pyaar ka, ijhaar kare
thodi der aur yu hi
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
aaiye aapse
ab to is dil me meri, jaane tamanna hain yahi
ab to is dil me meri, jaane tamanna hain yahi
aankho aankho me vafa ka, koi ikraar kare
thodi der aur yu hi
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
aaiye aapse
phul to sab hi bichhate hain
meri hasrat hain
gaur farmaiye
phul to sab hi bichhate hain
meri hasrat hain
dil ke tukado se, teri raah ko gulzaar kare
thodi der aur yu hi
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
aaiye aapse
zindagi milti hain, ek baar badi muskil se
zindagi milti hain, ek baar badi muskil se
yu na fir pyar se, iska jara singar kare
thodi der aur yu hi
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
thodi der aur yu hi, aapka didar kare
aaiye aapse
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
meri aankho me dekho
nasha hai tere pyar ka
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
ye raat aisi aayi hai
jisme honi hai halchal
meri jaan meri jaan
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
meri aankho me dekho
nasha hai tere pyar ka
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
ye raat aisi aayi hai
jisme honi hai halchal
meri jaan meri jaan
o mere dil ka silsila
tere dil se ja mila
jo kaam humne karna hai
is zindagi me karna hai
teri aarzu me jeena hai
teri aarzu me marna hai
tujhe sath le ke jana hai
tujhe sath le ke jana aa aa
bhar ke layi hu mai paimana
tere liye mai dilrubba
meri aankho me dekho
nasha hai tere pyar ka
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
ye raat aisi aayi hai
jisme honi hai halchal
meri jaan meri jaan
hum badhte is tarah
koi dariya jis tarah
aa jaye dil jis pe dil apna
use apna maan lete hai
use pura ker dikhate hai
ye jo dil me tham lete hai
ye to mera jamana hai
ye to mera jamana aa aa
lab mere pyar ka
gana tere liye dilruba
meri aankho me dekho
nasha hai tere pyar ka
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
ye raat aisi aayi hai
jisme honi hai halchal
meri jaan meri jaan
tujhe pake humnawa
mere dil me kuch huaa
tujhse milke maine jana hai
ki mai mil gayi hu manzil se
koi dubati lahar jaise
takara gayi ho sahil se
mere lab pe ye tarana hai
mere lab pe ye tarana aa aa aa
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
dil ka laya hu nazarana
tere liye mere dilruba
meri aankho me dekho
nasha hai tere pyar ka
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
meri jaan aage aage chal
ye raat aisi aayi hai
jisme honi hai halchal
meri jaan meri jaan
meri jaan meri jaan
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
chal aa tujhpe ye jaan luta du chal aa tujhpe ye jaan luta du
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
chal aa tujhpe ye jaan luta du chal aa tujhpe ye jaan luta du
shuriya us khuda ka mujhe tum se jisne milaya
ek tujhe paane ko maine apna sab kuch lutaya
tujh par apni jaan bhi du jaan to kya iman bhi du
chal aa tujhpe ye jaan luta du chal aa tujhpe ye jaan luta du
koi tum sa hasi to iss jaha me maine na paya
ye karm hai tumhara mujhe tumne dil se lagaya
hur pe sabnam ke daane gir ke lge ye parmane
chal aa tujhpe ye jaan luta du chal aa tujhpe ye jaan luta du
jindagi ke safar me mushkile bhi ayegi dilbar
mushkilo me hi sathi maine jina sikha hai hanskar
samma se milkar parvane rahenge apne afsane
chal aa tujhpe ye jaan luta du chal aa tujhpe ye jaan luta du
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
chal aa tujhpe ye jaan luta du
chal aa tujhpe ye jaan luta du
meri aankhe tere sapne din raat dekhe
chal aa tujhpe ye jaan luta du
chal aa tujhpe ye jaan luta du
yaro o o who has seen tomorrow
yaro o o who has seen tomorrow
kal kisne dekha hai kal kisne dekha hai
kal ko goli maro
yaro o o who has seen tomorrow
yaro o o who has seen tomorrow
kal kisne dekha hai
kal ko goli maro yaro o o
yahi hai tamanna masti me jee le
hotho ke payle hotho se pee le
apni jawani kash tu ker le
marne se pahle aish to ker le
yaro o o who has seen tomorrow
yaro o o who has seen tomorrow
kal kisne dekha hai
kal ko goli maro yaro o o
kisi ka sahara le ke rahenge
kisi ko sahara de ke rahenge
jawani me dil hi apna khuda hai
hum naujawano ka ye hi faisla hai
yaro o o who has seen tomorrow
yaro o o who has seen tomorrow
kal kisne dekha hai
kal ko goli maro yaro o o
badi bewfa hai ye jindgani
nadiya ka jaise bahata hai pani
choti si yaro is ki kahani
do din budhapa do din jawaani
yaro o o who has seen tomorrow
yaro o o who has seen tomorrow
kal kisne dekha hai
kal ko goli maro yaro o o
mai alibaba mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
albela albela mastana har gum se begana hu
dunia ki nigaho me sayad mai diwana hu
aashik bhi matwala hu husan ka mai rakhwala hu
mai ladakpan se yaro aisa hi dilwaala hu
kanto se bhi le sakta hu phulo jaise kam
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
apno se apno se bhi pyar karu gairo se bhi pyar karu
pyar meri mahbuba hai jis par dil nisar karu
pyar se achi chiz koi is dunia me nahi bani
pyar ko sajda karne se milti hai dil ko khushi
pyar se milne wale mujhko lagte hai gulfab
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
dunia se dunia se nirala hai jine ka andaz mera
phul se lekar pathar tak har koi humraz mera
dusman se bhi gale milu apni dhun me bade chalu
kuch bhi kehta rahe koi dil jo mane wahi karu
oro ke dukh lekar mujhko milta hai aram
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
asslaam waalekum waalekum salaam
asslaam waalekum waalekum salaam mai alibaba
mai alibaba alibaba hai mera nam
mai alibaba alibaba hai mera nam
aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam
jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam
jeena hai usi ka naam jeena hai usi ka naam
aaye jo kisi ke kaam aaye jo kisi ke kaam
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam
hai sacha insan vahi jo gairo ke dukh bate
ho gairo ke dukh bante chun leta hai palko se jo
sabki rah ke kante ho sabki rah ke kante
apne liye agar jina to jina hai nakaam
har kone me pahuchado
ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam
kabhi agar mil jaye daulat
achhe kaam lagana ho achhe kaam lagana ho
nange badan ko kapda bukhe ko roti dilwana
tu tu roti dilwana neki ki raho par chalna
maksad ho agar tera jayaz hai fir tere liye
lut ka mal khazana hai tera ye iman
nahi tujh par ye ilzam har kone me pahuchado
ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam
daulat ki nagin se jisne apna pyar badaya ho
apna pyar badaya kabhi kabhi aise insan par
aisa bhi din aaya ho aisa bhi din aaya
pis gaya maut ki chakki me wo apni maut se pahle
waqt ke hatho lut gaya uski sanso ka sarmaya
lalach ka to bande ye hota hai ye anjaam
har kone me pahuchado
ye allah ka paigam aaye jo kisi ke kaam ho
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
aaye jo kisi ke kaam jeena hai usi ka naam
jeena hai usi ka naam aaye jo kisi ke kaam
shababo husn ka shola sa ek lahraya hai
falak se chand ka tukda jami pe aaya hai
rukh me sajake chilman dil ki badake dhadkan
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala
shababo husn to hamne khuda se paya hai
koi bekar hamko dekh ke lalchaya
khud hi badake uljhan kehte hai miya jumman
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala
dikhlake husn sada chamkake chand adha
dikhlake husn sada chamkake chand adha
bijli gira rahe ho akhir hai kya irada
kya ho gya hai pibla kyu chhod di sarafat
muh pe safed dadi or uspe ye shararat
muh pe safed dadi or uspe ye shararat
jawani se jyada waqt pidi josh hota hai
are bhadkta hai chirag subah jab khamosh hota hai
abhi to hamne adha chand hi dikhlaya hai
abhi se apka iman dagmagaya hai
rukh se hati jo chilman bologe miya kallan
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala
is umar ne molana ye kya khyal aaya
is umar ne molana ye kya khyal aaya
basi kali me kaise itna ubal aaya
aata hai dilbaro par hamko bhi mar ke jeena
budhe me or jawa me kya farq hai hasina
budhe me or jawa me kya farq hai hasina
jawani or budhape me bas itna farq hota hai
are ye kashti paar lagti wo beda garak hota hai
laholvilakuaat haseena kya keh dala aree maar dala jalim
hamari shan me jo ap ne farmaya hai
hamare dil pe khanjar mar ke tadpaya hai
sun le dil ke dusman tune chudake daman
haye haye mar dala ho allah mar dala
haye allah mar dala
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
sare bazar ab jalwa tera nilam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
aa gaya diwana
labo rukhsar ki surkhi na ab koi churayega
labo rukhsar ki surkhi na ab koi churayega
sitara ab na palko par kisi ki jhilmilayega
badal dunga mai ye rasme
jaha tak hai mere bas me
kisi bhi husan wale ka ye ab anzam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
hua hu aaj is kabil khuda ki meharbani se
hua hu aaj iska dil khuda ki meharbani se
kisi ko khelne na dunga ab teri jawani se
yahi mera irada hai yahi tumse bhi wada hai
hasino ki tizarat ka diwa jab aam na hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
tujhko le jane ko aa gaya diwana
sare bajar ab tere jalwa nila mna hoga
aa gaya diwana aa gaya diwana
basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
ankh mujhse milegi to nind teri udegi
ke rang pe hai meri ye jawani
tinke ki tarah tujhe aaj ye bahayegi
ke mauj pe hai dariya ka pani
ankh mujhse milegi nind teri udegi
ke rang pe hai ye meri jawani
tinke ki tarah tujhe aaj ye bahayegi
mauj pe hai dariya ka pani
basre ki hur dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
tere liye aayi hu mai sath mere layi hu mai
husno jawani ka khajana aankhe chaar karungi mai
aisa vaar karungi mai khali nahi jayega mera nishana
tere liye aayi hu sath mere layi hu
husno jawani ka khajana aankhe chaar karungi mai
aisa vaar karungi mai khali nahi jayega mera nishana
basre ki hoor dekho aayi katil hai jiski angdayi
dil ka nagina sath layi dilwalo dil ko sambhalo
phul jaisi lagti hu teer jaisi chubti hu
aisi hu mai kafir hasina lutta hai kisi ko jo
lutti hu usi ko mai naam bhi hai mera marjina
phul jaisi lagti teer jaisi chubti
aisi hu mai kafir hasina lutta hai kisi ko
lutti hu usi ko naam bhi hai mera marjina
gulbadan aa gayi lo aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi
meena o jam leke aa gayi aa gayi
dil ka salam leke aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi gulbadan aa gayi lo aa gayi
mai wo shola hu jise sabnam ki surat mil gayi
mai wo shola hu jise sabnam ki surat mil gayi
mere pahlu me jo aaya usko jannat mil gayi
mai hu ek hur dekho aankho me nur dekho
jalwe tamam leke aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi gulbadan aa gayi lo aa gayi
meri chahat ki shama har ek jawa dil me jale
meri chahat ki shama har ek jawa dil me jale
sarbati didar ki hasrat nigaho me pale
jo bhi yaha pe aaye dil ki murade paye
wo intzam leke aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi gulbadan aa gayi lo aa gayi
mai ruku to sans ruk jati hai sabki dekh lo
mai ruku to sans ruk jati hai sabki dekh lo
mai chalu to sath chalti hai khudayi dekhlo
aayi kayamat aayi chehre me subah layi
julfo me sham leke aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi gulbadan aa gayi lo aa gayi
meena o jam leke aa gayi aa gayi
dil ka salam leke aa gayi
gulbadan aa gayi lo aa gayi gulbadan aa gayi lo aa gayi
gulsita se nikal kar gulab aa gaya
gulsita se nikal kar gulab aa gaya gulab aa gaya
aa gaya aaj lutne ko
fir ek shabaab aa gaya shabaab aa gaya
aa gaya aaj lutne ko fir ek shabaab aa gaya
shabaab aa gaya abhi chilman uthegi abhi bijli giregi
shor mach jayega sari dunia kahegi
kon mahfil me ye behizab aa gaya
aa gaya aaj lutne ko fir ek shabaab aa gaya
shabaab aa gaya
humko sanso ki keemat chukaani padi
tan badan ki numayish lagani padi
log tarsa kiye jis jhalak ke liye
log tarsa kiye jis jhalak ke liye
wo hasi aaj khud benakab aa gaya
aa gaya aaj lutne ko
aaj lutne ko fir ek shabaab aa gaya shabaab aa gaya
waqt badla to humko badalna pada
uthke makhmal se kato pe chalna pada
koi apna nahi fir bhi sikwa nahi
koi apna nahi fir bhi sikwa nahi
dekhte dekhte inkalab aa gaya aa gaya aaj lutne ko
aaj lutne ko fir ek shabaab aa gaya shabaab aa gaya
abhi chilman uthegi abhi bijli giregi
shor mach jayega sari dunia kahegi
kon mahfil me ye behizab aa gaya
gulsita se nikal kar gulab aa gaya gulab aa gaya
aa gaya aaj lutne ko fir ek shabaab aa gaya
shabaab aa gaya
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
sham jaisi nazuk hai patli kamar
teer jaisi katil hai tirchi najar phul jaisi lali hai rukhsar par
jam jaisi masti hai guldar par rat ko mai niklu beparda agar
log kahe utra hai chand jami par
ha dekh liya hamne bhi has ke jidhar
ghum gayi sari khudayi udhar khudayi udhar
mai hu kafir mast hasina mai bhi muskil kar du jina
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
jism jaise sheeshe me sandal mila
aag jaise sone me heera jada
chal jaisi chalti hai thandi hawa
baal jaisi chhupti hai kali ghata
koi hame ab tak na aisa mila
dekh hame jisne na kafir kaha
or kabhi chehre se parda hata
haye maar dala yahi aayi sada aayi sada
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
husn hamara hai khudao ka bhi khuda
koi nahi aisa jo isse bach saka
ek taraf hum ho kabhi ik taraf khuda
or kabhi dono me ho mukabla
dekhne ke kabil ho fir ye tamaashaa
pal me jeet har ka ho jaye faisla
apne husn par hai hame itna bharosa
jeet jaye husn haar jaye khuda haar jaye khuda
mai hu kafir mast hasina mai bhi mushkil kar du jeena
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
dekh ke humko sari dunia allah allah karti fire
o ho o ho
hadipa hadipa
ab hum bhi banenge dulha
apna bhi jalega chulha
ab hum bhi banenge dulha
apna bhi jalega chulha
te bhabhi jara nach ke dikha
aaye haye
te bhabhi jara nach ke dikha
ni bhabhi jara nach ke dikha
hoye hoye hoye
aaj kismat ki maina, aaho
mere kano me boli, oho
mere ghar bhi aayegi, oho
ek bulbul ki doli
jiski surat ko ab tak ha
dil ke shishe me dekha hai
jiske sundar mukhde ko ha
maine sapno me chuma hai
gulabo ki wo daali
saru se kad wali
wahi to mere ghar me aayegi
aaye haye haye
te bhabhi jara nach ke dikha
te bhabhi jara nach ke dikha
hoye
use doli se utha ke
saji sej pe bitha ke
thoda ghunghta hata ke
ho gora ang ang dekhunga hay hay
mujhe sath leke jana tera yaar tu purana
tera hansna hansana
ho main bhi sang sang dekhunga hoye hooye
dekhkar uska jalwa ha
mar na jaye tu gash khake
tut jate hai taare ha
uski najro se takrake
wo jiski jawani janab ki rawani
wahi to mere ghar me aayegi
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
pyar ke matwalo ka dushman hota hai sansar sada
pyar agar sachcha ho premi milte hai har bar sada
pyar ke matwalo ka dushman hota hai sansar sada
pyar agar sachcha ho premi milte hai har bar sada
pyar hai duja naam khuda ka pyar dilo me palne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
mai tera gulfam rahu tu meri gulfam rahe
jab tak duniya kayam hai bas tera mera naam rahe
mai tera gulfam rahu tu meri gulfam rahe
jab tak duniya kayam hai bas tera mera naam rahe
chand to aakhir nikalega suraj ko aag ugalane de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
maine rakh di nishane pe jaan
maine rakh di nishane pe jaan
sambhalo jara teer kaman
shauk se lo mera imtihaan
shauk se lo mera imtihaan
sambhalo jara teer kaman
teer kaman raja teer kaman
teer kaman raja teer kaman
maine rakh di
tan badan pe sitare sajakar
aa gayi hu main mehfil me dekho
mere hontho pe beshak hansi hai
tees hai dard ki dil me dekho
phir bhi bolegi bolegi bolegi na
phir bhi bolegi
ho phir bhi bolegi na ye jaban
ho phir bhi bolegi na ye jaban
sambhalo jara teer kaman
maine rakh di
chiz hu aaj se main bazari
meharbano pass mere aao
chand sikko ki jhankar pe tum
mere jalwo ki kimat lagao
maine khud hi saja li saja li saja li
maine khud hi
ha maine khud hi saja li dukan
maine khud hi saja li dukan
sambhalo jara teer kaman
maine rakh di nishane pe jaan
sambhalo jara teer kaman
teer kaman raja teer kaman
teer kaman raja teer kaman
maine rakh di
gaal gulabi nain sharabi chaal nashili umar sababi
kahe mager dil vale o tere nakhare gram masala
o tere nakhare gram masala chodi chhati lamba kad hai
or bahaduri ki to had hai par niyat ka kala
o tere nakhare gram masala o tere nakhare gram masala
arey ja ja kamala bimala cutan chamali
tum jaisi kitni albeli mere bartan saf kare
arey ja are gare nathu gare
tum jaise kitne kare mere jute saf kare
acha arey vaha sun to juto ki saugatar
bhag ja varna padegi sar par dekha tujhko rang kala
ang matiyala suit patiyala o tere nakhare gram masala
o tere nakhare gram masala chodi chhati lamba kad hai
or bahadur ki to had hai par niyat ki kala
o tere nakhare gram masala o tere nakhare gram masala
o o ho o o aa ha ha aa arey jal gaya dil kyu khel bhawar ka
bin gate ke raj kumar ka haar gaya ek naar se tu
naar samjh kar chhod diya hai ja ja tujhko maaf kiya
bol jara ab pyar se tu arey chhodo cheti jao
or kahi ye bin bajao banta hai rakh vala arey matvala dil vala
o tere nakhare gram masala o
tere nakhare gram masala haye haye
gaal gulabi nain sharabi chaal nasili umar sababi
kahe mager dil vale o tere nakhare gram masala
o tere nakhare gram masala chodi chhati lamba kad hai
or bahadur ki to had hai par niyat ki kala
o tere nakhare gram masala o tere nakhare gram masala
tera vade pe vada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
ruk jaye kisi ke roke se
ye ulfat ka dastur nahi
aa jaye teri marji ke bina
tere dar pe mujhe manjur nahi
tum jitne bache utna hi kar
milne ka irada hota gay
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
kasam khayi hai kismat ne hume milne nahi degi
humare dil ki ye hasrat nikalne bhi nahi degi
magar ye pyar to lalkar ke dar se nahi rukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
thukra ke jahan mera dil to
tujhe pane pe aamada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
meri hasrato ki duniya
tu mile kahi jo mujhko, sine se laga lu tujhko
meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya
tu mile kahi jo mujhko, sine se laga lu tujhko
meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya
pyar mera ishk mera koyi mit jane ki shai nahi hai
tu milegi mere dil ko aaj bhi toh yeh pura yakin hai
tu jahan hai, tu jahan hai pyar mere
tu jahan hai pyar mere mere kwabo ki manjil wahi hai
meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya
mere dilabar jindagi bhar nam tera rahega juban par
sar jhukega us jagah par panv tere padenge jaha par
pure honge, pure honge sare vade
pure honsanam sare vade jo-jo aapas me hamne kiye hai
meri hasrato ki duniya, meri hasrato ki duniya
gajra bhi mahkega kajre ke sang sang
gajra bhi mahkega kajre ke sang sang
chandi sa damkega gudiya ka ang ang
bolo me misri ki
bolo me misri ki daliya bharegi
haye ab meri banno dulhaniya banegi
mehandi rachegi mathe bindiya sajegi
mehandi rachegi mathe bindiya sajegi
angana me jab tak bajegi shehnaiya
angana me jab tak bajegi shehnaiya
todegi darpan ke aage angdaiya
ghunghta uthega to
ghunghta uthega to chhuimuyi banegi
haye ab meri banno dulhaniya banegi
mehandi rachegi mathe bindiya sajegi
mehandi rachegi mathe bindiya sajegi
bandhegi payal aur pahengi jhumke
bandhegi payal aur pahengi jhumke
jayegi piya ke ghar deti huye thumke
maiyke me ab na
maiyke me ab na tabiyat lagegi
haye ab meri banno dulhaniya banegi
mehandi rachegi maathe bindiya sajegi
hum laye laye laye laye laye hai
hum laye hai kabul se ek chiz wo jani
aa jaye jise dekh ke munh me tere pani
holle holle
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
hum laye laye laye laye laye hai
palke jo utha se najre teer banegi
julfo ko agar khol de janjir banegi
jalwe jo kare aap to parwane jalenge
jalwe jo kare aap to parwane jalenge
hans denge to phir hath farishte bhi malenge
duniya me nahi koi
balle apna to sani ho laale
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
hum laye laye laye laye laye hai
rangat hai gulabo si badan taja kanwal hai
hum chalte huye firte huye tajmahal hai
rangat hai gulabo si badan taja kanwal hai
hum chalte huye firte huye tajmahal hai
jannat se uda laye hai rangin hawaye
jannat se uda laye hai rangin hawaye
phulo ki chura laye hai mankin adaye
kahte hai fakat tumse balle
dil ki kahani ho laale
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
balle balle lyi lyi lyi lyi
hum laye laye laye laye laye hai
aap chehre pe chada lijiye lakho chehre
asli chehre ko chupana to bahut muskil hai
badaliya dhanp to sakti hai chand suraj ko
unki kirno ko dabana to bahut mushkil hai
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
tujhe hum maan gaye maan gaye maan gaye jaani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
hum jami pe rahke sitaro ki khabar rakhte hai
jism hai shishe ka
pathar ka jigar rakhte hai dhokha kha jaye
najar apni ye mumkin hi nahi
tadpne wale kayamat ki najar rakhte hai
ke sach par jhuth ka parda girana to hai nadani
ke sach par jhuth ka parda girana to hai nadani
tujhe hum maan gaye maan gaye
maan gaye jaani kabhi anjaani surat bhi
hame lagti hai pahchani
aapka andaza maana ke bahut acha hai
aapne aankho ko aayina bana rakha hai
par jo dharti se gagan milta najar aata hai
wo najar ka nahi dhokha to fir kya hai
khuda jane tumhe kis baat par hai itni hairani
khuda jane tumhe kis baat par hai itni hairani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
yaki na aayega hamko kabhi aisi dalilo se
to jakar mashwara kar lijiye apne wakilo se
jarurat kya bhala hamko kisi se mashware ki hai
to fir maan lo chup chap ke ye or koi hai
magar ye jhuth hai sada to fir layo sabut iska
wahi ye nak naksha hai khuda ne sabko baksha
hai kamar bhi patli hai waisi milegi lakho ki aisi
lachakti chal me masti jawani me rahe sabki
hame nadan samjhte ho aji kyu gussa karte hai
ye parda chak kar denge irada khak kar denge
ye parda chak kar denge irada khak kar denge
humse jo jeet sake
aisa jamaane me nahi haar ka jikar kahi
apne fasane me nahi kaha ab kuch to
pachtana padega tujhko diwani kaha ab kuch to
pachtana padega tujhko diwani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
tere siwa aye dilruba tuhi bata ye jindagi kis kam ki
chin lunga mai jaha se pyar ki takdir ki
tod dunga hath se faulad ki janjir ko
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
ye duriya majburiya kab tak sanam dil pe sitam
mai ye sahu do dilo ko koi bhi na
kar sakega ab juda ye mohabbat ke khuda ne
kar diya hai faisla sara
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
hum tum jab jab milke chale
o milke chale
baharo ne pukara nazaro ne pukara
o teri meri dosti jindabad
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
apa ji mano chhoti si gal saddi
kaise karu ye bimari
o baju karo ye bimari
rasta na roko aise humara
hai dur manzil humari
ghunghat uthake dharna jamake
baithe ho dar mari mari
o baithi hai kismat ki mari
aao ji milke dhakka lagaye ji
bimar hai ye bechari
o saiya ni kudiye shava
dhakka maar ni kudiye shava
jana paar ni kudiye shava
teri meri dosti, teri meri dosti jindabad
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
ll la ll la ll la
ll la la la ll la la
ll la la la ll la la
solah baras ki bali umar me
chalta nahi jor dilbar
aisi fizao me hoke bekabu
udta hai dil ka kabutar
jis pe luta du dil ki ye duniya
mil jaye koi diwana
diwana tujhko karke diwani
ho jayega wo rawana
dil pe chot na khana tauba
dil ko yaar bachana tauba
kudiye bura zamana tauba
teri meri dosti, teri meri dosti jindabad
hum tum jab jab milke chale
o milke chale
baharo ne pukara nazaro ne pukara
o teri meri dosti jindabad
aise mausam me diwani na ho jaau
aise mausam me diwani na ho jaau
kahe payal ke ghunghru
aake lag ja gale se tu
haye lag ja gale se tu
oye oye oye oye oye oye
oye oye oye
aise mausam me diwani na ho jaau
aise mausam me diwani na ho jaau
phul ko bhanwara aakar chume
dil me aas lagi hai
o phul ko bhanwara aakar chume
dil me aas lagi hai
pani se jo bujh na sakegi
aisi pyas lagi hai
koi nahi tere siwa mera piya
ding dinga ding dinga ding ku ku
koi nahi tere siwa mera piya
ding dinga ding dinga ding
aise mausam me diwani na ho jaau
aise mausam me diwani na ho jaau
teri aankho ka o sajna
mil gaya darpan mujhko
o teri aankho ka o sajna
mil gaya darpan mujhko
ang se tune ang lagakar
kar diya pawan mujhko
dhak dhak dhadke mera jiya
ding dinga ding dinga ding haye
dhak dhak dhadke mera jiya
ding dinga ding dinga ding
aise mausam me diwani na ho jaau
aise mausam me diwani na ho jaau
kahe payal ke ghunghru
aake lag ja gale se tu
haye lag ja gale se tu
oye oye oye oye oye oye
oye oye oye
aise mausam me diwani na ho jaau
aise mausam me diwani na ho jaau