chal chal meri jaan chal zara
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
naachenge gaayenge, hullad machayenge
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
naachenge gaayenge, hullad machayenge
chal chal meri jaan chal zara
ye jeevan to hain dekho naam
hasne aur hasane ka
adaaye aajmane ka, adaaye aajmane ka
kabhi nazare churane ka
kabhi baahon mein aane ka
kabhi nazare churane ka
kabhi baahon mein aane ka
baahon mein leke
pyaar ki mehfil sajayenge
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
naachenge gaayenge, hullad machayenge
chal chal meri jaan chal zara
milenge dil se jab ye dil
tamnnaye jawa hongi
bahare meharba hogi, bahare meharba hogi
na jaane phir kabhi aisi
mulakaate kahan hogi
na jaane phir kabhi aisi
mulakaate kahan hogi
in mulakaato ko aankho me basayenge
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
naachenge gaayenge, hullad machayenge
chal chal meri jaan chal zara
utha kar ye hasee palke
nasha bhar de jawaani mein
laga de aag paani mein
laga de aag paani mein
abhi to mod aayenge
mohabbat ki kahani mein
abhi to mod aayenge
mohabbat ki kahani mein
kadmo se teri manzilo ko jagmgayenge
chal chal meri jaan chal zara
chal chal meri jaan chal zara
picnic manayenge
naachenge gaayenge, hullad machayenge
chal chal meri jaan chal zara
janejaan baaho mein aaja
pyaar ki raaho mein aaja
main hoon ik nasha tu peeke jara
kar le koi khata na maanungi bura
janejaan baaho mein aaja
pyaar ki raaho mein aaja
main hoon ik nasha tu peeke jara
kar le koi khata na maanungi bura
ye hasee mauka phir jaane kab aayega
tu mujhe ye bata kitna tadpayega
ye hasee mauka phir jaane kab aayega
tu mujhe ye bata kitna tadpayega
ab to samjh le tu meri aankho ki jubaa
janejaan baaho mein aaja
pyaar ki raaho mein aaja
main hoon ik nasha tu peeke jara
kar le koi khata na maanungi bura
dil mera seesha hain, seesha tut na jaaye
ye teri zindagi tujhse rooth na jaaye
dil mera seesha hain, seesha tut na jaaye
ye teri zindagi tujhse rooth na jaaye
tere mere pyaar ka dushman hai ye jaha
janejaan baaho mein aaja
pyaar ki raaho mein aaja
main hoon ik nasha tu peeke jara
kar le koi khata na maanungi bura
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
dil mein basa tha jo wahi dildaar paa liyaa
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
duniya mein tujhse badh ke nahin hain koi hasi
duniya mein tujhse badh ke nahin hain koi hasi
jaa aitbaar kar liya haa haa nahi nahi
ikraar paa liya kabhi
inkaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
teri adaa adaa ko nigaaho se chum lu
teri adaa adaa ko nigaaho se chum lu
main paay ki haseen si raaho mein jhoom lu
paana tha jo meri sarkaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
tanhaiyo ko chhod ke mehfil kharid lee
tanhaiyo ko chhod ke mehfil kharid lee
maine bhi apne pyaar ki manzil kharid li
jaaga naseeb tujhsa kharidaar paa liya
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
dil mein basa tha jo wahi dildaar paa liyaa
main khushnaseeb hu ke tera pyaar paa liya
tera pyaar paa liya