hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
paye har khusi har ghadi dil ye dua kare
hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
malik bhala kare
raaho me har kadam pe tujhe phul hi mile
raaho me har kadam pe tujhe phul hi mile
kate agar chubhe to mere pao me chubhe
ho mere pao me chubhe
jab tu hase to sath zamana hasa kare
paye har khusi har ghadi dil ye dua kare
malik bhala kare malik bhala kare
dam se tere karar mile zindagi mile
dam se tere karar mile zindagi mile
tujh se najar najar ko nayi rosni mile
nayi rosni mile
takdir mahrba rahe itna khuda kare
paye har khusi har khadi dil ye dua kare
malik bhala kare malik bhala kare
ho ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi
kisi rangin khwab jaise khwab
jaisi aap jaisi hai
ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi
chaha hai mere dil ne diwanawar tumko
diwanawar tumko chaha hai mere
dil ne diwanawar tumko diwanawar tumko
kah do meri wafa ka hai eitbar tumko
kah do meri wafa ka hai eitbar tumko
ho ye khamoshi ye khamosi jawab
jaisi hai jawab jaisi hai
kisi rangin khwab jaisi rangin khwab
jaisi aap jaisi hai
rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko
jo kaho to mai chura lu honto ki surkhiyo ko
rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko
ki ye masti sharab jaisi sharab jaisi
kisi rangin khwab jaisi khwab jaise
aap jaisi hai
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me
pyar ki ghadiya aayegi phulo ki ladiya layegi
chedegi jo sakhiya teri ankhiya sharmayegi
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me
shehnayi gunji hai shehnayi gunji hai
mere gaao me
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me
khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me
shokhi teri teri ada bahki fija hai
ho ye hasi rut shabab jaisi hai
kisi rangin khawab jaisi hai
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
wah wah kya bat hai arey wah wah
aaj apni khabar hai na dil ka pata
aaj apni khabar hai na dil ka pata
ishq me konsa ye makam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
chand chamka ke ye duniya lazmi
chand chamka ke ye duniya lazmi
dil mehaka ke tera salam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
dagmagaye to baho me unki gire
hey dagmagaye to baho me unki gire
dagmagaye to baho me unki gire
aaj mera nasha mere kam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
lab pe naam aa gaya
o ruk sake ye kaha rokne se kadam
ruk sake ye kaha rokne se kadam
shok nazaro ka unki paiyam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
lab pe naam aa gaya
chalti nahi insan ki halat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lakiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hum log khilone hai koi khel raha hai
hum log khilone hai koi khel raha hai
hai nam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
hum chij hai kya uski karamat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
jo jan se pyare hai bichhd jate hai ek din
takdir ki manjil to hai jazbat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
ek roz hume karke andhero ke hawale
ek roz hume karke andhero ke hawale
kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
bekar hai kamzor hai insan ki dalile
bekar hai kamzor hai insan ki dalile
hukm apna chalti hai ye hatho ki lakire
har bat huyi khtam isi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte
o ho bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
pyar bina mehaki mehaki ye duniya meri na hoti
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
deke gaya jo darde zudayi kyu phir usiki yaad aayi
deke gaya jo darde zudayi kyu phir usiki yaad aayi
kahne ki bate hai kab aansu aaye aag jiya ki hai bhujai
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
jake palat aati hai sadaye kisko pukare kisko bulaye
jake palat aati hai sadaye kisko pukare kisko bulaye
puri huyi hai dil ki duvaye ab ye bahare aake na jaye
puri huyi hai dil ki duvaye ab ye bahare aake na jaye
git khushi ke hardam yuhi gati rahe hawaye
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde rone se bichhde yaar nahi milte
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho
tamanna hai ye
tamanna hai ye silsila umar bhar ho
tamanna hai ye silsila umar bhar ho
tumhari ho surat hamari nazar ho
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
jara rukh pe bikhri ye julfe hata do
jara rukh pe bikhri ye julfe hata do
ghatao ke daman se bijli gira do
andhera chate ek pal me sahar ho
tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho
tamanna hai ye silsila umar bhar ho
tumhari ho surat hamari nazar ho
meri zindagi kuch badal si gayi hai
meri zindagi kuch badal si gayi hai
hai dil to wahi
dil me dhadkan nayi hai
mere dil me tu
har taraf jalwa gar ho
tumhari ho surat hamari nazar ho
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho
kubul aaj kar lo payame mohabbat
kubul aaj kar lo payame mohabbat
nazar kah rahi hai salame mohabbat
dhadakta hai dil sunke naame mohabbat
dhadakta hai dil sunke naame mohabbat
mile tum ila aye iname mohabbat
tumhari hu magar tum magar bekhabar ho
mile manzile tum agar humsafar ho
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho
tamanna hai ye silsila umar bhar ho
tumhari ho surat hamari nazar ho
na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho
jra nigahe karam aye khuda
idhar karde khataye humse hui hai
tu dar gujar kar de
mere malik mere data, aye mere parwardigar
mere malik mere data, aye mere parwardigar
kali kamli wale ke sadke, meri sunle pukar
mere malik mere data, aye mere parwardigar
kali kamli wale ke sadke, meri sunle pukar
mere malik mere data, aye mere parwaridgar
apne bando ko bachaya tune har tufan me
ruh ki kashti kinare pe laga di aan me
husn yusuf ko diya, aawaz di dayud ko
tune di jhuthi khudai ki saja
namrud ko
tune ibrahim ko kab, aag me jalne diya
thi jaha par aag ek gulshan waha par paida kiya
rahmato ka teri humse ho nahi sakta sumar
mere malik mere data, aye mere parwaridgar
mere malik mere data, aye mere parwaridgar
neel ne musa ko apne,peeth se rasta diya
magar usi dariya ne, phir unka lashkar kiya
ek kuwari maa ke bete ko masiha kar diya
jisne tere hukm se, murdo ko zinda kar diya
maajra dushman abhi ka, dekh kar ghabra gaya
jab aba dilo ka lashkar, hathiyo par cha gaya
teri lathi me nahi awaaz, parkari hai waqt
mere malik mere data, aye mere parwaridgar
mere malik mere data, aye mere parwaridgar
tera rutba sabse uncha, sabse aala tera nam
allah hu akbar allah hu akbar
tera rutba sabse uncha, sabse aala tera nam
aadmi ho ya farishte, sab hai tere hi gulam
mangte hai hum mohammad
mustufa ke naam par
sher hak maula ali mushkil, kusha ke nam par
jis tarah yakub ki aankho ko di thi roshni
aaj ek lachar ki phir dur kar de bebasi
apni kudrat ka tamasha, phir dikha de ek bar
phir dikha de ek bar, phir dikha de ek bar
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
jo kuch bache bachale
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
chukega na teer nazar ka, aise hai nishane wale
aaye hai teri mahfil me,tufan uthane wale
banda khamosh
ae ja farosh sar par kafan uthale
sehre haram mehve kharam
jo kuch bache bachale
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
ye sauje mohabbat kya hai
dunia ko dikha denge hum
jis aag me dil jalta hai
tujhko bhi jala denge hum
jadu jaga du rastha bhula du
hasti mita du nadan
aala hu sabse rahna adab se
darna gazab se nadan
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
hum saukh nigaho wale
tufane mohabbat lekar
har ek ada me apni
aaye hai kayamat lekar
bakra banake kunba banake
churiya chala ke maru
kima bana ke kachha chaba ke
jinda jala ke maru
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
katal apni adao se kar de
katal apni adao se kar de
dekh aa gaya hai katil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aaj bachna hai mushkil tera
aye jana aye jana, teer chalake aye jana
aye jana aye jana, teer chalake aye jana
kaha chala tahar zara
dil hai tera diwana
aye jana aye jana aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana, dil hai tera diwana
aye jana jane jana, dil hai tera diwana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
meri tanhaiyo ko apni kahani de de
kahani de de
meri tanhaiyo ko apni kahani de de
kahani de de
husno shabab ki tu koi nishani de de
koi nishani de de
dil hai udas aaja aa mere paas aaja
dil hai udas aaja aa mere paas aaja
chahat se rangin kar de mera afsana
aye jana jana jana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
ulfat ki aag mere dil me lagane wale
dil me lagane wale
ulfat ki aag mere dil me lagane wale
dil me lagane wale, tu bhi to dekh jalke
mujkho jalane wale, mujkho jalane wale
kuch bekarar karde kuch bekarar hoja
kuch bekarar karde kuch bekarar hoja
mai sama ban jau tu ban ja parwana
aye jana jana jana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
ek najar me dekh le
kya dil ki haalat ho gayi
hum sambhalne bhi naa paaye
aur mohabbat ho gayi
aaye haay, oye hoye, aaye haay, hoye hoye
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
aaye haay, oye hoye, aaye haay, hoye hoye
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
seene me aag hai, bhigi bhigi aankh hai
mujhse tu dur hai ye bhi koi baat hai
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
raat jawa, dil ke jajbaat jawa
raat jawa, dil ke jajbaat jawa
fir mile ya na mile aise lamhaat jo
fir mile ya na mile aise lamhaat jo
sun le sanam, meri kasam
sun le sanam, meri kasam
raat ka afsana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
jaan bhi le, mera imaan bhi le
jaan bhi le, mera imaan bhi le
dil ki ek baat magar aaj tu maan bhi le
dil ki ek baat magar aaj tu maan bhi le
tu bhi jawa, main bhi jawa
tu bhi jawa, main bhi jawa
baat samajh jana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
seene me aag hai, bhigi bhigi aankh hai
mujhse tu dur hai ye bhi koi baat hai
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
pahlu me hur hai chaya sarur hai
pahlu me hur hai chaya sarur hai
kyu aag si laga ke sanam dur dur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
pahlu me hur hai chaya sarur hai
kyu aag si laga ke sanam dur dur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
ye bhigti fzaa, ye jawa rate ye sama
ye bhigti fzaa, ye jawa rate ye sama
bechain dil ki ab na badha bekarariya
bechain dil ki ab na badha bekarariya
bekarariya
mithi si ek agan hai, gagan chur chur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
chalki hui sharab hai, bahka hua shabab
chalki hui sharab hai, bahka hua shabab
chalki hui sharab hai, bahka hua shabab
dilbar wo samne hai, ki dekhe the jiske khwab
dilbar wo samne hai, ki dekhe the jiske khwab
dehke the jiske khwab
dil tujh pai aa gaya to, mera kya kasur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
oooo aooo oooo
is husne pur shabab se, muh modkar na ja
muh modkar na ja
is husne pur shabab se, muh modkar na ja
muh modkar na ja
jalim kisi hasin ka, dil tod ke na ja
dil tod ke na ja
mana ki apne husn pe, tujhko garur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
pahlu me hur hai chaya sarur hai
pahlu me hur hai chaya sarur hai
kyu aag si laga ke sanam dur dur hai
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
sanma oye sanma oye oye oye oye
jine ki ag dil me tamnna bhi chhod di
mehfil teri ja chodi to dunia bhi chhod di
zindagi tere zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale
zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
admi apne bahar laye hai jinke kadmo se gul khilaye hai
teri raho me roshni ke liye unne dil se diye jalaye hai
pyar ke sare pyar ke sare pyar ke sare vade wafa kar gaye
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
dekho aaj hum ko ji bhar ke koi ata nahi fir mar ke
tumko ye zindagi mubarak ho hum to katraye arzu karke
hum jo dunia se chale jayege yad tujhko kabhi to ayenge
zindagi me to kabhi chain pa na sake
maut aye gi to chain payege gum mohabbat ke utha lenge
ashak piyege muskura lenge aach aye na tere daman par
aag sine me hum chupa lenge
ek jara tum gale laga lo hume hume hume
ek jara tum gale laga lo hume
maut ko hum gale laga lenge alvida alvida
alvida alvida alvida alvida alvida alvida
tarsati hai didar ko meri aankhe
tarsati hai didar ko meri aankhe
tumhe rukh se parda uthana padega
nahi dil ko manjur duri tumhaari
tumhe ab mere paas aana padega
aana padega
nahi husn gustakh najro ka aadi
nahi husn gustakh najro ka aadi
nigahon ko pahale jhukana padega
bahut shokh hai dil ki dhadkan tumhari
adab apne dil ko sikhana padega
sikhana padega
tumhe rukh se parda uthana padega
nigahon ko pahale jhukana padega
bijali tufan abhi dil mein chhupaye rakhiye
aag sine mein agar hai to dabaye rakhiye
muft badnaam na ho jaye kahani apni
ishk ko apne jamane se bachaye rakhiye
khuda ke liye jhutha vada na kije
khuda ke liye jhutha vada na kije
ye vada kisi din nibhana padega
khuda ke liye jhutha vada na kije
ye vada kisi din nibhana padega
nibhana padega
tumhe rukh se parda uthana padega
nigahon ko pahale jhukana padega
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
mohabbat me dhokha, wafao me dhokha
lagawat me dhokha, adao me dhokha
labo ka gulabi tabassum farebi
najar ki sharabi sadao me dhokha
andhero me lipta
andhero me lipta hua hai ujala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
dil lagakar bewafa se
phir koi pachhtaye kyu
jisko dil pyara ho apna
is gali me aaye kyu
nahi hum kisi ke haqiqat yahi hai
kare kya ki apni to aadat yahi hai
dilo ka lubhana lubha kar mitana
humari gali ki tijarat yahi hai
na socha na samjha
na socha na samjha
na dekha na bhala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
tod dala, tod dala, tod dala, tod dala
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
tu ager sath hai to dunia meri aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi sath hai tu fir bhi kyu darta hai dil
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub
hai ye daulat ke samaroh ka samma
rishto ke dushman riwazo ka jaha ho oo
ishq ke aage hai kya sahadat or takht
ye ishq sachayi hai jhutha hai samma dur hai dunia se dunia pyar ki
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub dar hai ye dil ko katkta chhod ke
tum chale jao na tanha chhoad ke tujhko pane ki tamnna chhod ana
isse behtar ki jina chhoad du tere bin hai zindagi kya zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub
pyar dulhan ki nazar jhukati hui pyar hai masum baccho ki hansi
pyar ke nagame hawa gane lagi mujh me kaise bekhudi chhane lagi
pyar hai ya koi hai jadugari aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub
allah ho akbar allah ho akbar
allah ho akbar allah ho akbar
ashado no ilahey ille ille
ashado no ilahey ille ille
ashado no mohammad har rasul ilah
ashado no mohammad har rasul ilah
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
bedard hai zalim hain sitangar hai zamana
sunta hi nahi koi gham-e-dil ka fasana
tumse, tumse na kahe hum to kahe kise bata do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
duniya-e-mohabbat meri ho jaye na barbad
maula mere, aaka mere fariyad hai fariyad
zakhmi, zakhmi hai koi dil mere sar ka sifa do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
hai baad khuda aapka is dil ko sahara
hum par ho sitam aapka hoga na ganwara
raah me andhera hai koi shamma jala do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do