kismat se koi kya bole kismat se koi kya bole
dil chupke chupke role dil chupke chupke role
kismat se koi kya bole
anjam yahi tha hona
dil kho kar jaan bhi khona
anjam yahi tha hona
dil kho kar jaan bhi khona
ashko se daman dhona
ashko ke har pirona
hai kismat ke hichkole
hai kismat ke hichkole
dil chupke chupke role
kismat se koi kya bole
wo roshan chand sitare wo kudrat ke najare
us nanhe nadi kinare ab kaun mujhe pukare
kaha hai kaha hai kaha hai kaha hai
ro zana haule haule ro zana haule haule
dil chupke chupke role kismat se koi kya bole
dil chupke chupke role kismat se koi kya bole
ae baadshah hai ali
ae baadshah hai ali
ae do jahan ke maalik
ae do jahan ke maalik
ae baadshah hai ali
ae baadshah hai ali
kahta hai ek swwali
jholi badha ke khali
kahta hai ek swwali
jholi badha ke khali
mushkil khusaay aalam
mushkil mein kaam aana
bigadi banane wale
bigadi banane wale
bigadi meri banana
bigadi meri banana
ae baadshah hai ali
ae baadshah hai ali
sun meri shikayat
choti si ek shikayat
sun meri shikayat
choti si ek shikayat
hai kaisi ye qyaamat
mujh par nahi inaayat
kya meri jindagi hai
ye kaisi bandagi hai
kya meri jindagi hai
ye kaisi bandagi hai
majboor benava ho
ik dard laajawaan ho
main gham bhari sada hun
manzil se main juda hun
na kaame aarzoo ko
apkani aap karte
zarre ko raushani de
zarre ko raushani de
aur aap kya gujarte
aur aap kya gujarte
ae baadshah hai ali
ae baadshah hai ali
ae do jahan ke maalik
ae do jahan ke maalik
ae baadshah hai ali
ae baadshah hai ali
sultane madina sultane madina
sultane madina sultane madina
maula ke dulare allah ke pyare
maula ke dulare allah ke pyare
sultane madina sultane madina
sultane madina sultane madina
sultane madina sultane madina
tufane bala me hai ghira mera sakina
tufane bala me hai ghira mera sakina
shah mera sakina
shah mera sakina
sultane madina sultane madina
sultane madina sultane madina
aaka teri ulfat se hua hai mera dil chur
hua hai mera dil chur
gurbat me tadapta hai yasrat hai bahut dur
kadmo me bula le aye gesuo wale
kadmo me bula le aye gesuo wale
ab aatishe furkat se jala jata hai sina
ab aatishe furkat se jala jata hai sina
jala jata hai sina
jala jata hai sina
sultane madina sultane madina
sultane madina sultane madina
jine ki hawas hai na mujhe khauf kaja ka
jine ki hawas hai na mujhe khauf kaja ka
yatrab ko chala jau habib ye hai tamanna
yatrab ko chala jau habib ye hai tamanna
darbar ko dekhu
darbar ko dekhu
sarkar ko dekhu
hansi khushi ne ghere daale
kali kali muskaai
hansi khushi ne ghere daale
kali kali muskaai
jhum jhum ke ?
jannat ki pari aayi
jhum jhum ke ?
jannat ki pari aayi
aayi, aayi