bijli si daude ang me mere
masti si chhaye chhu ke tujhe
mann ye machalta hain
to bahekata hain di jawaan
uthe badan mein hain jo
sihraran na ho bayaa
ayi ayi ayi yaa yaa
bijli si daude ang me mere
masti si chhaye chhu ke tujhe
tera jo katra katra yun laga
bikhar raha ho jo lahun mera
jale huye tann pe paani pada jo jamke
to nikla rang rang se tu
ayi ayi ayi yaa yaa
bijli se daude ang me mere
masti si chhaye chhu ke tujhe
mann ye machalta hain to
bahekata hain dil jawaan
uthe badan mein hain jo
sihraran na ho baya
ayi ayi ayi yaa yaa
bijli se daude ang mere
mann hain behaka behaka abb mera
tann hain mehaka mehaka abb mera
ye ukhadi ukhadi saanse
ye pyar ki barsaate
tan man ki huyi baate chhaya nasha
bijli se daude ang me mere
masti si chhaye chhu ke tujhe
mann ye machalta hain to
bahekata hain dil jawaan
uthe badan mein hain jo
sihraran na ho bayaa
ayi ayi ayi yaa yaa
bijli se daude ang me mere
masti si chhaye chhalke tujhe
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi
dil mera gaye hai dhun koi nayi
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi
dil mera gaye hai dhun koi nayi
ye jami aasaman taro ka karvan
paya hai maine dono jahan
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi
dil mera gaye hai dhun koi nayi
mahki mahki hai fija bahke bahke hai kadam
bhigi bhigi vadi me kho gaye hai aaj ham
gungunau gau aur laharau mai
gumsum baithu ya kuch farmau mai
kaise karu sab bayan
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi
dil mera gaye hai dhun koi nayi
khili khili dhup si khilkhila ke mai hasu
jane anjane me kya mila kya kahu
aaine me dekhu aur sharmau mai
apne hi aap se khud ko chupau mai
le jau khud ko kaha
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi
dil mera gaye hai dhun koi nayi
ye jami aasaman taro ka karvan
paya hai maine dono jahan
mil gayi khwabo ki manjil mil gayi mil gayi mil gayi